iJunoon Archives
Social Wall / Text
Kashif Yaqoob
Intizar Kerny Wale.
Intizar Kerny Wal0n Ko Sirf
Utnaa Hii Milta Hy
Jitna Koshish Kerny Wale
…Chorh Dete Hyn …”
Utnaa Hii Milta Hy
Jitna Koshish Kerny Wale
…Chorh Dete Hyn …”
·
7 Like ·
Aug 27, 2018 at 00:08
Category: text
Poetry / Sad
Asma Altaf
Utar Chukey Ho Samander Mein Hosla Rakhna.
Utar chukey ho Samander mein hosla rakhna
hawa chaley na chaley badban khula rakhna
kabhi na jaltey charaghoun ka silsila tutey
jo aik bhujney lagey sath dusra rakhna
yahee kamal hey barish mein beegtey rehna
aur apny jisam ki matii ko bhii bacha ker rakhna
hadud-e-zat key ander na koi jhank sakey
taluqat mein ik aisa fasla rakhna
kaheen pey donu kinarey zarur milty hein
bas apney app ko derya mein tum baha rakhna.

1 Like ·
Aug 26, 2018 at 23:08
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Safia Saeed
U Can Enjoy With This
aik baba gee sakhat garmy main bus stop par bus ka wait kar rahay hotay hain ka bohat dair baad aik bus aaty hai jiss main aik hi seat khali hoty hai jiss par aik soper para hota hai wo jaldy main uss par bathnay lagtay hain ka sath wala larka bolta hai ka baba grr is par naan baithain egg toot jaongay wo poochtay hain ka iss main kia eggs hain kehta nahin keelain hain
·
1 Like ·
Aug 26, 2018 at 20:08
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Iqra Raheem
Zikr E Shab E Firaq Se Wahshat Usey Bhi Thi.
Zikr-e-shab-e-firaq se wahshat usey bhi thi
Meri tarah kisi se muhabbat use bhi thi
Mujh ko bhi shauq tha naye cheharon ki deed ka
Rasta badal ke chalane ki adat usey bhi thi
Us raat dair tak wo raha mahw-e-guftaguu
Masroof main bhi kam tha faraGhat usey bhi thi
Mujh se bichhar ke shehar mein ghul mil gaya wo shaKhs
Halanke shahar bhar se raqabat usey bhi thi
Woh mujh se barh ke zabt ka adi tha jee gaya
Warna har ek sans qayamat usey bhi thi
Sunata tha wo bhi sab se purani kahaniyan
Taza rafaqaton ki zaroorat usey bhi thi
Tanha huwa safar mein tu mujh pe khula yeh bhaid
Saye se pyar, dhoop se nafrat usey bhi thi
Mohsin mein ousse keh na saka yun bhi haal-e-dil
Dar pesh aik tazaa musibat usey bhi thi.

0 Like ·
Aug 26, 2018 at 16:08
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Amna Obaid
Bastard,manners And Shit
there were 3 men one called bastard the other manners and the third called shit. one day the 3 of them were in a car going out , but later they got in a chase with the police . while they were being chased shit jumped out the car and started running ,manners ran after shit and bastard was left,. later bastard got caught by the police. they asked him "" what is your name ?"" he replied ""bastard"" the police said where-s your manners and he said gone to get shit ! he got arrested for being cheecky with the police.
·
2 Like ·
Aug 26, 2018 at 12:08
Category: miscellaneous
Poetry / General
Abid Aqeel
Mian Sitaara Tha Teri Aankhoo''n Ka.
Mian Sitaara Tha Teri Aankhoo''n Ka...
Maa''n! Mujhay Dekh Ab Kaha''n hun Mian...
Maa''n! Mujhay Dekh Ab Kaha''n hun Mian...
·
2 Like ·
Aug 26, 2018 at 10:08
Category: general
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Global Warming Se Zameen Ko Barra Khatra Tal Gaya
گلوبل وارمنگ سے زمین کو بڑا خطرہ ٹل گیا! خوشی کی خبر یہ کہ گلوبل وارمنگ کی رفتار سست ہوگئی ہے اور زمین کو کسی بڑے نقصان کا خطرہ، فی الحال کچھ دہائیوں کیلئے ٹل گیا ہے۔ آکسفورڈ یونیورسٹی میں کی گئی تحقی...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 26, 2018 at 09:08
Category: featured
Jokes / Miscellaneous
Faisal Razzaq
Lipton Di Chah
ek din ek aurat nay apni servent ko kaha lipton ki chi lay aoo
woh servent panjaban thi, us nay shopkeeper say kaha kay liptun di chah hay shopkeeper nay kaha mujhay nahi hay tumhain hay tu liput jao.
woh servent panjaban thi, us nay shopkeeper say kaha kay liptun di chah hay shopkeeper nay kaha mujhay nahi hay tumhain hay tu liput jao.
·
3 Like ·
Aug 26, 2018 at 04:08
Category: miscellaneous
Sponored Video