Search
Social Wall / Photos
Kashif Qureshi
Ladkon Ke Liye Arz Kiya Hai
·
2 Like ·
Aug 06, 2018 at 08:08
Category: photos
Poetry / General
Waqas Moti
Sajdon Ke Aoz Firdos Milay Ye Baat Muje Manzoor Nahee
sajdon ke aoz firdos milay ye baat muje manzoor nahee
be los ibadat karta hoon bandah hoon tera mazdoor nahee
#AllamaIqbal
be los ibadat karta hoon bandah hoon tera mazdoor nahee
#AllamaIqbal
·
1 Like ·
Aug 02, 2018 at 23:08
Category: general
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Imran Khan
Ek Admi Ke Ankhen Kharab The Us Ko Ek
EK ADMI KI ANKHAEN KHARAB THEE OH DOCTOR K PASS GAYA OR KAHA KE DOCTOR SAHAB MUJH KO EK ADMI DO NAZAR ATHE HAE.DOCTOR NE KAHA K KYA AP CHARO KO YAHYE BIMARI HAY .DOCTOR KO EK CHAR NAZAR ARAHE THE
·
3 Like ·
Aug 02, 2018 at 17:08
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Farooq Ahmed
Sham Ke Sanvale Chehare Ko Nikhara Jaye
Sham ke sanvale chehare ko nikhara jaye
kyon na sagar se koi chand ubhara jaye
ras aaya nahi taskin ka sahil koi
phir mujhe pyas ke dariya mein utara jaye
meharaban teri nazar, teri adayen qatil
tujh ko kis naam se ae dost pukara jaye
mujhko dar hai tere wade pe bharosa karake
muft mein ye dil-e-khushafaham na mara jaye
jisake dam se tere din-rat darakhshan the qateel
kaise ab us ke bina waqt guzra jaye.

Jul 31, 2018 at 18:07
Category: love
Social Wall / Text
Moiz Arshad
Ham Saray Mosamon Se Iss Liye Pyar Karna Shuru Karden Ke Garmi Mein Gandum Pakti Hai
ہم سارے موسموں سے اس لیے پیار کرنا شروع کر دیں کہ گرمی سے گندم پکتی ہے ۔
چونسا اور لنگڑا پک کر آتا ہے ۔
یہ کس قدر مہربان موسم ہے ۔
سردی میں مونگ پھلی کے نظارے ہیں ۔
بادام، چلغوزہ تیار ہوگا ۔
بارش برسے گی تو دریاؤں ، نہروں میں پانی آئے گا ۔
کھیت سر سبز ہوں گے خوشحالی آئے گی ۔
کہیں کہ خزاں کتنی اچھی ہے بہار کی نوید لاتی ہے ۔
ہم بجائے کسی بات کو نیگیٹو لینے کے پازیٹو لینا شروع کر دیں ۔
اور آدھے خالی دریا کو آدھا بھرا دریا کہنا شروع کر دیں تو جو بہتری ممکن ہے وہ ہمارے کئی منصوبوں اور اسکیموں سے بھی نا ممکن ہے ۔
اشفاق احمد زاویہ 3 ناشکری کا عارضہ صفحہ 15

Jul 30, 2018 at 20:07
Category: text
Poetry / Poetry Sms
Samreen Anjum
''''na Socha Karo Har Baar Ke Hum Bhool Jayenge Tum Ko.
''''Na socha karo har baar ke hum bhool jayenge tum ko....
Na tum itney aam ho, na ye mere bas ki baat hai....!!!
Na tum itney aam ho, na ye mere bas ki baat hai....!!!
·
0 Like ·
Jul 21, 2018 at 19:07
Category: poetry-sms
Poetry / Sad
Obaid Kayani
Us Ke Hasrat Hai Jise Dil Se Mita Bhi Na Sakun.
us ke hasrat hai jise dil se mita bhi na sakun
dhundhane us ko chala hun jise pa bhi na sakun
dal kar khak mere khoon pe qatil ne kaha
kuch yeh mehandi nahi meri ke mita bhi na sakun
zabt kambakht ne aur aa ke gala ghonta hai
ke use hal sunaun to suna bhi na sakun
us ke pehlu mein jo leja ke sula dun dil ko
neend aisi use aaye ke jaga bhi na sakun
naqsh-e-pa dekh to lun lakh karunga sajade
sar mera arsh nahi hai ki jhuka bhi na sakun
bewafa likhate hain wo apni kalam se mujh ko
ye wo qismat ka likha hai jo mita bhi na sakun
is tarah soye hain sar rakh ke mere zanon par
apni soi hui qismat ko jaga bhi na sakun.

Jul 19, 2018 at 04:07
Category: sad
Social Wall / Photos
Abdul Qadeer
Kabhi Kisi Ke Aitbaar Ko Thes Na Pohchao
kabhi kisi ke aitbaar ko thes mat pohchayen
kynkay aitbaar khonay wala apna sab kuch kho deta hai
kynkay aitbaar khonay wala apna sab kuch kho deta hai
·
2 Like ·
Jul 16, 2018 at 21:07
Category: photos
Social Wall / Photos
Abdul Kareem
Samjhdar Ke Liya Ishara Hi Kafi Hota Hai
·
3 Like ·
Jul 16, 2018 at 10:07
Category: photos
Sponored Video