Sms / Sardar

Unknown

Sardar Jokes

Aik dafa aik sardar jee apni behan ko bicycle per lay ja rahey hotain hain. Aik ajnabi un ko dekh kar awaz lagata hai ""sardar jee, maashooka lay kar ja rahey ho ?"" tu sardar jee naraz ho kar kehtay hai ""maashooka hogi teri, apni tu behan hai!!!"".

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar Tags: Sardar Jokes
 
Sms / Sardar

Unknown

Nahana

Aik sardar sahab thay unhon nay teen swimming pool banayay hooa thay aik banda un say aa ker poochta hy kay aap nay teen tab keon banwain hyn to woh kehtay hyn aik garam pani ka hy aik thanday pani ka aik khali hy to wo poochta hy ka garam kis liyay hy wo kehtain hyn k sardion myn nahanau k liya to wo poochta hy aur thanda wo kehtay hyn k garmion k liuy to wo poochta hy k aur khali kis liyy to wo kehtay hayn k kabhi nahi bhi nahanay ko dil kerta

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar
 
Sms / Sardar

Unknown

Sardar Jee Ke Bahadre

aik passenger ship ja raha hota ha.ka achanak aik maan ka haath sa uc ka bacha ghir jata ha.sab duur raha hota haan laikun koi uc bacha ke jaan bachana nai jata.suddenly aik sardar jee pani ma jump laga data haan or dekhta he dekhta bacha ko la kar bahir ah jata haan.sardar sab ghusa main bacha ko uc ke maan ka hawala karta haan.sara sardar sahib ka pass jamma ho jata haan or poochta haan ka sardar sahib app na apne jaan par khail kar bacha ko keun bacaya.sardar sahab farmana laga pehla muja ya bataoo muja peecha sa daka kis na dia tha

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar Tags: Sardar
 
Sms / Sardar

Unknown

Bachat

aik sardar jee jin ka ulta haath kata howa tha woh seedha haath say kam karaha tha un ko dekh kar aik saheb na unhain kaha
"" sarda jee shukar karain ap ke bachat ho gaie ka ap ka ulta haath kata seedha hath bach gaya warna agar seedha hath kat jata tu ap kam kaisa karta""
Sardar jee foran bola "" hath to seedha he machine main aya tha magar main seedha hath nikal kar ulta hath machine main da dya""
ha ha ah

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar
 
Sms / Sardar

Unknown

Durd

Train mein boohat see aurtiay sufer ker rahi thee usse train mein aik sardar jee bhe sufer ker rahay thay,aurtoo mein behus hoo raji the koun se durad sub saay takleaf daay hoti hay, aik aurat nay keha gurday ki durd sub say takleef daay hoti hay ,dosri aurat na keha nahi jub bucha padah hota hay woo durd sub say ziada hoti hay,achanic sardar jee nay keha bebi kudi tuttia tay lut waji aay.

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar
 
Sms / Sardar

Unknown

Bus

sardar running after a bus catches it. he says to the driver, yeh bus tere maa lagtee hai, driver says nahi, tere behan lagtee hai, driver says nahi...tou phir charnay kyoon nahi detaa?

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar
 
Sms / Sardar

Unknown

Sardar Jiii

A Sardar buys a ticket and wins the lottery. He goes to Delhi to claim it and the man verifies his ticket number.

The Sardar says, ""I want my 20 lakhs.
The man replied, ""No, sir. It doesn-t work that way. We give you one lakh today and then you-ll get the rest spread out for the next 19 weeks.""

The Sardar said, ""Oh, no. I want all my money right now ! I won it and I want it."" Again, the man explained that he would only get a lakh that day and the rest during the next
19 weeks.

The Sardar, furious with the man, screams out, ""Look, I want my money ! If you-re not
going to give my 20 lakhs right now, then I want my five rupees back!""

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar Tags: Sardar
 
Sms / Sardar

Unknown

Sardar Ji

eik sardar ji office ja ker apni bv ko phone kertey hain aur kehtey hain k mein tumhara shohar baat ker raha hoon tum koon bool rahi ho?

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar
 
Sms / Sardar

Unknown

Sardar Ji Khud Kushi Karnay Walay Hain

ek sardar ji apni Zindagi sey bohoot tang thay tou woh khudh kushi karnay k liye station per gaya and wahan train ki patri per late gayaa. wahan Jab train anay wali thi tou anouncment huie (KEH) karachi sey anay wali train platform Number 2 per aarahi hai tou sardaar ji foran kharay hoo gayaa and platform 2 per ja k late gayaa wahan kuch loog kharay thay woh DAR k maray Nechay patri per utar gay and Sardar ji bach gayyaa and Baki wahan k Log mar gayaa...

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar Tags: Karachi Sardar
 
Colorful Birds
Posted by maria waheed
Posted on : Jan 05, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS