Search
Poetry / Relegious 
Zahid Mahmood
Ishq Main Intezaar Kon Kray

ISHQ main intezaar Kon Kray...
Aik Sajdah AZAAN sy pehlay b...!!!
Aik Sajdah AZAAN sy pehlay b...!!!
·
9 Like ·
Sep 05, 2018 at 04:09
Category: relegious
Poetry / Sad
Sarmad Ali
Main Hoon Gardishon Main Ghira Hua.
Main hoon gardishon main ghira hua mujhe aap apni khabar nahi
Woh jo shukhss tha mera Rehnumaa usay raaton main ganwa diya
Woh jo teri nazar main Ajeeb tha woh hi shukhss tera Habib tha
Tere haath ki jo lakeer tha usay haath se hi mitaa diya
Mujhe Ishq hai Junoon hai abhii faisla nahi hosaka
Mera naam zeenat-e-dasht tha mujhe andhiyoon ne mita diya
Yeh udaasiyon ka Jamaal hai k humara Auj-e-kamaal hai
Kabhi raat se bhi chupa liya kabhi shehar bhar ko bata diya
Mere mausamo''onn, meri umar ka baagh abhi poora khila na tha
Woh jo phool thy teri chah kay usay Zard rut ne Giraa diya....

1 Like ·
Sep 03, 2018 at 15:09
Category: sad
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Luqman Mali
Main Nikla
Main nikla kutti lay ker, raste main, serak per, aik kutta aiya, main othe kutti chor aiya. Rab jaane, kab bonka,kab bulaya, kab atraction hoi, mani othe kutti chor aiya!
HAAAAAAAHAAAAAAAAAHAAAAAAAAA
HAAAAAAAHAAAAAAAAAHAAAAAAAAA
·
3 Like ·
Aug 30, 2018 at 00:08
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Abdul Basit
Main Ne Kab Kaha Aisa , Hamesha Sath Rehna Tum...
Main ne kab kaha aisa , hamesha sath rehna tum...
"
Jab tak sans chalti hai, tab tak pas rehna tum...!!!
"
Jab tak sans chalti hai, tab tak pas rehna tum...!!!
·
3 Like ·
Aug 25, 2018 at 20:08
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Jalaluddin Ahmed
1 Ki Qemat Main 3
Do doost apas main baten kar rahe hote hain aik kehta hai ke itni mehengai ke zamane main aik rupee ka aik orange kharidta hoon.tu doosra jawab deta hai ke main to itni mehengai ke zamane main 1 rupee ke 3 oranges leta hon.pehla doost pochta hai ke woh kaise tu woh jawab deta hai ke ""aik main os se kharedta hon doosra le kar bhagta hon tessra woh khud otha ka mar deta hai""
;)
;)
·
2 Like ·
Aug 25, 2018 at 02:08
Category: miscellaneous
Poetry / Love 
Wafa Chaudhry
Main Chupke Se Us Ki Ankhon Pe Hath Rakh K Pochon Btao Kon Hun Men.

Me ne Chupke Se us ki Ankhon Pe Hath Rakh Ke
Pochon Btao Kon Hun Mein
Wo Muskura Kar Dheeme Se Keh De "Meri Zindigi Ho Tum"
#poetry #lovepoetry
/>
Pochon Btao Kon Hun Mein
Wo Muskura Kar Dheeme Se Keh De "Meri Zindigi Ho Tum"
#poetry #lovepoetry
/>
·
4 Like ·
Aug 17, 2018 at 09:08
Category: love
Jokes / Miscellaneous
Jiya Daniyal
Eik English Man Pakistani Say Ka Hamarey Mulk May........
Eik english man pakistani say : hamarey mulk may may subb loog aik hee tarha ka hota hai, lakin pakistan may koie lal,koi soofad,koi kala hota hai
pakistani:english man say :gorrey(horse)muktalif rang ka hote hai jab ka gadhey(donkeyes)aik he tarha ka hotey hai......ha ha ha ha
pakistani:english man say :gorrey(horse)muktalif rang ka hote hai jab ka gadhey(donkeyes)aik he tarha ka hotey hai......ha ha ha ha
·
4 Like ·
Aug 16, 2018 at 09:08
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Haya Jalal
Baloon Main Phasay Ho Tum
""Baloon Main phassay ho tum ""
""Tumhain Kangee say nikaloon gaa""
""Kangee say na niklay tou""
"" Main TIND kara loon gaa""
""Tumhain Kangee say nikaloon gaa""
""Kangee say na niklay tou""
"" Main TIND kara loon gaa""
·
3 Like ·
Aug 13, 2018 at 03:08
Category: miscellaneous
Poetry / General
Abdul Khaliq
Main Apni Khwahishen Mehdood Kar Kay Jee Loan Ga
Main apni khwahishen mehdood kar kay jee loan ga
Tu apny ap ko mera Khuda na smjha kar.
Tu apny ap ko mera Khuda na smjha kar.
·
1 Like ·
Aug 07, 2018 at 19:08
Category: general

Sponored Video