Search
Poetry / Love
Fatima Zehra
Teray Haath Se Meray Haath Tak Jo Fasla Tha Ab Tay Hoa
Teray Haath Se Meray Haath Tak Jo Fasla Tha Ab Tay Hoa.
Meri Zindagi Meri Bandagi Ab Tujh Se Hi Mansoob Hai...!!!❤
Meri Zindagi Meri Bandagi Ab Tujh Se Hi Mansoob Hai...!!!❤
·
4 Like ·
Oct 25, 2018 at 23:10
Category: love
Jokes / Miscellaneous
Seddiq Al Khan
Aik Dafa Aik Aadd Mi Train Mai Safar Kar Raha Tha
aik dafa aik aadmi train mai safar kar raha tha woh bohat darr pok tha is lia woh baichara bohat darr raha tha aur ittefaq say train mai lite chaliii gayeee us ko aur bhi darr laga us nay socha kiou na zanjeer kheench kar train ko rukwaa lia jaay so us nay zanjeer khinchi jaisay hai us na yeh kia us ko aik thappar para us nay dobara zanjeer khinchi usay phir thappar para is lia woh chup ho kar bhaith gaya jab light aayee to us nay uthhh kar shore machaya aur kaha k jab mai nay zanjeer khinchi to mujhay thappar kon marr raha tha to us k barabar wali aurat nay kaha k tum zanjeer khinch rahay thay yaa meri chotiiiiiii
hahahhha
hahahhha
·
1 Like ·
Oct 08, 2018 at 21:10
Category: miscellaneous
Advertisement
Poetry / General
Shaheen Fatima
Kaghaz Ki Kashti Thi Paani Ka Kinara Tha.
Kaghaz ki kashti thi paani ka kinara tha
Khelne ki masti thi dil ye awaara tha
Kahan aagaye is samajhdari k daldal mein
Wo nadaan bachpan bhi kitna pyara tha..
Khelne ki masti thi dil ye awaara tha
Kahan aagaye is samajhdari k daldal mein
Wo nadaan bachpan bhi kitna pyara tha..
·
0 Like ·
Oct 01, 2018 at 08:10
Category: general
Poetry / Sad
Madiha Shahid
Sahaab Tha K Sitaara, Guraiz Pa Hi Laga.
Sahaab Tha K Sitaara, Guraiz Pa Hi Laga
Wo Apni Zaat K Har Rang Me Hawa Hi Laga
Me aisy Shakhs Ki Msoomiyat Pe Kia Likhon
Jo Muj Ko Apni Khtaaon Me B Bhala Hi Laga
Zabaan Sy Chup Ha Magar Aankh Baat Karti Ha
Nazar Uthaayi Ha Jub B To Bolta Hi Laga
Na Mery Lutf Pe Hairaan Ha Na Apni Uljhan Per
Mujy Ye Shakhs To Har Shakhs Se Judaa Hi Laga,.

Sep 23, 2018 at 22:09
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Aleezay Abbasi
Ek Dafa Ek Bura Admi Soya Hua Tha K Us Ki Khawab
ek dafa ek bura admi soya hua tha k us ki khawab mein shetaan ayaa aur us ko kaha k yeh lo ek lakh rupee subha kiss bhi burey admi ko de dena aur kehna k shetan k naam ka ley lo woh admi subha uthh ker ilaqey k badmash k pass jata ha aur kehta ha k yeh ek lakh rupee shetan k naam key ley lo mager woh inkar ker deta ha aur kehta ha k jaoo mein nahin ley sakta kiyon k mein pehley hi bohat bura admi hoon wahan se mayoos ho ker woh ek naikaa k pass jata ha aur us ko kehta ha k yeh lo ek lakh rupee shetan k naam ka ley lo woh bhi inkar ker dete ha k mein nahin ley saktee mein pehley hi gunagaar hoon woh wahan se mauus ho ker ilaqey k inspector k pass jata ha aur kehta ha inspector sahab yeh lo ek lakh rupee shetan k naam ka inspector pehley to us ko ghoorta ha phir achanak apney admion ko awaz de ker kehta ha oyee bachoo is ko ulta latka ker chatrool ker is ki -
woh admmi bara pereshan hota ha k mein to is ko paisee de raha hoon aur yeh merey sath aisa kiyon ker raha ha woh inspector ki minat samajat kerta hua kehta ha k mera qasoor to batao inspector kehta ha k raat ko shetan merey khawab mein bhi ayya tha woh to keh raha tha k 2 lakh hain tum ek hi layee ho nikaloo doosra lakh warna chaloo drawing room .................!!!!!!!!!!!!!!!!

Sep 23, 2018 at 06:09
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Jalaluddin Ahmed
Mene Socha Tha,aj Aap Ayen Ge To Ro Doon Gi,aap Puchain Ge,to Sab Haal Keh Do...
Mene socha tha,
Aj aap ayen ge to ro doon gi,
Aap puchain ge,
To sab haal keh doon gi,
Keh doon gi ke kitne din huye soyi nahin,
Woh konsi bhool hai jo huyi nahin,
Kitaab fridge mein, Glass shelf mein rakha,
Peer ka din tha jumeraat likha,
Saheli se shikwa karna tha usey spaas likha,
TV per geet tha Azaan nahin,
Mene chonk kar aanchal sar per rakha,
Kya haal kar diya mera,
Mujhe kisi kaam ka na rakha,
Aur…
Jab aap ne aakar poocha,
Kya haal hai ?
To mein itna hi keh saki,
“Theek Hoon”.

Sep 18, 2018 at 16:09
Category: sad
Poetry / Love
Akram Rahi
Meray Hoslay Ka Kamaal Tha K Javab Mien Khamosh Raha.
Meray Hoslay Ka Kamaal Tha K Javab Mien Khamosh Raha....
Warna Javab Aesay Thay K Sawaal He Paida Na Hotay... !!!
Warna Javab Aesay Thay K Sawaal He Paida Na Hotay... !!!
·
1 Like ·
Sep 06, 2018 at 00:09
Category: love
Poetry / Sad 
Kashif Mali
Aisa Pehli Baar Howa Tha.

Aisa Pehli Baar Howa Tha...
Aankhain Rasta Bhool Gayeen Thin...!!!
Aankhain Rasta Bhool Gayeen Thin...!!!
·
0 Like ·
Sep 03, 2018 at 22:09
Category: sad
Poetry / General
Abid Aqeel
Mian Sitaara Tha Teri Aankhoo''n Ka.
Mian Sitaara Tha Teri Aankhoo''n Ka...
Maa''n! Mujhay Dekh Ab Kaha''n hun Mian...
Maa''n! Mujhay Dekh Ab Kaha''n hun Mian...
·
3 Like ·
Aug 26, 2018 at 10:08
Category: general
Sponored Video