Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tazad E Jazbaat Mein Yeh Nazuk Muqaam Aaya To Kia Karo Ge
tazad e jazbaat mein yeh naazuk maqam aaiya tou kya karo gay
mein ro raha hon tou hans rahay ho mein muskuraya tou kya karo gay
mujahe tou iss darja waqt e rukhsat sakoo ki talqeen kar rahay ho
magar kuch apnay liye bhi socha mein yaad aaiya tou kya karo gay
kuch apnay dil peh bhi zakhm khao marey lahoo ki bahaar kab tak
mujahe sahara bananay waalo , mein larhkhrhaya tou kya karo gay
abhi tou tanqeed ho rahi hai marey mazaq e junoo peh lekin
tumhari zulfon ki barhami ka sawal aaiya tou kya karo gay
abhi tou daman chhura rahay ho , baggar kay qabil say ja rahay ho
magar kabhi dil ki dharkanon mein shareek paaya tou kya karo gay

·
1 Like ·
Mar 21, 2016 at 00:03
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Acha Nahi Kia
Usne Mujhe Bhula Dya Acha Nahi Kia
Pyar Ka Ye Sila Dia Acha Nahi Kia
Phool Se Khushboo Juda Nahi Hoti
Phool Shaakh Se Juda Kia Acha Nahi Kia
Khizan Ko Bura Mat Kaho Naveed-E-Bahar Hy
Chaman Se Bulbul Ura Dya Acha Nahi Kia
Bijlyan Gir Rahi Thi Mere Aashiyane Per
Sitam Us Ne Rawa Kia Acha Nahi Kia
Tarasta Raha Mein Ek Ghont K Liye
Ghair Ko Saghar Pila Dia Acha Nahi Kia
Wo Chalta Mere Sath Kuch Door He Sahi
Aehd-E-Wafa Bhula Dia Acha Nahi Kia
Fiza Mein Ab Tak Uski Mehek Baqi Hy
Sham Se Pehle Chala Gaya Acha Nahi Kia
Dil Ko Samjhao ATHAR Dharka Na Kare
Dil Ko Pagal Bana Gaya Acha Nahi Kia

Feb 09, 2016 at 23:02
Category: sad
Advertisement
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Kia Hasil Hoga
Ankho Se Ashk Mitaao Tou Kya Hasil Hoga
Gam-E-Zafar Kisiko Sunao Tou Kya Hasil Hoga
Rah Gayi Kuch Kasar Mere Ilm-E-Pyaar Mien
Bewafa Usey Zaban Karu Tou Kya Hasil Hoga...
Agar Un Lamho Ko Bhulane Ki Koshish Karu
Tou Unke Yado Ko Jalane Se Kya Hasil Hoga
Rail Ki Patri Ki Tarah Juda Hi Rahenge
Fir Khwab Sajanese Kya Hasil Hoga...
Tere Har Sath Mien Sath De Bhi Gayi
Tu Sath Na De Tou Kya Hasil Hoga
Dil Ki Zakhmo Se Mai Kuch Likh Bhi Lu
Shayri Ke Aine Se Dikha Bhi Dun
Tou Kya Hasil Hoga....

Dec 25, 2015 at 18:12
Category: general
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Bhala Kia Hasil
Us Ko Ab Phir Say Bulanay Say Bhala Kya Hasil...
Ek Naya Derd Jaganay Say Bhala Kya Hasil...
Kis Teraah Aankh Laho Rooti Hay Tanhaaie Main...
Apnay Gham Sab Ko Batanay Say Bhala Kya Hasil...
Jo Bhi Likho Gaay Zara Dair Main Mit Jaye Ga...
Rait Per Naqsh Bananay Say Bhala Kya Hasil...
Mujh Say Paya Na Ujala To Taajub Kaisa...
Raakh Main aag Laganay Say Bhala Kya Hasil...
Saaniha Bakht Main Jo Hay Wo Sar ashk Aaye Ga...
Naqsh Haathoon K Mitanay Say Bhala Kya Hasil...

