Please Login to Send Message.
Quotes / Urdu Quotes

Safia Saeed
Jhagra

Jhagray mai koodna asaan hai par us se nikalna mushkil.
(Hazrat Ali)
(Hazrat Ali)
·
2 Like ·
Dec 03, 2018 at 12:12
Category: urdu-quotes
Advertisement
Social Wall / Photos
Safia Saeed
Truly Loved Ur Self
·
2 Like ·
Nov 28, 2018 at 07:11
Category: photos
Poetry / General
Safia Saeed
Hamar Khoon Bhi Shamil Hai Tazeen E Gulistan Mein
·
6 Like ·
Nov 16, 2018 at 10:11
Category: general
Quotes / Urdu Quotes

Safia Saeed
Rab Se Umeed

Hamesha apne Rab se pur-umeed rehna chahiye is liye k is pori kainat mai jitni jaldi Rab raazi hota hai utna jaldi koi raazi nahi hota.
·
7 Like ·
Nov 01, 2018 at 20:11
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes

Safia Saeed
Rab Se Umeed

Hamesha apne Rab se pur-umeed rehna chahiye is liye k is pori kainat mai jitni jaldi Rab raazi hota hai utna jaldi koi raazi nahi hota.
·
8 Like ·
Nov 01, 2018 at 15:11
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes

Safia Saeed
Rab Se Umeed

Hamesha apne Rab se pur-umeed rehna chahiye is liye k is pori kainat mai jitni jaldi Rab raazi hota hai utna jaldi koi raazi nahi hota.
·
7 Like ·
Nov 01, 2018 at 11:11
Category: urdu-quotes
Poetry / Sad
Safia Saeed
Abhi Kuch Aur Karishmay Ghazal Ke Dekhte Hain.
Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,
Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain,
Judaeyaan tau muqaddar hain phir bhi ay jaan-e-safar,
Kuch aur door zara saath chal ke dekhte hain,
Rah-e-wafa mein hareef-e-kharaam koi to ho,
Sau apne aap se aagay nikal ke dekhte hain,
Tu samnay hai tau phir kyon yaqeen nahi aata,
Yeh baar baar jo aankhon ko mall ke dekhte hain,
Yeh kaun log hain moujood teri mehfil mein,
Jo lalichoon se tujhe, mujh ko jall ke dekhte hain,
Yeh qurb kya hai ke yakjaan huye na door huye,
Hazaar aik hi qaalib mein dhall ke dekhte hain,
Na tujh ko maat huyi hai na mujh ko maat huyi,
Sau ab ke dono hi chaalen badal ke dekhte hain,
Yeh kaun hai sar-e-saahil ke doobnay walay,
Samundaroon ki taho’n se ucchal ke dekhte hain,
Abhi talak tau na kundan huye na raakh huye,
Hum apni aag mein har roz jal ke dekhte hain,
Bohat dinon se nahi hai kuch us ki kher khabar,
Chalo Faraz kuu-e-yaar chal ke dekhte hain…

1 Like ·
Oct 23, 2018 at 16:10
Category: sad
Poetry / Sad
Safia Saeed
Her Zakham Ki Aaghosh Mein Hai Dard Tum Hara,
Her ZakHam Ki AaghOosh mein Hai
DarD TumHaRa,
Her DarD mein TasKeeN Ka Ehsaas
Bhi Tum Ho…!
DarD TumHaRa,
Her DarD mein TasKeeN Ka Ehsaas
Bhi Tum Ho…!
·
1 Like ·
Oct 13, 2018 at 10:10
Category: sad
Safia Saeed
Gender :Country : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 55
Member Since : Mar 15, 2008
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
Sponored Video