Search
Jokes / Miscellaneous
Anam Lateef
Bachey Ke Sharafat
AYK DAFHA CLASS MEHEN SOOR HO RAHA THA KE ASTAD AAGHA US NEHEN KAHA KE TUM MEHEN SHARAFAT NEHEN HAY TW BECHEY NE KAHA HAY SER WO PAANY PEENEY GYA HAY
·
-1 Like ·
Dec 01, 2023 at 21:12
Category: miscellaneous
Quotes / Urdu Quotes
Noor Bukhari
Mujhe Allah Ke Insaaf Par Yaqeen Aagiya
Jab mujhe pata chala k makhmal ke bister aur zameen per soney walon ke khuwab aik jaisay hotey hain,
to mujhe ALLAH ke insaaf par yaqeen aagiya.

15 Like ·
Jul 06, 2021 at 21:07
Category: urdu-quotes
Advertisement
Quotes / Urdu Quotes
Noor Bukhari
Mujhe Allah Ke Insaaf Par Yaqeen Aagiya
Jab mujhe pata chala k makhmal ke bister aur zameen per soney walon ke khuwab aik jaisay hotey hain,
to mujhe ALLAH ke insaaf par yaqeen aagiya.
to mujhe ALLAH ke insaaf par yaqeen aagiya.
·
15 Like ·
Jun 26, 2021 at 14:06
Category: urdu-quotes
Poetry / 0
Hafeez Ur Rehman
Kahen Wo Milta To Us Sey Lipat Ke Ro Leytey
Kisi Ki Yaad Mein Palkein Zara Bhigo Leytey
udaas raton ki tanhaiyon mein ro leytey
dukhon ka bojh akeley nahi sambhalta hey
kahen wo milta to us sey lipat ke ro leytey
agar safar mein hamara bhe hum safar hota
bari khoshi se inhi patharon pe so leytey
tumhari raah mein shakhon pe phool sookh gaye
kabhi hawaa ki tarha is tarf bhe ho leytey ....
yeh kiya ke roz wohi chandni ka bister ho
kabhi to dhoop ki chader bicha ke so leytey .... !

3 Like ·
Apr 28, 2021 at 05:04
Category: 0
Quotes / Urdu Quotes
Luqman Mali
Mard Ho Ya Aurat Koi B Zindagi Ke Har Lamhe Mein Bahadur Nahi Rahsakta.
·
5 Like ·
Apr 27, 2021 at 16:04
Category: urdu-quotes
Poetry / 0
Ijunoon
Udaas Patjharoon Ke Shaam
hansi, masoom see bachoon ke copy mein abarat see
hiran ke peeth pay baithay parinday ke sharaat see
woh jaisay sardiyoon mein garam kapray day faqiroon ko
laboon pay muskurahat thi magar kaisi haqaarat see
udaasi pat jharoon ke shaam oorhay rasta taktee
pahari par hazaroon saal ke koyee amarat see
sajaye bazo'oon par bazoo woh maydan mein tunha tha
chamakti thi yeh basti dhoop mein taraj o gharat see
mairi ankhoon, mairay hontoon pay yeh kaisi tamazat hai
kabootar kay paroon ke raishmee ujlee hararat see
khilla dai phool mairay bagh mein pay'ghambaroon jaisa
raqum ho jis ke pay'shaani pay aik ayaat basharat see

1 Like ·
Apr 23, 2021 at 01:04
Category: 0
Social Wall / Photos
Fahad Yousuf
Sharab Ke Nuqsanaat
eik ustad class main sharab ke nuqsanaat batane keliye tajarba kar raha tha.
is ne eik glass pani our eik glass sharab ka liya our pehlay kiray ko pani main dala.
keera pani main tairne laga pher kiray ko sharab ke glass main dala our keera thori dair bad mar kar glass ki teh main baith gaya ustad ne larkon se pucha tumhain pata hai is tajar bay se hum ne kiya seekha.
.
.
eik larka bola humne ye seekha k sharab piney se pait main kiray nahin parte.

Dec 12, 2018 at 10:12
Category: photos
Poetry / Love
Abdul Rehman Rehman
Raabta Laakh Sahi Qaafla Salaar Ke Saath
Raabta laakh sahi qaafla salaar ke saath
Hum ko chalna hai magar waqt ki raftaar ke saath
Gham lage rehte hain han khushi ke peechhey
Dushmani dhoop ki hai saaya - e- deewar ke saath
Lafz chunta hoon to mafhoom badal jaata hai
Ik na ik khauf bhi hai jurrate izhaar ke saath
Dushmani mujh se kiye ja magar apna ban ker
Jaan le le meri sayyed magar pyaar ke saath
Do ghadi aao mil aayen kisi Ghalib se Qateel
Hazrate Zauq to wabasta hain darbaar ke saath

Dec 04, 2018 at 11:12
Category: love
Poetry / Love
Ijunoon
Khird Ke Paas Khabar Ke Siwaa Kuchh Aur Nahin
Khird ke paas Khabar ke siwaa kuchh aur nahin
teraa ilaaj nazar ke siwaa kuchh aur nahin
har muqaam se aage muqaam hai teraa
hayaat zauq-e-safar ke siwaa kuchh aur nahin
rangon mein gardish-e-KhuuN hai agar to kyaa haasil
hayaat soz-e-jigar ke siwaa kuchh aur nahin
uruus-e-laalaa munaasib nahin hai mujhase hijaab
k main nasiim-e-sahar ke siwaa kuchh aur nahin
jise qasaad samajhtay hain taajran-e-firang
wo shay mataa-e-hunar ke siwaa kcuhh aur nahin
giraaN_bahaa hai to hifz-e-Khudii se hai warnaa
gauhar mein aab-e-gauhar ke siwaa kuchh aur nahin

2 Like ·
Nov 30, 2018 at 13:11
Category: love
Quotes / Urdu Quotes
Nimrah Butt
Ustad Ka Kaam Waqai Nihayat Izzat Our Qadar Ke Qabil Hai.
·
5 Like ·
Nov 30, 2018 at 04:11
Category: urdu-quotes
Sponored Video