Search
Poetry / Love
Hafeez Ur Rehman
Tum Nahi Jante K Tum Kia Ho
Tum Nahi Jante K Tum Kia Ho
Dhoup Main Ghaney Paer Ka Saya Ho
Kai Ghairayon Main Chupa Howa NaGhma Ho
Subha Ki Tanhayon Main Khoya Howa Lemha Ho
Chandni Raaton Main Chehakti Hoi Maina Ho
BuLandion Per Jo Lay Jay Wo Zina Ho
Tum Peh Zaahir Hi Nahi Khuch Hi Haqiqat Apni
Daikh Lo Meri NiGhaon Main Haqiqat Apni
Shaam Ho K Sehar Ho , Chaand Ho K Sitaara
Tum Se Roshan Ye Jhan ho

·
1 Like ·
Dec 14, 2018 at 03:12
Category: love
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Kia Mobile Phone K Istemal Se Cancer Ho Sakta Hai?
آج کل پاکستان میں ٹیلیوژن پر سب سے زیادہ اشتہارات موبائل فون کمپنیوں کے آتے ہیں۔
ہر کوئی اپنی اپنی کمپنی کے فون اور سروس کی تعریفوں کے پل باندھتا نظر آتا ہے۔
بہت سی کمپنیاں تو صارفین کو سارا دن او...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Dec 13, 2018 at 13:12
Category: featured
Advertisement
Poetry / 0
Dil To Kia Hum To Roohh Main Bhi Utar Jaty
dil to kia hum to roohh main bhi utar jaty
tum nay chaha hi chahny waloon ke tarah
jam chalny lagy dil machalny lagy chahry chahry py rang-e-gulab aa gia
baat kuch bhi na thee baat itni si thee aj mehfal main woh bynaqab aa gia
pehna chuky kafan to woh aye banaqab
bybarda ho gay humhain pardy main daikh kar
us say kehna keh palat aye ab to
judai dard bandi ja rehi hy
muskaraty hum bhi tari tarah
kash keh ahsas mar gia hota

2 Like ·
Dec 13, 2018 at 05:12
Category: 0
Poetry / Love
Ijunoon
Kia Kahoon Apney Chaman Se Mai Juda Kiunker Hua
Kia kahoon apney chaman se mai juda kiunker hua
Aur aseere halqa-a-daam e hawa kiunker hua
Jaye hairat hai bura sare zamane ka hoon mai
Mujh ko yeh khilat sharafat ka ataa kiunker hua
Kuchh dikhane dekhne ka tha taqaza taur per
Kia khabar hai tujhko ae dil faisla kiunker hua
Hai talab bemudda hone ki bhi aik mudda
Murgh e dil daam e tamanna se riha kiunker hua
Dekhne wale yehan bhi dekh lete hain tujhe
Phir yeh wada hashr ka sabr aazma kiunker hua
Husne kamil hi na ho is behijabi ka sabab
Wo jo tha pardon mai pinhan khudnuma kiunker hua
Maut ka nuskha abhi baqi hai ai wirde firaq
Charagar deeewana hai mai ladawa kiunker hua

Dec 01, 2018 at 17:12
Category: love
Poetry / Love
Hafeez Ur Rehman
Zindagi Ki Haqiqat Main Kia Jaanon Main Tu Awara Hon
zindagi ki haqiqat main kia jaanon main tu awara hon
naam ko chhor kaam ki baat kar par main tu nakara hon
zindagi ko chhor k moot ko jeney nikla main
zindagi ko jo ada na kar saka wo ik kafara hon
raat ki tarikeon main chamkta raha dosrey sitaron k saath
waqtey sehar main jo reh gia tanha wo ik sitara hon
choota saath har kissi ka par na choota saath samandar aur kinarey ka
chhor dyea saath jis ka samandar ney wo ik kinara hon
dunyea hey ik essi aag jo jalti hey tu bharkti jati hey
aur main, jaltey hee buj ghea aisa ik sharara hon
tera saath nibhaney ka wada keunkar karon bilal
main tu apna na ho saka tu keun kahon k tumhara hon

Nov 19, 2018 at 17:11
Category: love
Social Wall / Text
Shabana Gul
Arz Kia Hai.....
Arz Kia hai.....
Tujhe Yaad Krti Hun Tery ikhlaQ Ke Waja Se.....:)
.
.
.
.
.
Warna
Tery KoNsay SamOsay MashHor Hain:D
Thanks Thanks Beth Jayen..
Tujhe Yaad Krti Hun Tery ikhlaQ Ke Waja Se.....:)
.
.
.
.
.
Warna
Tery KoNsay SamOsay MashHor Hain:D
Thanks Thanks Beth Jayen..
·
2 Like ·
Nov 15, 2018 at 00:11
Category: text
Jokes / Miscellaneous
Mooria Ul Ain
Tumhara Kia Hoga Kalia
Larki ney kaha : chandni Chand se hoti hai Sitaroon sey nahi, Muhabbat aik sey hoti hai hazaroon sey nahi.
Larkey ney kaha : Chandni Chand sey hogi to Sitaroon ka kia hoga, Muhabbat aik sey hogi to hazaroon ka kia hoga !!!!!!!
Larkey ney kaha : Chandni Chand sey hogi to Sitaroon ka kia hoga, Muhabbat aik sey hogi to hazaroon ka kia hoga !!!!!!!
·
4 Like ·
Oct 12, 2018 at 16:10
Category: miscellaneous
Sponored Video