iJunoon Archives
Jokes / Miscellaneous
Mohammad Ali Khan
Joogar
ek american pakistan aata hai woh taxi rok ker kehta hai clifton jaana hai taxi wala kehta hai main nahen jaa raha abhi joogar karta hoon american poochta hai ye joogar kya hai taxi wala kehta hai joogar nahen bataoon ga bohat keemti hai doosri taxi main bitha deta hai doosri taxi raastay main kharab ho jaati hai american poochta hai abb kya ho ga taxi waala kehta hai abhi joogar karta hoon american poochta hai joogar kya hai taxi wala kehta hai joogar keemti hai nahen batoon ga american wapus america aata hai bush poochta hai pakistan main kya dekha wo kehta hai aur to kuch nahen un kai paas joogar hai bush bara heran hota hai aur musharaf ko pohone ker kay poochta hai joogar chahiey musharaf kehta hai joogar nahen mil sakta keemti hai bush kehta hai jang kai liey tayyar ho jao musharaf kehta hai koie baat nahen men abi joogar kerta hoon.
·
1 Like ·
Oct 06, 2018 at 05:10
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Kainaat Siddique
Saari Duniya Udaas Pa''o Gay
"Saari Duniya Udaas Pa''o Gay......
Mujh Sey Tourray Jo Silsilay Tum Nay.....!
Mujh Sey Tourray Jo Silsilay Tum Nay.....!
·
1 Like ·
Oct 06, 2018 at 05:10
Category: sad
Quotes / Urdu Quotes
Ali Awan Malik
Achi Baat
·
2 Like ·
Oct 06, 2018 at 00:10
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Omar Hassan
Phajay Day Paye
lahore main loog bhaut mahman nawaz hotay han main jab wahan gya too breakfast main bhee phajhay day payy,lunch main bhee phajhay day paye,tea kay sath bhee phajhay dae paye ,dinner main bhee phajhay dae pay... main bola kay kiya bhance intoon per khari ho gee
·
2 Like ·
Oct 05, 2018 at 21:10
Category: miscellaneous
Social Wall / Photos
Aftab Ahmed
Qualifications....
·
1 Like ·
Oct 05, 2018 at 21:10
Category: photos
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Ikeesvin Sadi Ki Pehli Dihai Garam Tareen Qarar
اقوام متحدہ نے اکیسویں صدی کی پہلی دہائی کو گرم ترین قرار دیدیا ہے۔ اقوام متحدہ کی طرف سے جاری ہونیوالی ایک رپورٹ میں قرار دیا گیا ہے کہ سال 1850 میں موسم کی کیفیت ناپنے کے نظام کو وضع کرنے کے بعد م...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Oct 05, 2018 at 21:10
Category: featured
Poetry / Songs Lyrics
Abdulla Amin
Piya Basanti Re Kaahe Sataaye Aaja.
Piya basanti re kaahe sataaye aaja
Jaane kya jaadu kiya, pyaar ki dhun chhede jiya
kaahe sataaye aaja Piya basanti re, kaahe sataaye aaja
baadal ne angdaayi li jo kabhi
Lehraaya dharti ka aanchal
Yeh patta patta yeh buta buta
Chhede hai kaisi yeh halchal
Manawa yeh dole, jaane kya bole
Maanega na mera jiya, tere hain ham tere piya
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re, kaahe sataaye aaja
Palako ke sirhaane baithe khwaab wahi jo aane waale
Dil ki giraha giraha khole, mann mein pyaar jagaane waale
Satrangi sapne bole re, kaahe sataaye aaja
Jaane kya jaadu kiya, pyaar ki dhun chhede jiya
kaahe sataaye aaja
Piya basanti re, kaahe sataaye aaja .
Jaane kya jaadu kiya, pyaar ki dhun chhede jiya
kaahe sataaye aaja Piya basanti re, kaahe sataaye aaja
baadal ne angdaayi li jo kabhi
Lehraaya dharti ka aanchal
Yeh patta patta yeh buta buta
Chhede hai kaisi yeh halchal
Manawa yeh dole, jaane kya bole
Maanega na mera jiya, tere hain ham tere piya
O kaahe sataaye aaja
Piya basanti re, kaahe sataaye aaja
Palako ke sirhaane baithe khwaab wahi jo aane waale
Dil ki giraha giraha khole, mann mein pyaar jagaane waale
Satrangi sapne bole re, kaahe sataaye aaja
Jaane kya jaadu kiya, pyaar ki dhun chhede jiya
kaahe sataaye aaja
Piya basanti re, kaahe sataaye aaja .
·
3 Like ·
Oct 05, 2018 at 21:10
Category: songs-lyrics
Sponored Video