Dec 24, 2015 at 18:12
Category: general
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kaho Ab Kia Kahon Tumse
Kaho Ab Kya Kahoon tum Say
Batao Kya Likhon Tum Ko
Mujhay Tamheed do Koi
Mujhay Ummed Do Koi
Naya Ek Lafz Ho Koi
Jahan Say Baat Chal Niklay
Meri Mushkil Ka Hul Niklay
Batao Lahja Kaisa Ho
K Tum Say Baat Karni Hai
Mujhay Thora ujala Do
Basar Ek Raat Karni Hai
Batao Kya Likhon Tum Ko
Mujhay Tamheed do Koi
Mujhay Ummed Do Koi
Naya Ek Lafz Ho Koi
Jahan Say Baat Chal Niklay
Meri Mushkil Ka Hul Niklay
Batao Lahja Kaisa Ho
K Tum Say Baat Karni Hai
Mujhay Thora ujala Do
Basar Ek Raat Karni Hai
·
1 Like ·
Dec 12, 2015 at 14:12
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kia Karoge Ge
Tazad E Jazbaat Mai Ye Nazook, Maqam Aaya Tau Kya Karogey
Mai Ro Raha Hon Tum Hans Rahe Ho, Mai Muskuraya Tau Kya Karogey
Mujhe Tau Iss Darja Waqt E Rukhsat, Sukoon Ki Talkeen Kar Rahe Ho
Magar Kuchh Apne Liye Bhi Socha, Mai Yaad Aaya Tau Kya Karogey
Tumhare Jalvon Ki Roshni Mai, Nazar Ki Heranian Musallam
Magar Kisi Ne Nazar K Badle Jo Dil Aazmaya Tau Kya Karogey
Kuchh Apne Dil Par Bhi Zakhm Khao, Mere Lahoo Ki Bahar Kab Tak
Mujhe Sahara Banane Walo, Mai Larhkhrhaya Tau Kya Karogey
Abhi Tau Daman Chhurha Rahe Ho, Bigharh K QABIL Se Ja Rahe Ho
Magar Kabhi Dharkano Mai Usko, Shareek Paya Tau Kya Karogey

Dec 11, 2015 at 02:12
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kia Buhat Zarori Hai
Khwaab Posh Aankhon Main
Aansu'on Ka Bhar Jaana
Hasraton Ke Saahil Par
Titliyon Ka Mar Jaana
Habs Ki Hawaaon Main
Khushbuon Ka Dar Jaana
Dil Ke Garm Sehra Main
Hashr Hai Bapa Hona
Dard La'dawa Hona
Kya Bohat Zaroori Hai?
Ab Tera Juda Hona
Aansu'on Ka Bhar Jaana
Hasraton Ke Saahil Par
Titliyon Ka Mar Jaana
Habs Ki Hawaaon Main
Khushbuon Ka Dar Jaana
Dil Ke Garm Sehra Main
Hashr Hai Bapa Hona
Dard La'dawa Hona
Kya Bohat Zaroori Hai?
Ab Tera Juda Hona
·
1 Like ·
Dec 10, 2015 at 19:12
Category: sad
Social Wall / Photos
Abdulla Amin
Kia Itna Bura Hu Mein Maa
·
0 Like ·
Dec 07, 2015 at 12:12
Category: photos
Articles / Health
Ijunoon
Garmio May Bhari Nashtay Se Guraiz Kia Jay
ایک تحقیق کے مطابق موسم گرما میں صبح بھاری ناشتہ کرنے سے گریز کیا جائے۔ طبی ماہرین کے مطابق ایشیائی ممالک میں عام طور پر لوگ صبح بھاری ناشتہ کرنے کے عادی ہیں لیکن یہ ان لوگوں کے لئے مناسب نہیں جو ناش...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Nov 21, 2015 at 14:11
Category: health
Sponored Video