Search
Poetry / Love

Naila Ahmed
Chand Per Uska Thikana Tha

Mujhe Usko MiNnatain Kar K MaNAna Tha
Usey Bhi Dair Hoti Thi
Mujhe Bhi Door Jana Tha
Nibhaty Kis Tarah Aik Dosrey Sey Apni Dosti
Zameen PEy Mera Ghar Tha Chand Per Uska Thikana Tha
#poetry
/>
Usey Bhi Dair Hoti Thi
Mujhe Bhi Door Jana Tha
Nibhaty Kis Tarah Aik Dosrey Sey Apni Dosti
Zameen PEy Mera Ghar Tha Chand Per Uska Thikana Tha
#poetry
/>
·
3 Like ·
Mar 30, 2018 at 18:03
Category: love
Jokes / Miscellaneous
Mahu Arish
Ek Larka Bahot Kamzoor Tha Uski Maa Us Ko Dr K Pass Le Gai.
Ek Larka bahot Kamzoor tha
Uski maa us ko Dr k pass le gai.
Dr. ne check up k baad us k 2no Hathelion per Plastar Bandh Diya,
.
.
.
.
2 week baad larka Bilkul Sehat Mand Ho gaya...
.
.
.
.
Tu cartoon network dekh
Teri samajh main POGO bhi nhi aaye ga.

0 Like ·
Mar 30, 2018 at 11:03
Category: miscellaneous
Advertisement
Jokes / Miscellaneous

Ureeda Tehreem
Aik Charsi Qabrustan Mein Chars Pi Raha Tha

aik charsi qabrustan mein chars pi raha tha, police aagai to charsi ne chars chhupa di .
police : kya kar rahay ho ?
charsi : kuch nahi apne waalid ki ke liye dua kar raha hon .
police : yeh to kisi chhootey bachay ki qabar hai .
charsi : waalid sahib bachpan mein hi faut ho gaye thay .
police : kya kar rahay ho ?
charsi : kuch nahi apne waalid ki ke liye dua kar raha hon .
police : yeh to kisi chhootey bachay ki qabar hai .
charsi : waalid sahib bachpan mein hi faut ho gaye thay .
·
1 Like ·
Mar 22, 2018 at 20:03
Category: miscellaneous
Poetry / General
Sajjad Yaqoob
Adawaten Theen, Taghaful Tha, Ranjishen Thee Bohat
adawaten theen, taghaful tha, ranjishen thee bohat
bicharne walay me sab kuch tha, bewafai na thi
bicharne walay me sab kuch tha, bewafai na thi
·
2 Like ·
Mar 22, 2018 at 16:03
Category: general
Poetry / General
Ameera Gul
Wo Jo Khud Pairvi E Ahd E Wafa Karta Tha
Wo jo khud Pairvi-e-Ahd-e-wafa karta tha
Mujh se milta tha....tou Talqeen-e-wafa karta tha
Uss k Daaman mein koi phool nahi meray liye
Jo meri Tangi-e-Daamaan'' ka Gila karta tha
Aaj jo uss ko Bulaya tou wo Gumm-Summ he raha
Dil dharaknay ki jo awaz suna karta tha
Aaj wo meri har ikk baat k ma''ani poochay
Jo meri soch ki tafseer likha karta tha
Uss ki Dehleez pe sadiyon se kharra hoon ''Mohsin''
Mujh se milnay ko jo Lamhaat gina karta tha.
.
MOHSIN NAQVI

Mar 20, 2018 at 03:03
Category: general
Poetry / General
Ijunoon
Bohat Arsa Hua Ik Din! Btaya Tha Mujhe Uss Ne
Bohat arsa hua ik din!
Btaya tha mujhe uss ny!
Banana kch nahi aata!
Aagar main kuch banati hon
Tu bas chaye banati hon......
Main chaye ki dewani hon
Bohat achi banati hon.......
Peo ge na ?
Aur main iss baat pr ....
muskurata he rha tha K
Banana kuch nahi aata
Banati ho to bs chaye..
Mujhe chaye se uljhan hai
Nahi peeta, nahi peeta.....
Aur ab iss baat ko guzry
zamanay ho gaya kitnay,
Nahi maloom mujh ko k
Wo kesi hai?kahan py hai?
Magar ab CHAYE
barri kasrat se peta hu
Bari hasrat sy peta hu !!
Btaya tha mujhe uss ny!
Banana kch nahi aata!
Aagar main kuch banati hon
Tu bas chaye banati hon......
Main chaye ki dewani hon
Bohat achi banati hon.......
Peo ge na ?
Aur main iss baat pr ....
muskurata he rha tha K
Banana kuch nahi aata
Banati ho to bs chaye..
Mujhe chaye se uljhan hai
Nahi peeta, nahi peeta.....
Aur ab iss baat ko guzry
zamanay ho gaya kitnay,
Nahi maloom mujh ko k
Wo kesi hai?kahan py hai?
Magar ab CHAYE
barri kasrat se peta hu
Bari hasrat sy peta hu !!
·
1 Like ·
Mar 17, 2018 at 19:03
Category: general
Jokes / Miscellaneous
Kashif Yaqoob
Raat Ko Net Nahi Chal Raha Tha.
Raat ko net nahi chal raha tha to main ghar walon k pass ja kar baith gaya..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ache log hain yaar wo..
#Jokes
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ache log hain yaar wo..
#Jokes
·
2 Like ·
Mar 16, 2018 at 18:03
Category: miscellaneous
Poetry / Love

