Search
Shahbaz Ishaq
Chalti Hai Kya 9 Se 12
Girl:Chal
Boy:Kahan?
Girl: Principal ke paas!
Boy:Lo ab apni behan se mazak bhi nhi kr skte kya?
Girl:Bewakuf chutti mangne.
Uzair Ahmed
Adrak Se Aap Kya Faida Haasil Kar Saktay Hain ?
درک بہت عام استعمال ہونے والی چیز ہے جو لگ بھگ پاکستان میں ہر کھانے کا حصہ ہوتی ہے۔
مگر کیا آپ کو معلوم ہے کہ یہ صحت کے لیے کتنی بہترین چیز ہے ؟ بدہضمی سے لے کر جسمانی دفاعی نظام کو مضبوط بنانے تک ...
مزید پڑھیں
Uzair Ahmed
Aik Din Mein Daidh Crore Se Zayed Likes Lainay Wali Tasweer
انسٹاگرام دنیا بھر میں 70 کروڑ سے زائد افراد استعمال کرتے ہیں جس پر روزانہ ہی کروڑوں تصاویر پوسٹ ہوتی ہیں۔
اگر آپ فیس بک کی اس فوٹو شیئرنگ ایپ کو استعمال کرتے ہیں تو آپ کو دیگر افراد کی تصاویر پر ہ...
مزید پڑھیں
Kainaat Siddique
Usi Ishq Se Usi Chah Se
Shahbaz Ishaq
Papa Kya Hm Aeroplane Se
ALLAH PAK k Pas Ja Sakty hai?
FATHER: My Son!
Hum Car Se B Ja Sakty hain
Agr Car Ap ki Mama Drive karen To...
Hira Chaudhry
Rishty Kisi Se Kuch Yun Nibha Lo
Kay usky dil kay saaray gham chura lo
itna asar chhor do kisi par apna
kay har koi kahay hamen bhi apna bana lo
Uzair Ahmed
Motapay Se Nijaat Dilanay Mein Mazedar Ghiza
اگر تو آپ توند نکلنے اور بڑھتے جسمانی وزن سے پریشان ہیں تو ناشتے میں ایک مزیدار چیز کو شامل کرکے آپ اسے بہت جلد نجات پاسکتے ہیں۔
یہ بات ایک نئی طبی تحقیق میں سامنے آئی۔
تحقیق کے مطابق اگر ناشتے ...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Folic Acid Se Brain Tumor K Khatrat Kam
ماہرین طب کے مطابق فولک ایسڈ کا استعمال برین ٹیومر کے خطرے کو کم کر تا ہے ۔ آسٹریلوی ماہرین کے مطابق خواتین کو فولک ایسڈ والی غذا کا استعمال زیادہ کرنا چاہیے۔ اس سے ان کے بچوں میں برین ٹیومر کا خطرہ ک...
مزید پڑھیں
Shahid Siddiqui
Hum Apne Ikhtiyaar Ki Had Se Guzar Gaye
Chaha Hamein Pyaar Ki Had Se Guzar Gaye,
Likhi Gayi Naseeb Mein Kuch Aisi Hijratein,
Har Ajnabi Dayar Ki Had Se Guzar Gaye,
Jagi Hai Apne Dil Mein Gulabon Ki Aarzu,
Jab Mausam-E-Bahar Ki Had Se Guzar Gaye,
Ab Zakhm Haaye Dil Ka Kahan Tak Shumar Ho,
Ye Zakhm To Shumar Ki Had Se Guzar Gaye,
Teri Nigah-E-Mast Se Hum Itni Pee Gaye,
Itni Ke Har Khumaar Ki Had Se Guzar Gaye,
Ehsaas Mar Chuka Hai Khushi Hai Na Gam Koi,
Jaise Ke Jeet Haar Ki Had Se Guzar Gaye,
Hasrat Se Mauj-E-Gam Bhi Hamein Dekhti Rahi,
Hum Behr-E-Kinaar Ki Had Se Guzar Gaye,
Aati Hai Saaf Saaf Nazar Gam Ki Manzilein,
Ye Qaafle Ghubaar Ki Had Se Guzar Gaye,
Wo Log Roz-E-Qayamat Se Kya Darein,
Jo Tere Intezaar Ki Had Se Guzar Gaye...
Sponored Video