Search
Jokes / Miscellaneous
Shahida Malik
Aqal Mand Kay Liye Ishara Hi Kafi Hota Hai
aik admi army me bharti hogaya do din bad jung shuru hogai, doran e jang aik goli uss aadmi ke helmet par lag gai jab us admi ne ye dekha to bhag khara hua aur bola, aqalmand kay liye ishara hi kafi hota hai
·
4 Like ·
Mar 03, 2018 at 16:03
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Sadaf Faiz
Seat Kay Liye Do Auraton Ki Ladai
·
2 Like ·
Mar 01, 2018 at 21:03
Category: miscellaneous
Advertisement
Poetry / Relegious
Muzammil Shahzad
Rooh Ko Jism Kay Pinjray Se Rehai De De
Rooh Ko Jism Kay Pinjray Se Rehai De De
Charah Gar, Aisi Mujhay Ab Kay Dawai De De
Zulmaten Sari Mita Don Ga, Main Mazloom Sahi
Meray Maabood Zara Apni Khudaii De De
Teray Honay Peh Bhi, Ab Loog Jirah Kertay Hain
Apni Makhlooq Ko Tu Ab Tu Dikhai De De
Ashk Aankhoon Mai Nahi, Harf-E-Dua Bhi Napaid
Waqt-E-Rukhsat Ko Nai, Rusm-E-Judaii De De
Muflison Peh Ju Lutao Tu Kabhi Khatm Na Ho
Paalnay Walay Mujhay Aisy Kamai De De
Charah Gar, Aisi Mujhay Ab Kay Dawai De De
Zulmaten Sari Mita Don Ga, Main Mazloom Sahi
Meray Maabood Zara Apni Khudaii De De
Teray Honay Peh Bhi, Ab Loog Jirah Kertay Hain
Apni Makhlooq Ko Tu Ab Tu Dikhai De De
Ashk Aankhoon Mai Nahi, Harf-E-Dua Bhi Napaid
Waqt-E-Rukhsat Ko Nai, Rusm-E-Judaii De De
Muflison Peh Ju Lutao Tu Kabhi Khatm Na Ho
Paalnay Walay Mujhay Aisy Kamai De De
·
2 Like ·
Feb 25, 2018 at 05:02
Category: relegious
Articles / Dilchasp Khabrain
Ijunoon
Gangnam Style Danton Kay Liye Bhi Behtareen
گنگم اسٹائل دنیا بھر میں فنکاروں، طلبہ یہاں تک کہ جانوروں میں بھی انتہائی مقبول رقص بن چکا ہے مگر دلچسپ امر تو یہ ہے کہ یہ بچوں کے دانتوں کی بہترین صفائی کیلئے بھی مفید ہے۔
یہ دلچسپ دعویٰ ایک برطان...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Feb 19, 2018 at 16:02
Category: dilchasp-khabrain
Poetry / Love
Shaheen Fatima
Dhoondogay Agar Mulkon Mulkon, Milany Kay Nahee Nayab Hain Ham
·
2 Like ·
Feb 10, 2018 at 07:02
Category: love
Articles / Health
Uzair Ahmed
Kidney Kay Amraaz Ko Kum Krnay May Madad Gaar Phal
کڈنی اگرچہ انسانی جسم کا انتہائی چھوٹا عضو ہے، مگر اسے انسانی صحت، نشو و نما، بہتر اور زیادہ زندگی کی ضمانت سمجھا جاتا ہے۔
گردے نہ صرف انسانی زندگی کے لیے لازمی ہے، بلکہ یہ کھائی جانے والی غذا کو ہ...
مزید پڑھیں
·
4 Like ·
Feb 07, 2018 at 16:02
Category: health
Poetry / Love
Ijunoon
Ae Shab E Tar Kay Jigar Bando
ay shab_e_ taar ke jigar bandoo !
yeh shab_e_ taar jawidan to nahi,
yeh shab_e_ taar janay wali hai,
taa bikey tayragi ke afsaanay,
sbhِ no muskurany wali hai,
ay shab_e_ taar ke jigar gosho !
ay sehar dushmano, sitam gosho !
subah ka aftaab chamken ga,
tott jaye ga jeehal ka jadu,
phail jaye gi in dyaron mein,
ilm o danish ki roshni har so,
ay shab_e_ taar ke nigehbano !
shama ehad zayan ke parwano !
sh_hrِ zulmaat ke sana khwano !
sh_hrِ zulmaat ko sabaat nahi,
aur kuch dair subah par hans lo,
aur kuch dair. .. .. . koi baat nahi ! !
yeh shab_e_ taar jawidan to nahi,
yeh shab_e_ taar janay wali hai,
taa bikey tayragi ke afsaanay,
sbhِ no muskurany wali hai,
ay shab_e_ taar ke jigar gosho !
ay sehar dushmano, sitam gosho !
subah ka aftaab chamken ga,
tott jaye ga jeehal ka jadu,
phail jaye gi in dyaron mein,
ilm o danish ki roshni har so,
ay shab_e_ taar ke nigehbano !
shama ehad zayan ke parwano !
sh_hrِ zulmaat ke sana khwano !
sh_hrِ zulmaat ko sabaat nahi,
aur kuch dair subah par hans lo,
aur kuch dair. .. .. . koi baat nahi ! !
·
1 Like ·
Feb 05, 2018 at 20:02
Category: love
Poetry / Poetry Sms
Noor Bukhari
Duniya Kay Liye
·
2 Like ·
Feb 03, 2018 at 12:02
Category: poetry-sms
Poetry / Love
Kainaat Siddique
Kitabon Se Daleelen Doon Kay Dil Ko Samnay Rakhoo
kitabon se daleelen doon kay dil ko samnay rakhoo
woh muj se pooch baithay hain mohabbat kis koi kehte hain
woh muj se pooch baithay hain mohabbat kis koi kehte hain
·
1 Like ·
Feb 03, 2018 at 00:02
Category: love
Sponored Video