Sms / Ghazal

Abbas Shah
Kitna Ikhtiyar

Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pe,
Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya,
Janta Tha Wo Mujh Ko Behlane K Hr Andaaz,
Jab Chaha Hansa Diya Jab Chaha Rula Diya,
Dil B Us Ka Tha Pyar B Us Ka Tha,
Jab Chaha Mera Naam Likha Jab Chaha Mita Diya.

·
2 Like ·
Oct 26, 2009 at 13:10
Category: ghazal
Sms / Ghazal

Ahista Ahista

Mila khushboo ko
gul ka rasta
ahista ahista
bani uski rifaqat
ki fiza ahista ahista
ye khamoshi ko mere
dildiwarien gira detien
magar wo lab hila
ahista ahista
achanak sham e dil
teri kahi weeran nahojay
magar tu ne madawa kardia
ahista ahista
achanak samnay pa k tujhe
saansain na ruk jay
meri aankhon se mere hath
hata ahista ahista
meri aankhon ki barish
tham gaien aasmano
per teri chahat ka
hala bangaya ahista ahista
gul ka rasta
ahista ahista
bani uski rifaqat
ki fiza ahista ahista
ye khamoshi ko mere
dildiwarien gira detien
magar wo lab hila
ahista ahista
achanak sham e dil
teri kahi weeran nahojay
magar tu ne madawa kardia
ahista ahista
achanak samnay pa k tujhe
saansain na ruk jay
meri aankhon se mere hath
hata ahista ahista
meri aankhon ki barish
tham gaien aasmano
per teri chahat ka
hala bangaya ahista ahista
·
1 Like ·
Oct 06, 2009 at 15:10
Category: ghazal
Tags: Barish
Sms / Ghazal

Wafa

Wafa ke qaid khanoo mein sazain kab badalti hain
Badalta dil ka mosam hai hawain kab badalti hain,
Libadah orrh ke gham ka nikal jate hain sehra ko
Jawab aye ke na aye sadaain kab badalti hain,
Meri sari duain tum se hi mansoob hain jaanaa
Muhabbat ho agar sachi duain kab badalti hain,
Koi pa kar nibhata hai, koi kho kar nibhata hai
Naye andaz hote hain wafaeen kab badalti hain,
Gunahoon ko humara aik hi MAALIK bakhshta hai
Ataa US ki purani hai khataeen kab badalti hain.
Badalta dil ka mosam hai hawain kab badalti hain,
Libadah orrh ke gham ka nikal jate hain sehra ko
Jawab aye ke na aye sadaain kab badalti hain,
Meri sari duain tum se hi mansoob hain jaanaa
Muhabbat ho agar sachi duain kab badalti hain,
Koi pa kar nibhata hai, koi kho kar nibhata hai
Naye andaz hote hain wafaeen kab badalti hain,
Gunahoon ko humara aik hi MAALIK bakhshta hai
Ataa US ki purani hai khataeen kab badalti hain.
·
1 Like ·
Oct 06, 2009 at 15:10
Category: ghazal
Sms / Ghazal

Shoaib Khan
Koi Baat Bhi Usko Yad Nahi

Ek shakhs ne uss ko chaha tha
woh zaat bhi uss ko yaad nahi
Jab shab ko bejli chamki thi
aur baadal toot ke barsa tha
Hum duno jis mein bheegay thay
woh barsat bhi uss ko yad nahi
Wo sahil darya phool hawa
aur wada sath nibhane ka
Aur shab bhar chaand ko dekha tha
woh raat bhi uss ko yaad nahi
Wo kehta tha main sunti thi
main kehti thi woh sunta tha
Unn lakhon baaton mein
koi...
eik baat bhi uss ko yaad nahi
woh zaat bhi uss ko yaad nahi
Jab shab ko bejli chamki thi
aur baadal toot ke barsa tha
Hum duno jis mein bheegay thay
woh barsat bhi uss ko yad nahi
Wo sahil darya phool hawa
aur wada sath nibhane ka
Aur shab bhar chaand ko dekha tha
woh raat bhi uss ko yaad nahi
Wo kehta tha main sunti thi
main kehti thi woh sunta tha
Unn lakhon baaton mein
koi...
eik baat bhi uss ko yaad nahi
·
1 Like ·
Oct 06, 2009 at 15:10
Category: ghazal
Sms / Ghazal

