Search
Jokes / Miscellaneous
Dawood Ali
ake khan tha wo jootay beach raha tha
ake khan tha wo jootay beach raha tha . ake aadme os kay pass aaya aur poocha khan es jootay ki kiya qeemat hay khan nay kaha ka 500 roopay . os aadme nay kaha ka khan tum bahoot ziada kha rahay ho to khan nay kaha ka acha tum kitnay datay ho to os aadme nay kaha ka 100 roopay . khan nay kaha nahin yara tum bahoot kam day rahay ho . jab wo aadme janay laga to khan nay kaha ka acha eder aao do 100 roopay . os aadme nay khan ko 100 roopay day dieay aur jootay lay liay pher khan nay kaha kuda ka banda abb bhe muj ko 50 roopay manafa hooa hay . haaaaaahaa
·
1 Like ·
Jul 27, 2018 at 13:07
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Gulzar Ahmed
Jo Bhi Dukh Yaad Na Tha Yaad Aya.
Jo bhi dukh yaad na tha yaad aya
Ajj kya janiye kya yaad aya
Phir koi hath hai dil par jaise
Phir tera ahd-e-wafa yaad aya
Jiss tarah dhund main liptey huwe phool
Aik aik naqsh tera yaad aya
Aisi majboori kay aalam main koi
Yaad aya bhi tu kya yaad aya
Aye rafiqoon sar-e-manzil ja kar
Kya koi abla''pa yaad aya
Yaad aya tha bicharna tera
Phir nahi yaad kay kya yaad aya
Jab koi zakhm bhara daagh bana
Jab koi bhool gaya yaad aya
Yeh mohabbat bhi hai kya rog Faraz
Jis ko bhoole woh sada yaad aya.
Ajj kya janiye kya yaad aya
Phir koi hath hai dil par jaise
Phir tera ahd-e-wafa yaad aya
Jiss tarah dhund main liptey huwe phool
Aik aik naqsh tera yaad aya
Aisi majboori kay aalam main koi
Yaad aya bhi tu kya yaad aya
Aye rafiqoon sar-e-manzil ja kar
Kya koi abla''pa yaad aya
Yaad aya tha bicharna tera
Phir nahi yaad kay kya yaad aya
Jab koi zakhm bhara daagh bana
Jab koi bhool gaya yaad aya
Yeh mohabbat bhi hai kya rog Faraz
Jis ko bhoole woh sada yaad aya.
·
3 Like ·
Jul 24, 2018 at 03:07
Category: sad
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Waseem Awan Malik
Ik Admi Apnay Bathroom Main Nahaa Tha Hai
ik admi apnay bathroom main nahaa tha hay accanak us ki shalwar us kay dog lay kar bhag tha hay us kay dog ka naam fashon ho tha hay wo without shalwar us kay peechay baagtha hay our awaaz lagatha hay fashon oh fashon waha jitnay bhi loog hothay hay wo sub shalwar nikal lathay hay ur awaaz lagathay hay fashion because they thougth this is fashon
·
1 Like ·
Jul 15, 2018 at 16:07
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Qamar Jabbar
Saaqi Roz E Azal Ye Kia Bulaya Tha Mujhe

·
2 Like ·
Jul 11, 2018 at 19:07
Category: sad
Poetry / Sad
Mahu Arish
Tere Barey Mei Jitna Janta Tha
Tere barey mei jitna janta tha...
Wohi mera bayaan hai aur mei hun!!
Wohi mera bayaan hai aur mei hun!!
·
0 Like ·
Jul 10, 2018 at 22:07
Category: sad
Poetry / Sad

Memoona Aqeel
Kahan Tha Us Waqt

Dard ki dil pe Hukumat thi, kahan tha us waqt
Jab mujhe teri zarorat thi, kahan tha us waqt
Moat ky sukh mai chala aaya mujhe dekhne ko
Zinda rehne ki musibat thi, kahan tha us waqt
Dil k daryaon mai ab rait hai sehraon ki
Jab mujhe tujh se mohabbat thi, kahan tha us waqt

Jul 08, 2018 at 19:07
Category: sad
Poetry / Sad
Asma Altaf
Apni Har Main B Kitna Sukoon Tha.
·
0 Like ·
Jun 22, 2018 at 19:06
Category: sad
Poetry / Sad
Ureeda Tehreem
Ek Dil Hi To Tha Jo Sirf Humara Tha.
Ek DiL Hi To Tha Jo Sirf Humara Tha...!!!
Bahany Bahany Se Tum Isy Bhi Chura K Le Gaye...!!!
Bahany Bahany Se Tum Isy Bhi Chura K Le Gaye...!!!
·
1 Like ·
Jun 22, 2018 at 04:06
Category: sad
Poetry / Sad
Fayyaz Karimi
Main Shaakh Se Urra Tha Sitaaron Ki Aas Mein.
Main Shaakh Se Urra Tha SitaarOn Ki Aas Mein
Murjha Ke Aa Gira Hun Magar Sard Ghaas Mein..
SochO To SilwatOn Se Bharii Hai Tamaam Ruhh
DekhO To Ek Shikann Bhi Nahi Hai Libaas Mein..
Sehraa Ki Bood-O-Baash Hai, Achhi Na Kiun Lage
Sookhi Hui Gulaab Ki Tehni Glaass Mein..
Chamke Nahi Nazar Mein Abhi Naqsh Door Ke
MasrOOf Hun Abhi Aml-E-In''akaas Mein..
DhOke Se Us Hasseen Ko Agar ChOOm Bhi Lia
PaaO Ge Dil Ka Zehr LabbOn Ki Mithaas Mein..
Taara Koi Riwaa-E-Shab-E-Abr Mein Na Tha
Betha Tha Main Udaas Bayabaan-E-Yaas Mein..
Ju-€-Rawaan-€-Dasht ! Abhi Sookhna Nahi
Saawan Hai Door Aur Wahi Shiddat Hai Peyaas Mein..
Rehta Tha SaamNe Tra Chehra Khula Hua
Parrhta Tha Main Kitaab Yahi Her Claass Mein..
KaantOn Ki Baarr Phaand Gya Tha Magar Jan¡Ä
Rasta Na Mil Saka Mujhe PhOOlOn Ki Baas Mein...

Jun 16, 2018 at 00:06
Category: sad
Sponored Video