Search
Poetry / Sad
Sehar Saeed
Maine Kuch Na Maanga Tha Us Ke Siwa.
·
0 Like ·
Jun 14, 2018 at 00:06
Category: sad
Poetry / Sad
Haseeb Raza
Jahan Phulon Ko Khilna Tha Wahin Khilte To Acha Tha.
Jahan phulon ko khilna tha wahin khilte to acha tha
Tum hi ko humne chaha tha tum hi milte to acha tha
Koi aakar hamein puche tumhein kaise bhulaya hai
Tumhare khat ko ashkon se shab e gham mein jalaya hai
Hazaron zakham aise hain agar silte to acha tha
tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha
Mila hai lutf humko hasin yadon ki jhilmil mein
Kati hai zindugi tum bin magar itni si hai dil mein
Agar atay to acha tha agar miltay to acha tha
Tumhi ko humne chaha tha tumhi milte to acha tha.

Jun 10, 2018 at 14:06
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Kamran Kaliya
Wo Aks E Mauja E Gul Tha,
Wo Aks-e-Mauja-e-Gul Tha, Chaman Chaman Mein Raha
Wo Rang Rang Mein Utraa, Kiran Kiran Mein Raha
Wo Naam Haasil-e-Fun Ho Ke Mere Fun Mein Raha
Ke Rooh Ban Ke Meri Soch Ke Badan Mein Raha
Sakoon-e-Dil Ke Lye Mein Kahan Kahan Na Gayi
Magar Ye Dil, Ke Sadaa Oski Anjuman Mein Raha
Wo Sheher Waalon Ke Aagay Kaheen Mohazzib Tha
Wo Ek Shakhs Jo Sheheron Se Door Ban Mein Raha
Charaagh Bujhtay Rahay Aur Khwaab Jaltay Rahay
Ajeeb Tarz Ka Mausam Mere Watan Mein Raha..

1 Like ·
Jun 06, 2018 at 07:06
Category: sad
Poetry / Sad
Eshwa Khan
Bewafa Waqt Tha.
Bewafa Waqt Tha , Tum Thay Ya Muqadar Mera
Bast Itni Hai Key Anjaam Judai Nikla.
Bast Itni Hai Key Anjaam Judai Nikla.
·
0 Like ·
Jun 05, 2018 at 17:06
Category: sad
Poetry / Sad

Naila Ahmed
Wo Ajeeb Shakhs Tha

Wo ajeeb shakhs tha, k mai usay aaj tak na samajh saka
Mujhe chahta bhi ghazab ka tha, mujhe chhor kar bhi chala gaya
Mujhe chahta bhi ghazab ka tha, mujhe chhor kar bhi chala gaya
·
3 Like ·
May 23, 2018 at 07:05
Category: sad
Poetry / Humorous

Ebrahim Ali Ali
Dil Bara Mard Bana Karta Tha

Aik hi jalway mai hua kaam tamam
Dil barra mard bana karta tha
Dil barra mard bana karta tha
·
1 Like ·
May 16, 2018 at 10:05
Category: humorous
Jokes / Miscellaneous
Kashif Yaqoob
Sabziwala Sabzi Par Paani Chhidak Raha Tha
Sabziwala Sabzi Par Paani Chhidak Raha Tha, kaafi Der ho Gayi .
Customer gusse mein bola:
Bhaisahab Agar Bhindi ko Hosh Aa Gaya ho to Ek kilo de do.....
Customer gusse mein bola:
Bhaisahab Agar Bhindi ko Hosh Aa Gaya ho to Ek kilo de do.....
·
2 Like ·
May 03, 2018 at 16:05
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Obaid Kayani
Ek Shakhs Kitabon Jaisa Tha

·
1 Like ·
May 03, 2018 at 05:05
Category: sad
Sponored Video