Search
Jokes / Miscellaneous
Mohammad Ali Shah
1 Buzrug Farmate Hen Muje 3 Kisam K Log Bure Lagte Hen.
1 buzrug farmate hen muje 3 kisam k log bure lagte hen
1 wo jo purana kapra pehne jab k us k pas naya ho
2 wo jis k pas khana ho or phir b bhuka rahe
Phir chup ho gaye yaha tak k Ankho me Aansu A gaye
Kisi ne Pocha 3sra kon hai ?
Wo buzurg Rone Lage
Roty Roty Hichkiyan A gai or behosh ho gaye
Phir hosh aya or batane lage to dubara behosh
ho gaye
Phir kafi der bad hosh aya or Farmaya
3sra wo jis k Pas mere
jesa admin ho or WO Qadar na kare..!
Khùsh ñàseébo! Qadar kro Meri.

·
10 Like ·
Apr 06, 2018 at 04:04
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Anam Lateef
Woh Log Bohot Khush Qismat The
Woh Log Bohot Khush-Qismat The
Jo Ishq Ko Kaam Samajhte The
Ya Kaam Se Aashiqi Karte The
Hum Jeete Jee Masroof Rahe
Kuch Ishq Kiya, Kuch Kaam Kiya
Kaam Ishq Ke Aarey Aata Raha
Aur Ishq Se Kaam Ulajhta Raha
Phir Aakhir Tang Aa Kar Hum Ne
Dono Ko Adhoora Chor Diya!!
Jo Ishq Ko Kaam Samajhte The
Ya Kaam Se Aashiqi Karte The
Hum Jeete Jee Masroof Rahe
Kuch Ishq Kiya, Kuch Kaam Kiya
Kaam Ishq Ke Aarey Aata Raha
Aur Ishq Se Kaam Ulajhta Raha
Phir Aakhir Tang Aa Kar Hum Ne
Dono Ko Adhoora Chor Diya!!
·
3 Like ·
Mar 24, 2018 at 06:03
Category: love
Advertisement
Poetry / General
Daud Bhatti
Milte Hain Kaha Aisay Mohabbat Raseedah Log
mlitay hain kahan aisay mohabbat Raseedah log
karte raho hamari ziyarat kabhi kabhi
karte raho hamari ziyarat kabhi kabhi
·
4 Like ·
Mar 23, 2018 at 11:03
Category: general
Poetry / General
Sadaf Faiz
Saaray Khilonay Chore Kar, Jazbaat Se Kheltay Hain Log
saaray khilonay chore kar, jazbaat se kheltay hain log
·
1 Like ·
Mar 19, 2018 at 20:03
Category: general
Jokes / Miscellaneous
Shahbaz Ishaq
3 Log Bohat Masoom Aur Achay Hain
Duniya me 3 Log bohat Masoom aur Achay hain,
(',')/
<)) 1 Maen,
_//_
2nd Meri Ammi ka Beta,
('.') yani Maen,
.//_
Our
3rd ApKa Dost
(',')
<)) yani k phir
// Maen,
(',')/
<)) 1 Maen,
_//_
2nd Meri Ammi ka Beta,
('.') yani Maen,
.//_
Our
3rd ApKa Dost
(',')
<)) yani k phir
// Maen,
·
3 Like ·
Feb 14, 2018 at 14:02
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Shahbaz Ishaq
Pakistani Log
Pakistani Log
sub se ziyaada Maafi kis se maangtay hain?
'
'
'
Socho
'
'
'
'
'
Thora aur socho..?
'
'
'
'
Nahi pata
'
.
.
.
.
Fakeer0n se
sub se ziyaada Maafi kis se maangtay hain?
'
'
'
Socho
'
'
'
'
'
Thora aur socho..?
'
'
'
'
Nahi pata
'
.
.
.
.
Fakeer0n se
·
1 Like ·
Feb 13, 2018 at 08:02
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Log Hilaal E Shaam Sey Barh Kar
Log hilaal-e shaam sey barh kar pal main mah-e tammam howe
Hum har burj main ghat’te ghat’te subha talak ghumnaam howe
Un logo.n ki baat karo jo ishq main khush unjaam howe
Najd main Qais yahan per Insha khwaar howe, na-kaam howe
Kis ka chamakta chehra lain, kis soraj sey maangain dhoop
Ghor undhaira cha jata hay, khilwat-e dill main shaam howe
Aik sey aik junoo ka mara is basti main rehta hay
Aik humain hushiyaar they yaaro, aik humain ba-naam howe
Shouq ki aag, nafas ki garmi, ghat’te ghat’te sard ho na ho?
Chah ki raah dikha kar tum tu waqf-e dareecha-o baam howe
Un sey bhahar-o baagh ki baatain kar k jee ko dukhana kya
Jin ko aik zamana guzra kunj-e qafas main raam howe
Insha sahab pho phat’ti hay, taarey dobeby, subha hoi
Baat tumhaari maan k hum tu shab bhi be-araam howe

Jan 19, 2018 at 14:01
Category: sad
Poetry / Sad
Hanste Hain Yun Hans Kar Rula Jate Hein Log
Hanste Hain Yun Hans Kar Rula Jate Hein Log,
Milte Hain Yunhi Mil Kar Juda Ho Jate Hein Log,
Pal Do Pal Ki Mohabbat Ko Umar Ka Saath Samjhna,
Mohabbat Bi Karte Hain Or Khafa Bhi Ho Jate Hain Log,
Naseeb Mein Pyar Na Tha Jo Mujhe Mila Hi Nahi,
Kr K Izhaar-E-Mohabbat Bhi Beparwah Ho Jate Hain Log,
Ab Kis Say Shikwa Karen Apni Mohabbat Ka Ay Hasan
Kar K Wafa Ka Vaada Bewafa Ho Jate Hain Log...!

Nov 24, 2017 at 00:11
Category: sad
Poetry / Love
Kitne Log Hain
Kitne log hain ....
Mere milne wale...
Mere chahne wale...
Mere sung hansne wale...
Mere dukh mein ronay wale...
Phir bhi janay kyu khawish hai...
Koi....
Tum Sa ho....!!!!
Mere milne wale...
Mere chahne wale...
Mere sung hansne wale...
Mere dukh mein ronay wale...
Phir bhi janay kyu khawish hai...
Koi....
Tum Sa ho....!!!!
·
1 Like ·
Oct 20, 2017 at 17:10
Category: love
Sponored Video