Poetry / Sad

Javed Akhtar

Sar Se Chadar Badan Se Qaba Le Gai.

Sar se chadar badan se qaba le gai
zindagi hum faqiron se kya le gai
meri mutthi mein sukhe huye phul hain
khushbuon ko uda kar hawa le gai
main samundar ke sine mein chattan tha raat ek mauj aayi baha le gai hum jo kagaz the ashkon se bhige huye kyon chiragon ke lau tak hawa le gai.

· 0 Like · Jul 12, 2018 at 07:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Qamar Jabbar

Saaqi Roz E Azal Ye Kia Bulaya Tha Mujhe

· 1 Like · Jul 11, 2018 at 19:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Samra Mushtaq

Isey Kehtey Hain Tanhayi Ki Naimat....

Isey kehtey hain tanhayi ki naimat....
Hisaar-e-Dostaan hai aur mei hun!!

· 0 Like · Jul 11, 2018 at 07:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Mahu Arish

Tere Barey Mei Jitna Janta Tha

Tere barey mei jitna janta tha...
Wohi mera bayaan hai aur mei hun!!

· 0 Like · Jul 10, 2018 at 22:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Yousuf Ahmed

Kayi Din Se Teri Yaadon Ka Mausam

Kayi din se teri yaadon ka mausam....
Bohat hi meharbaan hai aur mei hun!!

· 1 Like · Jul 10, 2018 at 15:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Bushra Shah

Saleeqa

· 0 Like · Jul 10, 2018 at 09:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Shahida Malik

Yeh Mohabbat

· 0 Like · Jul 10, 2018 at 01:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Madiha Sultan

Saans

Raat yun saans ruk gai meri
Tu mujhe bhool gaya ho jaise

· 0 Like · Jul 09, 2018 at 02:07
Category: sad
 
Poetry / Sad

Memoona Aqeel

Kahan Tha Us Waqt

Dard ki dil pe Hukumat thi, kahan tha us waqt
Jab mujhe teri zarorat thi, kahan tha us waqt

Moat ky sukh mai chala aaya mujhe dekhne ko
Zinda rehne ki musibat thi, kahan tha us waqt

Dil k daryaon mai ab rait hai sehraon ki
Jab mujhe tujh se mohabbat thi, kahan tha us waqt

· 0 Like · Jul 08, 2018 at 19:07
Category: sad
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS