Search
Ijunoon
Nizam E Shamsi Se Bahar Ab Tak Ka Sab Se Chhota Sayyarah Daryaaft
ماہرین فلکیات نے ہماری نظام شمسی سے باہر اب تک کا سب سے چھوٹا سیارہ دریافت کرلیا جس کا حجم زمین کے چاند کے برابر ہے۔
کیلیفورنیا یونیورسٹی کے ماہر فلکیات فیف مرسی جو اس سیارے کی تلاش کرنے والی ٹیم م...
مزید پڑھیں
Mehreen Ali
Aadmi Hakeem Se
mujhe bemari hai kay
khanay kay baad bhook nahee lagti
sonay kay baad neend nahee ati
kaam karoo to thakk jata hoon
hakeem:
saari raat dhoop mein betho theek ho jaogay
Uzair Ahmed
China Mein Robot Jungi Behri Jahazoo Ka Sab Se Bara Tehqeeqi Markaz
بیجنگ: چین نے ٹیکنالوجی کے اگلے شعبے میں جست لگاتے ہوئے ایک اور بڑا قدم اٹھایا ہے جس کے تحت وہ روبوٹ بحری جہاز بلکہ خودکار بحری جنگی جہازوں کا سب سے بڑا عالمی مرکز قائم کررہا ہے۔
یہ مرکز مکاؤ کے شم...
مزید پڑھیں
Uzair Ahmed
Red Wine Danoton Ki Bimarion Se Bachao Mein Madadgaar Ho Sakti Hai
ماضی میں ریڈ وائن کے صحت پر اچھے اثرات کے بارے میں بات کی جاتی رہی ہے جن میں دل کے دورے اور ذیابیطس کے خطرے میں کمی کی شامل ہیں۔
اب ایک تحقیق سے پتا چلا ہے کہ ریڈ وائن میں پائے جانے والے کیمیائی ما...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Hamesh Chhoti Chhoti Ghaltion Se Bachanay Ko Koshih Karo
Muzammil Shahzad
Rishton Ki Dhoop Chaon Se Azad Ho Gaye
Rishton ki dhoop chaon se Azad ho gaye,
Ab tu hamen B Sare Sabaq Yaad ho gaye,
Abadiyon me hoty hain barbad kitne log,
Hum dekhne gaye Tu barbad ho gaye,
Me parbaton se larta Raha Aur chand Log,
Geeli Zameen khod kar Farhaad ho gaye,
Bethy huye hain Qeemti Sofun par Bherriye zafar,
Jangal k log shehar me Abad ho gaye,
Lafzon k her pher ka dhanda B khoob hai,
Jaahil hamare Shehar me Ustaad ho gaye.
Muzammil Shahzad
Ham Tere Hijr Se
Ham tere hijr se hijrat nahi karne wale
Muzammil Shahzad
Kuch Is Ada Se Mere Yar
k fatah pa k b qatil hukam dareeda huye
ajeeb tor se doba hai dobney vala
k saahilon k bagoole b aab deeda huye
jo apney saaye k qamat se khof khatay
humarey baad vohi log ba guzeeda huye
main chup raha to uthain muj pe ungliyan kia kia
zuban mili to merey haraf nashneeda huye
humari lash se guzrey to bekhabar guzrey
voh jin k naam pe hum log sar bureeda huye
jinhain garoor tha apni sitamgari pe boht
sitam to yeh hai k voh b sitam raseeda huye
asaa-e-haq hai muyasir na takhat-e-dil Mohsin
hum aisey log b kis san main san-e-raseeda huye
Ijunoon
Dil Ki Dharkan Se Piece Maker K Liye Tawanai
امریکی محققین کا کہنا ہے کہ دل کی دھڑکن سے حاصل ہونے والی توانائی کی مدد سے اتنی بجلی پیدا کی جا سکتی ہے جو ’پیس میکر‘ چلانے کے لیے کافی ہو۔
پیس میکر بیٹری سے چلنے والا ایک ایسا آلہ ہے جو دل کی دھڑ...
مزید پڑھیں
Sponored Video