iJunoon Archives
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Mobile Phona Ka Ziada Istemal Sehat K Liye Nuqsan Dah
امریکا میں ہونے والی ایک طبی تحقیق کے مطابق موبائل فونز کا بہت زیادہ استعمال صحت کیلئے نقصان دہ ہے۔ تحقیق کے مطابق چودہ یا اس سے زائد گھنٹے موبائل فون استعمال کرنے والے افراد جسمانی طور پرعام لوگوں س...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Oct 08, 2018 at 21:10
Category: featured
Poetry / Sad
Saiqa Bukhari
Kuch Main B Thak Gya Use Dhondte Hoye.
Kuch Main B Thak Gya Use Dhondte Hoye
Kuch Zindgi K Pas B Muhlat Nahi Rahi
Us Ki Her Ik Ada Se Jahlakne Laga Khloos
Jab Muj Ko Aitbaar Ki Aadat Nahi Rahi.
Kuch Zindgi K Pas B Muhlat Nahi Rahi
Us Ki Her Ik Ada Se Jahlakne Laga Khloos
Jab Muj Ko Aitbaar Ki Aadat Nahi Rahi.
·
2 Like ·
Oct 08, 2018 at 15:10
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Safia Saeed
Bhaag Dauur
ek dafa bander ko jungle ka badshah banaya jata hai.ek din woh darakht per baith ker kaile kha raha hota hai ke ek loomri aati hai aur kahti hai ke sher aaj raat mere bachoon ko khane aaye ga meri madad karein.bander ye sun ker khoob darakht per uchalta hai aur phir loomri se khata hai jayo tumhare bachoon ko koi kuch nahi kahe ga.doosri dafa phir loomri aati hai bander os ko bhaag dauur ke baad yehi jawabdaita hai.teesri baar bhi aur phir chauti baar bhi.paanchwi baar loomri rooti hoi aati hai ke bander badshah aap ki itni yaqeendahanioon ke bawajood sher mere bachoon ko kha gaya hai. tu pata hai bander kia jawab daita.bander khata hai mein ne to boht BHAAG DAURRki thi aage Allah ki marzi.
·
2 Like ·
Oct 08, 2018 at 14:10
Category: miscellaneous
Social Wall / Photos
Sofia Abid
Kia Dimagh Paya Hai
·
1 Like ·
Oct 08, 2018 at 11:10
Category: photos
Sponored Video