iJunoon Archives
Poetry / Sad
Adeel Baig
Jo Ghar Say Door Hotay Hain
Jo Ghar Say Door Hotay Hain
Bohat Majboor Hotay Hain
Kabhi Baghoon Main Sotay Hian
Kabhe Chhup Chhup Kay ROTAY Hain
Gharon Ko Yaad Kartay Hain
To Phir Feryaad Kartay Hain
Magar Jo Be Sahara Hoon
Gharon say Be Kinarah Hon
Inhain Gher Kon Daita Hay
Yeh Khatra Kon Laita Hay.
Bohat Majboor Hotay Hain
Kabhi Baghoon Main Sotay Hian
Kabhe Chhup Chhup Kay ROTAY Hain
Gharon Ko Yaad Kartay Hain
To Phir Feryaad Kartay Hain
Magar Jo Be Sahara Hoon
Gharon say Be Kinarah Hon
Inhain Gher Kon Daita Hay
Yeh Khatra Kon Laita Hay.
·
4 Like ·
Nov 08, 2018 at 21:11
Category: sad
Quotes / Urdu Quotes
Amna Obaid
Khoobsurat Baat
·
31 Like ·
Nov 08, 2018 at 21:11
Category: urdu-quotes
Social Wall / Photos
Moona Malik
Kaun Hai Wadda Genius
·
2 Like ·
Nov 08, 2018 at 19:11
Category: photos
Jokes / Miscellaneous
Mian Chandio
Ek Admi Taqreer Kar Raha Hota Haiaur
EK ADMI TAQREER KER RAHA HOTA HAI MASHREY KE BARE MAIN AUR KEHTA HAI KE AAJ KE DOAR MAIN YE AVREGE HAI KE (4)MINT MIAN EK AUR EK BACHYE KO JANAM DETI HAI AB AAP HI BATAO KE IS AABADI KO ROKNE KE LIYE KIA KERNA CHAYE TO EK ADMI UTHTA HAI AUR KETA HAI HUM KO US AURAT KO PAKERNA CHAYE AUR US KO SAMJHNA CHAYE HA HA HA HA HA HA HA
·
1 Like ·
Nov 08, 2018 at 19:11
Category: miscellaneous
Articles / Featured
Ijunoon
Mobile Apps Ka Istemaal Zyada Aur Istamaal Karne Ka Doraniya Kam
واشنگٹن — ایک حالیہ تحقیق کے مطابق موبائل فون استعمال کرنے والے صارفین اب ’موبائل ایپس‘ پر کم وقت صرف کرتے ہیں۔
ایک اندازے کے مطابق رواں برس موبائل فونز اور ٹیبلیٹس (چھوٹے کمپیوٹرز) پر 70 ارب سے زا...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Nov 08, 2018 at 17:11
Category: featured
Quotes / Urdu Quotes
Anmol Rubab
Anaa Se Ziada Rishtay Azeez
Jab koi insaan narazgi door karne mai pehl karta hai to is ka hargiz yeh matlab nahi k wo ghalat tha, balkay is ka matlab yeh hai k usay anaa se ziada rishtay azeez hai.
·
4 Like ·
Nov 08, 2018 at 17:11
Category: urdu-quotes
Poetry / Love
Mohammed Anwar
Manzar Hai Vahii Thathak Rahii Hun
manzar hai vahii thathak rahii hun
hairat se palak jhapak rahii hun
ye tuu hai ke meraa vaham hai
band ankhon se tujh ko tak rahii hun
jaise ke kabhii na thaa taarruf
yun milte hue jhijhak rahii hun
pahachaan main terii roshanii hun
aur terii palak palak rahii hun
kyaa chain milaa hai sar jo us ke
shaanon pe rakhe sisak rahii hun
ik umr huii hai Khud se larte
ander se tamaam thak rahii hun
hairat se palak jhapak rahii hun
ye tuu hai ke meraa vaham hai
band ankhon se tujh ko tak rahii hun
jaise ke kabhii na thaa taarruf
yun milte hue jhijhak rahii hun
pahachaan main terii roshanii hun
aur terii palak palak rahii hun
kyaa chain milaa hai sar jo us ke
shaanon pe rakhe sisak rahii hun
ik umr huii hai Khud se larte
ander se tamaam thak rahii hun
·
1 Like ·
Nov 08, 2018 at 14:11
Category: love
Sponored Video