Muzammil Shahzad
Tujhe Mera Kitna Khyal Tha

mujhe aisa lutf aataa kya, jo nah hijar tha nah wisaal tha! !
mere mousamoo ke mizaaj daan, tujhe mera kitna khayaal tha! !
kisi aur chehray ko dekh kar, teri shakal zehen mein aagai! !
tera naam le ke mila ussay, mere hafzay ka yeh haal tha! !
kabhi mousamoo ke saraab mein, kabhi baam o dar ke azaab mein
wahan umar hum ne guzaar di, jahan saans lena muhaal tha! !
kabhi too ne ghhor nahi kya, kay yeh log kaisay ujadh gaye ?
koi mere jaisa giriftaa dil, tairay samnay ki misaal tha! !
tairay baad koi nahi mila, jo yeh haal dekh ke pochta. .. .. .. .
mujhe kis ki aag jhulsa gayi? mere dil ko kis ka malal tha
kahin khon-e dil se likha to tha, tairay salِ hijar ka saneha! ! !
woh adhuri dayiri kho gayi, woh najane kon sa saal tha? ?

Mar 13, 2018 at 09:03
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Ka Ye Haal Kahan Tha Phele
Kuch Tou Ehsaas-e-Ziyaan Tha Phele
Dil Ka Ye Haal Kahan Tha Phele
Ab Tou Manzil Bhi Hai Khud Garm-e-Safar
Har Qadam Sang-e-Nishaan Tha Phele
Safar-e-Shoq Ke Farsang Na Pooch
Waqt Be-Qaid Makaan Tha Phele
Ye Alag Baat Ke Gham Raas Hai Ab
Is Mein Andaisha-e-Jaan Tha Phele
Yun Na Ghabraye Howay Phirtay Thay
Dil Ajab Kunj-e-Amaan Tha Phele
Ab Bhi TU Paas Nahi Hai Laikin
Is Qadar Door Kahan Tha Phele
Dairay Daalay Hain Bagolon Ne Jahan
Os Taraf Chashm-e-Rawaan Tha Phele
Har Kharab Ye Sadaa Deta Hai
Mein Bhi Aabaad Makaan Tha Phele
Kia Se Kia Ho Gayi Dunya Pyaaray
TU Waheen Per Hai Jahaan Tha Phele
Ham Ne Aabaad Kia Mulk-e-Sukhan
Kaisa Sunsaan Samaa Tha Phele
Ham Ne Bakshi Hai Khamoshi Ko Zabaan
Dard Majboor-e-Fugaan Tha Phele
Ham Ne Roshan Kia Maamoor-e-Gham
Warna Har Simt Dhuwaan Tha Phele
Gham Ne Phir Dil Ko Jagaya “Nasir”
Khana-e-Barbaad Kahan Tha Phele
Dil Ka Ye Haal Kahan Tha Phele
Ab Tou Manzil Bhi Hai Khud Garm-e-Safar
Har Qadam Sang-e-Nishaan Tha Phele
Safar-e-Shoq Ke Farsang Na Pooch
Waqt Be-Qaid Makaan Tha Phele
Ye Alag Baat Ke Gham Raas Hai Ab
Is Mein Andaisha-e-Jaan Tha Phele
Yun Na Ghabraye Howay Phirtay Thay
Dil Ajab Kunj-e-Amaan Tha Phele
Ab Bhi TU Paas Nahi Hai Laikin
Is Qadar Door Kahan Tha Phele
Dairay Daalay Hain Bagolon Ne Jahan
Os Taraf Chashm-e-Rawaan Tha Phele
Har Kharab Ye Sadaa Deta Hai
Mein Bhi Aabaad Makaan Tha Phele
Kia Se Kia Ho Gayi Dunya Pyaaray
TU Waheen Per Hai Jahaan Tha Phele
Ham Ne Aabaad Kia Mulk-e-Sukhan
Kaisa Sunsaan Samaa Tha Phele
Ham Ne Bakshi Hai Khamoshi Ko Zabaan
Dard Majboor-e-Fugaan Tha Phele
Ham Ne Roshan Kia Maamoor-e-Gham
Warna Har Simt Dhuwaan Tha Phele
Gham Ne Phir Dil Ko Jagaya “Nasir”
Khana-e-Barbaad Kahan Tha Phele
·
1 Like ·
Mar 07, 2018 at 13:03
Category: sad
Sponored Video