Lot Aa

Ab lot a meri zindagi ka sawal hai
Tujhe kia sunaon dilruba Tere samne mera haal hai
Teri ek nigah ki baat hai
meri zindagi sa sawal hai
meri har khushi tere dum se hai
meri zindagi tere gham se hai
Tere dard se rahe ba khabar
Mere dil ki kab ye majal hai

Aug 19, 2009 at 17:08
Category: ghazal
Sms / Ghazal

Zubair Ali
Tum Hansti Achi Lagti Ho

Tum jab jab Dukh ko Sehte ho,
Aur Tanha Tanha rehti ho,
Mein bhi Tanha ho jaata hun,
Aur Gham k Tuhfe paata hun,
Ye Aansu jo tum Peeti ho,
Tum jin ko pee kar Jeeti ho,
Ye tumhe Tor k rakh denge,
Aur Tanha chor k chal denge,
Mein isiliye tou kehta hun,
"Tum Hansti Achi Lagti Ho......
Aur Tanha Tanha rehti ho,
Mein bhi Tanha ho jaata hun,
Aur Gham k Tuhfe paata hun,
Ye Aansu jo tum Peeti ho,
Tum jin ko pee kar Jeeti ho,
Ye tumhe Tor k rakh denge,
Aur Tanha chor k chal denge,
Mein isiliye tou kehta hun,
"Tum Hansti Achi Lagti Ho......
·
1 Like ·
Aug 18, 2009 at 14:08
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Nazar
( Meri Mout )
Main Sochta Hon k Jis Din.
Mout k Saaye Mere Ird gird Mandlaen Gy.
Mere Dost Aziz Saathi Sub.
Mere Paas Jama Ho Jaen Gy.
Suno Gy Jab Tum Mere Marne ki khabar.
Urenge Hosh Tumhare Aur Paon Larkhraen Gy.
Muje Yaqeen Hai Aakhri Baar Dekhne k Lye.
Ap k Qadam Apko Mere Ghar khench Laen Gy.
Mery sarhany logo ka hajom hoga
onka rona dar_0_diwar ko hilay ga
mere yadin apko rolain gy
par
Anso ap k ankho s nikal na pain gy aur jb chl kr aogy mry Laash k Paas.
Aur Apko Mere Aziz Mera Chehra Dikhaen Gy.
Bejaan Jism ko Dekh k kya Seh lo Gy TuM ? ? ?
Socho Kya Mere Bin Reh Lo Gy TM.

Aug 03, 2009 at 12:08
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Armaan
Dua Roti Rahi
Yaad aap ki jab bhi aai wafa roti rahi
Aankh se barsa wo baadal k inteha hoti rahi
Kal najanay kya sitam tuta aap ki yaad aanay k baad
Rat bhr galiyo me kyu pagal hawa roti rahi
Aap k milne ki dua k liye jab bhi hath uthaaye main ne
Meri is masoom khwahish pe najanay kyu dua roti rahi.
Aankh se barsa wo baadal k inteha hoti rahi
Kal najanay kya sitam tuta aap ki yaad aanay k baad
Rat bhr galiyo me kyu pagal hawa roti rahi
Aap k milne ki dua k liye jab bhi hath uthaaye main ne
Meri is masoom khwahish pe najanay kyu dua roti rahi.
·
1 Like ·
Aug 03, 2009 at 12:08
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Hassaan
Kamal Rakhta Tha
Wo Muhabbat ki kuch aisi Misaal rakhta tha...
K muj se Ziada hi mera khayal rakhta tha...
Bina kahe hi mera har Dard Jaan leta tha...
Muj se le kar meri Yaaden Sambhal Rakhta tha...
Hans k Taal jata hai meri sab Talkh Baaton ko..
Wo Dil ko Jeet lene me Kamaal rakhta tha...
K muj se Ziada hi mera khayal rakhta tha...
Bina kahe hi mera har Dard Jaan leta tha...
Muj se le kar meri Yaaden Sambhal Rakhta tha...
Hans k Taal jata hai meri sab Talkh Baaton ko..
Wo Dil ko Jeet lene me Kamaal rakhta tha...
·
1 Like ·
Aug 03, 2009 at 12:08
Category: ghazal
Tags: Muhabbat
Sponored Video