Sms / Uncategorized
Unknown
Lerki Or Larka
dabbay main dabba dabbay main khargosh
larki nay ankh mari larka behosh
larki nay ankh mari larka behosh
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Woh Kitne Haseen Lamhe The
jab hum tum saath hotey they,
woh geelay neem k neechay,
geelee ghaas pe baitha,
chandnee raat main,
main tumharee zulfain gina kerta tha,
aur tum madhosh see masoom se ,
meree soorat taktee theen,
Woh Kitney Haseen Lamhey They...
jab tum merey pehlo main baithee,
un udaas palon ko yaad kia kartee theen,
jab tum mujh se rootha kertee theen,
kuch naraaz naraaz see tumharee soorat,
mujh main khalish see paida kertee thee,
jaisey pooree dunya mujh se rooth gayee ho,
Woh Kitney Haseen Lamhey They...
jab main tumharey kandhey pe ser rakh k,
roya kerta tha,
aur dua kerta tha,
k hum kabhee juda na hon,
tum bhee kia khoob larkee theen,
tum bhee ro dya kertee theen,
phir hum donon,
ek doosrey k,
ansoo poncha kertey they,
aur phir achanak khilkhila k,
hansney lagtey they,
Woh Kitney Haseen Lamhey They...
jab tum ek phool k saath,
mujh se milney aya kertee theen,
aur phir kuch hee dair main,
janey kee zid kia kertee theen,
aur main tumhain,
rokta rehta tha,
woh ek ek lamha gina kerta tha,
aur phir achanak tum,
pyar se khuda hafiz kehteen,
aur,
sangeet kee dhunon kee tarha,
hawa main gum ho jaya kertee theen,
Woh Kitney Haseen Lamhey They...
jab tumharey diyey hoey woh phool,
gin gin ker main rakhta tha,
jin kee khushboo se ,
meree almaree mehek see jatee thee,
aur phir us khushbo main main,
aisa samo sa jata tha,
jaisey merey jeewan main udasee,
Woh Kitney Haseen Lamhey They...
jab tum barkha rut main akeilee,
chhat pe aya kertee theen,
apney sundar haton se,
kaprey phailaya kertee theen,
main ghar kee mundair pe charha,
tumhain hath hilaya kerta tha,
aur rum anjaan se ban k,
neechay bhag jayaa kertee theen,
Woh Kitney Haseen Lamhey They...
Ab to koi bhee naheen hai,
woh lamhay woh yadain hain,
na koi soorat na koi kandha,
aur na koi dhanda hai,
na koi roothney wala hai k,
jis ko ab manaya jayey,
na koi matha hai k jis pe,
bosa sa lagaya jayey,
na koi haath hai k jisko,
apney haath main thaama jayey,
aur na koi masoom see soorat,
k jis pe pyar sa aya jayey,
ab to sirf un lamhon kee,
kuch qeemtee see yadain hain,
k jin k saharey jeeney kee,
tamanna main hum harey hain,
HUM HAREY HAIN....HUM HAREY HAIN

Tags: Khuda
Sms / Uncategorized
Unknown
Mein Nazar Se Pee Rahaa Hun..
Main nazar say pee raha hoon, yeah sama badal naa jayae
Main nazar say pee raha hoon, yeah sama badal naa jayae
Na jhukao tum nigahain kahin raat dhal naa jayae
Mairay ashk bhee hain is main yeah sharab ubal na jayae
Maira jaam choone-walay taira haath jal naa jayae
Adhi raat kuch hai baki naa uthaa naqaab saqi
Taira rind giratay giratay kaheen phir sambhal naa jayae
Mairee zindagi k malik mairay dil pay haath rakhna
Tairay anay kee khushi main maira dam nikal na jayae
Mujhay phunkanay say pehlay maira dil nikaal laina
Yeah kisee kee amanat kaheen saath jal naa jayae

