Search
Articles / Featured
Ijunoon
Yarqan Qabil E Ilaaj Marz Hai
پاکستان میں جگر کی بیماریاں گذشتہ ایک ڈیڑھ عشرے سے جس تیزی سے بڑھ رہی ہیں اس نے صحت سے متعلق شعبوں کو ایک بڑے چیلنج سے دوچار کر دیا ہے۔ اس وقت دنیا میں پینتیس کروڑ جبکہ پاکستان میں لاکھوں افراد یرقان ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 25, 2018 at 06:06
Category: featured
Advertisement
Poetry / Sad
Haseeb Naqbi
Yehi Nahi K Toofan Meri Talaash Mein Hai.
Yehi Nahi K Toofan Meri Talaash Mein Hai
K Mausam-e-Gham-e-Jaanan Meri Talaash Mein Hai
Visaal Rut Hai Magar Dil Ko Aisa Lagta Hai
Sitaara-e-Shab-e-Hijraan Meri Talaash Mein Hai
Main Faislay Ki Ghari Se Guzar Chali Hoon
Kisi Ki Deeda-e-Hairaan Meri Talaash Mein Hai
Ye Be-Yaqeen Si Aasoodgi Batati Hai
K Ik Qirya-e-Veeran Meri Talaash Mein Hai
Main Teergi Mein Mohabbat Ki Ik Kahani Hoon
Koi Charaagh Sa Unwaan Meri Talaash Mein Hai
Ye Kaisa Khwaab Tha Dharka Sa Lag Gaya Dil Ko
K Ik Shakhs Pareshaan Meri Talaash Mein Hai.

0 Like ·
Jun 25, 2018 at 02:06
Category: sad

Jun 24, 2018 at 19:06
Category: sad
Poetry / Sad
Urooj Imran
Jism Se Khoon Tak Nichour Layta Hai.
·
0 Like ·
Jun 23, 2018 at 02:06
Category: sad
Jokes / Ustaad Aur Shagird
Kashif Yaqoob
Kabhi Tum Ne Koi Naik Kam Kia Hai?
Sir:kabhi tum ne koi naik kam kia ha? Boy: yes sir: Wo kya? Boy:1 boorha admi aram sy ghar ja raha tha meny kutta pechy Lagaya wo jaLdi ghar phnch gaya.
·
6 Like ·
Jun 23, 2018 at 02:06
Category: ustaad-aur-shagird

5 Like ·
Jun 23, 2018 at 02:06
Category: ustaad-aur-shagird
Poetry / Sad
Javed Akhtar
Ab Dekh Ke Jee Gabrata Hai Saawan Ki Suhani Raaton Ko.
Ab Dekh Ke Jee Gabrata Hai Saawan Ki Suhani Raaton Ko,
Piya Chor Gaye Dil Tor Gaye, Ab Aag Lagay Barsaaton Ko,
Ay Jaan E Mohabbat, Jaan E Ghazal Aao To Tumhari Nazar Karein,
Aankhon Mein Sajaye Baithay Hain Hum Piyar Bhari Soughaaton Ko,
Yoon Piyar Ki Qasmein Kha Kha Kar Kiyun Jhooti Tasalli Detay Ho ?
bas Rehnay Do Hum Jaan Gaye Sarkaar Tumhari Baaton Ko,
Maska Hua Aanchal Shaanon Pay Ye Zulf Ki Lat Uljhi Uljhi,
Aankhon Ki Khumari Kehti Hai Rehtay Ho Kaheen ? Tum Raaton Ko,
Zulfon Ko Hawa Mein Lehrana Hans Hans K Tumhara Bal Khana,
Andaz Hain Sab Dil Lainay K Hum Jaan Gaye In Baaton Ko,
Be-Dard Haseenon Ki Khatir Kiyun Hotay Hi Badnaam Fana,
Saffaak Sitamgar Kya Samjhay Hum Dil-Walon Ki Baaton Ko,

Piya Chor Gaye Dil Tor Gaye, Ab Aag Lagay Barsaaton Ko.

Jun 21, 2018 at 16:06
Category: sad
Poetry / Sad
Abdullah Shahid
Pat Jarr Say Hai Gila Na Shikayat Hawaa Say Hai.
Pat-Jarr Say Hai Gila Na Shikayat Hawaa Say Hai
Phoolon Ko Kuchh Ajeeb Mohabbat Hawaa Say Hai
Sar-Shaari-E-Shaguftagi Gull Ko Kya Khabar ?
Mansoob Aik Aur Hikayat Hawa Say Hai
Rakha Hai Aandhiyon Nay Hi Hum Ko Kusheeda-Sar
Hum Wo Chiraag Hein Jinhein Nisbat Hawaa Say Hai
Us Ghar Mein Teergi K Siwa Kya Rahay Jahaan
Dil Shamma Par Hain Aur Iradat Hawaa Say Hai,
Bas Koi Cheez Hai K Sulgti Hai Dil K Paas
Ye Aag wo Nahi Jissay Sohbat Hawaa Say Hai.

Jun 21, 2018 at 09:06
Category: sad
Sponored Video