Search
Sms / Eid Mubarak
Seddiq Al Khan
Pardeis Main Eid
Mat poocho hamsay yaaro,
perdais main Eid kaissi hay,
kaghazi phool say aanay waali,
pheeki khushboo jaissi hay,
chehray ki muskurahat mat dekho,
ye tu jhoot bolta hay,
dil main jhaanko tu andaza ho,
kitni gehri udaasi hoti hay.
perdais main Eid kaissi hay,
kaghazi phool say aanay waali,
pheeki khushboo jaissi hay,
chehray ki muskurahat mat dekho,
ye tu jhoot bolta hay,
dil main jhaanko tu andaza ho,
kitni gehri udaasi hoti hay.
·
4 Like ·
Mar 10, 2015 at 06:03
Category: eid-mubarak
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Main Aisi Mohabbat Karti Hun
Ab Jab B sawan aata hai,
Barish mèn Bhèègty rèhty hèn,
Main aisi mohbat karti hun,
tm kaisi mohbat karty ho?
Ek tum ko dakhnay ki khatir,
Main kitni pagal hoti hon,
Main aisi mohbat karti hon,
Tum kaisi mohabat kartay ho..?
Jab darwazay par dustak ho,
Ya ghanti phonè ki Bajti ho,
Main chhor k sab kuch Bhaagti hon,
Par tum ko jab nahi paati hon
Ji Bhar k ronay lagti hon,,
Main aisi mohbat karti hon,
Tum kaisi mohbat karty ho?~...
Barish mèn Bhèègty rèhty hèn,
Main aisi mohbat karti hun,
tm kaisi mohbat karty ho?
Ek tum ko dakhnay ki khatir,
Main kitni pagal hoti hon,
Main aisi mohbat karti hon,
Tum kaisi mohabat kartay ho..?
Jab darwazay par dustak ho,
Ya ghanti phonè ki Bajti ho,
Main chhor k sab kuch Bhaagti hon,
Par tum ko jab nahi paati hon
Ji Bhar k ronay lagti hon,,
Main aisi mohbat karti hon,
Tum kaisi mohbat karty ho?~...
·
1 Like ·
Feb 18, 2015 at 22:02
Category: love
Advertisement
Poetry / Political
Muzammil Shahzad
Main Pakistani Hun
Tauheed ka Naara hai, Umeed ka Parcham hai
Apni meri Dharti, Apna Mera Mausam hai
Iss Khhak peh main Qurbaan, Iss ki hi Deewani hun
Main Pakistani Hun..
Main Pakistani Hun..!!
In Paak Fizaon main goonjay gi meri Dhaarkan
Chamkay gi meri chokhat, mehkay ga mera aangan
Main Apnay Buzurgo k, Khwabon ki Nishani hun
Main Pakistani Hun..
Main Pakistani Hun..!!
Dushman keliye Shola, Apno keliye Shabnam
Baatil keliye bijli aur Haq keliye Sir' khum
Jazbon ka Samandar hun, Maujon ki Rawani hun
Main Pakistani Hun..
Main Pakistani Hun..!!
Meri Zaat k Angan main, jo Sabz Ujala hai
Iss Chaand Sitaray k, Parcham ka hawala hai
Main Iss k hawalay se, Khud ko Pehchani hun
Main Pakistani Hun..
Main Pakistani Hun...!![

Feb 06, 2015 at 20:02
Category: political
Poetry / Songs Lyrics
Muzammil Shahzad
Main Yahan Hoon Yahan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan..
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Tum chupa na sakogi main woh raaz hoon
Tum bhoola na sakogi woh andaaz hoon
Goonjta hoon jo dil mein toh hairaan ho kyun
Main tumharay hi dil ki toh awaaz hoon
Sun sako, toh suno, dhadkanon ki zabaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi, sarhadein, kaisi majbooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Main hi main ab tumhaare khayaalon mein hoon
Main jawaabon mein hoon, main sawaalon mein hoon
Main tumharay har ek khwaab mein hoon basa
Main tumhaari nazar ke ujaalon mein hoon
Dekhti, ho mujhe, dekhti ho jahaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Jaanam, dekh lo, mit gayi dooriyaan
Main yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan hoon, yahaan
Kaisi sarhadein, kaisi majbooriyaan

Feb 03, 2015 at 23:02
Category: songs-lyrics
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Main Gabbar Release Date
·
0 Like ·
Jan 15, 2015 at 22:01
Category: when
Poetry / Songs Lyrics
Main To Mar Kar Bhi
Zindagi main to sab hi pyaar kiya karty hain
Main to mar kar bhi meri jaan tujhe chahon ga
Tu mila hay to yeh ahesas huwa hay muj ko
Yeh meri umar mohabbat k liye thori hay
Ik zara sa gam_ e_ doraan ka bhi haq hay jis par
Main ne woh saans bhi tere liye rakh chori hay
Tuj pe ho jaoun ga qurban tujhe chahon ga
Main to mar kar bhi meri jaan tujhe chahon ga
Apne jazbbat main nagmaat rachane k liye
Main ne dharkan ki tara dil main basaya hay tujhe
Main tasawar bhi judayi ka bhala kaise karon
Main ne kismat ki lakiron se churaya hay tujhe
Pyaar ka ban k nagebaan tujhe chahon ga
Main to mar kar bhi meri jaaan tujhe chahon ga
Teri har chaap se jalty hain khiyaloon main charag
Jab bhi tu aye jagata huwa jadou aye
Tuj ko choo loun to phir ae jaan tumana muj ko
Deer tak apne badan se teri khushbo aaye
Tu baharoon ka hay unwan tujhe chahon ga

Dec 24, 2014 at 19:12
Category: songs-lyrics
Poetry / Songs Lyrics
Zindagi Ki Raahon Main
Zindagi ki Raahon Main
Zindagi ki raahon main
Ranj o gham k meley hain
Bhire hay kiyamat ki
Aur hum akely hain
Ab to apna saya bhi
kho gaya andheron main
Aap se bhichar kar
Hum kisqadar akely hain
Saazesheen zamane ki
Kaam kar gayeen akhir
Aap hain udar tanha
Hum idar akely hain
kah rahi hay shahoon se
kabar ki yeh tanhayi
Taaj o takht k malik
Aaj kyun akely hain
Ainey k so tukrey
kar k hum ne dekhay hain
Aik main bhi tanha thay
Soo main bhi akely hain
Zindagi ki raahon main
Ranj o gham k meley hain
Bhire hay kiyamat ki
Aur hum akely hain
Ab to apna saya bhi
kho gaya andheron main
Aap se bhichar kar
Hum kisqadar akely hain
Saazesheen zamane ki
Kaam kar gayeen akhir
Aap hain udar tanha
Hum idar akely hain
kah rahi hay shahoon se
kabar ki yeh tanhayi
Taaj o takht k malik
Aaj kyun akely hain
Ainey k so tukrey
kar k hum ne dekhay hain
Aik main bhi tanha thay
Soo main bhi akely hain
·
1 Like ·
Dec 16, 2014 at 11:12
Category: songs-lyrics
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Main Aur Charles Release Date
·
0 Like ·
Dec 12, 2014 at 23:12
Category: when
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Sheher E Muhabbat,hijr Ka Mousam,ehd E Wafa Aur Main
·
1 Like ·
Dec 01, 2014 at 00:12
Category: love
Sponored Video