Tags: Sharab
Sms / Uncategorized
Unknown
Fursatein..
Tumhay Jab Kabhi Milein Fursatein Meray Dil Say Boojh Utar Doo
Main Bohat Dinoon Say Udas Hoon Mujhay Koi Sham Udhaar Doo
Mujhay Apnay Roop Ki Dhoop Doo Kay Chamak Sakein Mery Kuhd-O-Khaal
Mujhay Apnay Rang Main Rang Doo , Meray Saray Rang Utaar Doo
Kisi Aur Ko Meray Haal Say Na Gharaz Hai Na Koi Wasta
Main Bikhur Gaya Hoon Samait Loo , Main Bigudr Gaya Hoon Sanwaar Doo
Meri Wehshatoon Ko Berha Dia Hai Judaiyoon Kay Azab Nay
Meray Dil Pay Haath Rakho Zara , Meri Dhadrkanoon Ko Qarar Doo
Tumhay Subha Kaisi Lagi Kahoo Meri Khawahishoon Kay Dayaar Ki
Jo Bhalee Lagi To Yahein Rahoo , Isay Chahatoon Say Nikhaar Doo
Wahan Ghar MAin Kon Hai Muntazir Kay Fikar Ho Dair Sawair Ki
Badreee Mukhtasir Si Yeah Raat Hai Isi Chandni Main Guzaar Doo
Koi Baat Kerni Hai Chand Say , Kisi Shakhsaar Ki Oouut Main
Mujhay Rastay MAin Yahein Kahein Kisi Kunj-E-Gul Main Utaar Doo

Romantic Shers
mujh say dour tum baan kar ajnabi kab tak rahoo gay
meray bina tum iss bharidunya main kesay rahoo gay
bhool jana mujhay maazi ki tarha tumharay baas main nahi
ya nakam koshish akhir tum kab tak kartay rahoo gay
wabasta hay merai zaat say tumhara aik aik pal
apni zindagi ki dore ko tum kab taak jortay rahoo gay
hum ko to tum nay thhukra dya aik bay jan shay samjh ker
apnay dil kay sakoon ko tum har taraf dhondtay rahoo gay
ager aaj bhi tum wapis ajao tu main tumhara muntazir hoon
apni jhooti anaa ki laaj tum kab tak rakhay rahoo gay
meray bina tum iss bharidunya main kesay rahoo gay
bhool jana mujhay maazi ki tarha tumharay baas main nahi
ya nakam koshish akhir tum kab tak kartay rahoo gay
wabasta hay merai zaat say tumhara aik aik pal
apni zindagi ki dore ko tum kab taak jortay rahoo gay
hum ko to tum nay thhukra dya aik bay jan shay samjh ker
apnay dil kay sakoon ko tum har taraf dhondtay rahoo gay
ager aaj bhi tum wapis ajao tu main tumhara muntazir hoon
apni jhooti anaa ki laaj tum kab tak rakhay rahoo gay
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Pentium 4
Tum Hi To Meri Aankhon Ka Cursor Ho.
Tera IMAC Jaisa Badan,
Pentium Jaisi Chaal Ka Main Diwana Ho Gaya Hoon.
Tum Hi To Meri Zindagi Ka UPS Ho.
Jab Se Tumhe Apne Dream.Com Par Download Kiya Hai,
Meri Puri Zindagi Hi Reboot Ho Gayee Hai.
Pehle To Main Ghanton Baar Chatroom Mein
Pretty_Girl Aur Cute_Face Ko Dhoondta Rehta Tha
Par Jabse Tum Ek Virus Ki Tarah Mere Rom/Ram Mein Sama Gayee Ho,
Mere To Dil Ki Drive Hi Format Hogaya Hai.
Ab To Life.Net Mein Ek Hi Applet Ka Hyper-Link Hai
Aur Woh Jaata Hai Seedhe Mydreamgirl.Com Par,
Yaani Ki Tumhare Paas.
Main To Tumhare Server Ka Client Ho Gaya Hoon,
Aur SNA Ho Ya ATM, Kisi Bhi Network Se Tumhen Capture Kar Loonga.
Man To Chahta Hai Ki Saare TCP/IP PROTOCOL Todkar Ek Packet Ki Tarah
Tumhare Application Layer Mein Apne Presentation Layer Ka Session Khol Doon.
Tumhare Liye Main C To Kya, C++ Bhi Paar Kar Doonga
Aur Cobra Ho Ya Corba, Sab Ko Khatam Kar Doonga.
Oops! Tum Meri Ho Jao.
Meri Sweetdreams.Org Ki Rani,
Tumhen To Main Is Jahan Ke Kisi Bhi Frame Se Dhoond Loonga.
Meri Pixel, Pixel Tumhare Pyar Ka Ikraar Karta Hai......
Tumhari Animation Bhari Image Ko Maine Mpeg, Jpeg Sab Mein Save Kar Diya Hai
Aur Tumhari Aavaz Ko Din Bhar Winamp Par Sunta Rehta Hoon.
Kaash Mere Pyar Ka Program Run Ho Jaaye
Aur Mhare -Not Responding- Message Ko Main -End-Task- Kar Doon.
Tum Jaldi Se Haan Kardo
Varna Main Hamesha-Hamesha Ke Liye Is Duniya Se -Ctl-Alt-Del- Ho Jaongaa.
Main To Tumhare Saath World Wide Web Ki Lehron Par Surf Karna Chahta Hoon.
Mujhe To Intezaar Hai Us Din Ka Jab Hamara Address Hoga Happily-Everafter.Paradise.Net
Tumhare Ek-Ek Bit Ka Aashiq...

