Search
Poetry / General
Saiqa Bukhari
Woh Jo Khushbu Hai Iss Kay Qasid Ko
·
1 Like ·
Feb 01, 2018 at 16:02
Category: general
Poetry / General
Eshwa Khan
Chhore Kay Ja Rahay Ho
chhore kay ja rahay ho aur kehtay ho qayamat ko milenge
goya uss din kay baad qayamat koi aur bhi hai
goya uss din kay baad qayamat koi aur bhi hai
·
1 Like ·
Jan 31, 2018 at 19:01
Category: general
Advertisement
Poetry / Sad
Es Dard Kay Bad Koi Dard Dard Nahi Lagta

Kay Shidat-E-Dard Ki Inteha Hoti Hai Mohabbat
Nahin Uthein Wo Ankhein Phir Kisi Pay
Kay Jin Ankhon Mein Fanna Hoti Hai Mohabbat
Umar Bhar Jin Ka Azaala Na Kar Paye
Bas Ek Aesi Hi Khata Hoti Hai Mohabbat
Jo Mil Jaye To Bas Phir Kia Kehna
Warna Ek Musalsal Saza Hoti Hai Mohabbat
Log Mujh Say Har Baar Ye Hi Pochtay Hein
Kay Tum Nay Us Mein Dekha Kia Hay
Mein Har Bar Ye Hi Kehta Hoon
Bewajha Hoti Hai Mohabbat...!

Dec 10, 2017 at 12:12
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Ijunoon
2 Indian Fauji Aik Dosray Kay Sath Fight
2 indian fauji aik dosray kay sath fight
kar rahay thay tu officer nay dekh lia
aur ye kah kar un ka court marshal kar dia
kay humay larnay walay fauji nahi chaheay...

Dec 08, 2017 at 04:12
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Neha
1965 Kay Jang Ki Gola Bari…
1 INDIAN FAUJI APNI MAAN KO 1965 KAY JANG KI
GOLA BARI KAY BARAY MAIN BATA RAHA THA TU US
KI MAAN BOLI BETA TUM BHAG KAR DARAKHT (TREE)
PAR CHAR JATAY TU FAUJI BOLA MAAN DARAKHT PEHLAY
HI OFFICERS KAY LEAY KAM PAR GAEE THAY...

Dec 07, 2017 at 21:12

Dec 07, 2017 at 14:12
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Abdul Ghaffar
TAREE GALY KAY KUTAY BADTAY HAY
MARAY CSS MAHBOOB KE NIZAQAT TO DAYKHO
KOTHAY PER CHARH KER JOYAH KADTAY HAY
TAREE GALEE MA AHOO KASAY TAREE GALEE KA KUTAY BADTAY HAY.

Oct 27, 2017 at 08:10
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Na Sawal Ban Kay Mila Karoo
Na sawal ban kay mila karoo, na jawab ban kay mila karo
Meri zindagi meray khuwab hain,Mujhay khuwab ban kay mila karo
Mujhay achay log buhat milay main un kay qaraz say mar gaya
Jo ho sakay to kabhi kabhi mujhay kharab ban kay mila karo...!

Oct 17, 2017 at 00:10
Category: love
Poetry / Sad
Rehne Do Wapsi Kay Liye Raasta Khula
Toota jo aake lab pe, tera naam hi to hai
Dil mein bas aik khuahish-e-nakaam hi to hai
Pehla qadam hi aakhri hai, uth sake agar
Manzil yaqeen-e-ishq ki aik gaam hi to hai
Rehne do wapsi kay liye raasta khula
Woh bad nahi hai, aik zara badnaam hi to hai
Sabit karega kia koi ham par jafa ka jurm
Aik roz dhul hi jaayega ilzaam hi to hai...!

Sep 30, 2017 at 04:09
Category: sad
Sponored Video