Latest Movies
New Films Released
1) Meri disk tumhare paas hai
2) Aao chat kare
3) Programmer no 1
4) Mera naam developer
5) Java wale job le jayenge
6) Hum aapke memory mein rahate hain
7) Do processor baarah terminal
8) Tera code chal gaya
9) Har Din jo mail Karega
10) Network Ke Paar
11) Debugging koi Khel nahi
12) Jis Desh mein Bill(gates) rahata Hai
13) Sandy ban gaya MCSE..!
14) Client ek numbari, PROGRAMMER Dus Nambari
15) Login karo sajana
16) Naukar PC ka
17) DOWN to hona hi tha
18) Partition (Deewar)
19) 1942 - A Bug Story
20) Kaho Na Virus Hai

Tags: Movie
Sms / Uncategorized
Unknown
Type Of Womens
HARD-DISK Woman:
She remembers everything, FOREVER.
RAM Woman:
She forgets about you, the moment you turn her off.
WINDOWS Woman:
Everyone knows that she can-t do a thing right, but no one can live without her.
EXCEL Woman:
They say she can do a lot of things but you mostly use her for your four basic needs.
SCREENSAVER Woman:
She is good for nothing but at least she is fun!
INTERNET Woman:
Difficult to access.
SERVER Woman:
Always busy when you need her.
MULTIMEDIA Woman:
She makes horrible things look beautiful.
CD-ROM Woman:
She is always faster and faster.
E-MAIL Woman:
Every ten things she says, eight are nonsense.
VIRUS Woman:
Also known as ""WIFE""; when you are not expecting her, she
comes, installs herself and uses all your resources. If you try to uninstall her you will lose something, if you don-t try to uninstall her you will lose everything............

Tags: Women
Sms / Uncategorized
Unknown
Msn Ki Window..
Merey MSN Ki Window Main
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai
Afsos Yeh Hai Ke Woh Hum Se
Kuch Away Away Sa Rehta Hai,
Merey MSN Ki Window Main
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai,
Jis Roz Se Add Kiya Hai Uss Ko
Hum Doosron Se Chat Karna Bhool Gaye,
Mouse Thaam Ke Aisey Bethey Hain
Click Karna Hum Bhool Gaye
Aaj Tak Buddy List Main
Woh Chanchal Buddy Away Rehta Hai
Merey MSN Kee Window Main
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai,
Raat Bhi Aakey Chalee Gayee
Friend Bhee Logout Ho Gaaye.
Par Uss Ke Aik Message Ko Hum
Aay Husan Ke Maalik Taras Gaye.
Kab Piyaas Bhujay Gee Meri Chatting Ki
Din Raat Yeh Dukhra Rehta Hai
Merey MSN Kee Window Main
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai
Afsos Yeh Hai Ke Woh Hum Se
Kuch Away Away Sa Rehta Hai,
Merey MSN Ki Window Main
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai,
Jis Roz Se Add Kiya Hai Uss Ko
Hum Doosron Se Chat Karna Bhool Gaye,
Mouse Thaam Ke Aisey Bethey Hain
Click Karna Hum Bhool Gaye
Aaj Tak Buddy List Main
Woh Chanchal Buddy Away Rehta Hai
Merey MSN Kee Window Main
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai,
Raat Bhi Aakey Chalee Gayee
Friend Bhee Logout Ho Gaaye.
Par Uss Ke Aik Message Ko Hum
Aay Husan Ke Maalik Taras Gaye.
Kab Piyaas Bhujay Gee Meri Chatting Ki
Din Raat Yeh Dukhra Rehta Hai
Merey MSN Kee Window Main
Ek Chand Sa Buddy Chat Karta Hai
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Tags: Bhool
Sponored Video