Search
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Sab Se Chura Kar
Barish Ki Rimjhim Mein Aa Tujhay Pagal Bana Don,
Apnay Pyaar Ki Aag Mein Tera Tan Man Jala Don,
Tujhko Chupa Lon Bahon Mein,
Kiya Hota Hai Pyaar Ye Tujhko Bata Don,
Teri Aankhon Mein Apna Chehra Basa Lon,
Tere Bheegay Honton Se Apni Pyaas Bhuja lon,
Tere Badan Se Karun Ghanton Sharartein,
Aur Tujhay Khud Se Beghana Bana Dun,
Pyaar K Bistar Pe Main Tujhko Lita Dun,
Tere JIsm Ko Aag-e-Ishq Se Garma Don,
Apnay Pyaar Ki Had Tujhko Samajha Don,
Sab Se Chura Kar Tujhay Apna Bana Lon......!!!!!

·
1 Like ·
Feb 19, 2016 at 01:02
Category: love
Poetry / Sad
Pahan Kar Aainay Phirti Rahi Dewaangi Apni
Sekhawat Ka Namood-Afrooz, Manzar Hi Nahi Aaya
Sakhi Bethay Rahay, Koi, Gada’gar Hi Nahi Aaya
Ye Soocha Tha Teri Khaatir, Koi Moti Nikalon Ga
Main Jis Rastey Mein Tha Is Mein, Samandar Hi Nahi Aaya
Pahan Kar Aainay Phirti Rahi Dewaangi Apni
Tamana Thi Bohat Jis Ki Wo Pather Hi Nahi Aaya
Baharein, Bailain, Jharay Patay, Lagay Jaalay Dareechon Par
Makeen Aisa Gaya Ghar Se Palat Kar Hi Nahi Aaya
Chamak Jis Ki Bula Laiti Uqaabon Ko Nasheman Se
Fizaaon Mein Koi Aisa Kabooter Hi Nahi Aaya
Dafenoon Ki Tarha Dil Mein Khazanay Rah Gaye Saaray
Samandar Kya Karay, Koi, Shanawar Hi Nahi Aaya
Diya Hi Jab Nahi Ho Ga Hawa Kis Ko Bhujaey Gi
Chiraag-E-Rah, Main Ab K, Jala Kar Hi Nahi Aaya

Jan 29, 2016 at 19:01
Category: sad
Advertisement
Articles / Featured
Ijunoon
Ab Sun Glasses Kay Zariye Video Bana Kar Facebook Par Upload Karen
ایک امریکی کمپنی نے ایسے جدید چشمے تیار کر لیے ہیں جن کے ذریعے ویڈیوبنا کر فوراً فیس بک پر اپ لوڈ کی جا سکتی ہے ۔اس چشمے میں انتہائی مختصر سائز کا ایک کیمرہ نصب کیا گیا ہے جو Bluetooth ٹیکنا لو جی کے ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Dec 19, 2015 at 19:12
Category: featured
Articles / Featured
Ijunoon
Kamal Ahmed Rizwi Intiqal Kar Gaye
معروف ٹی وی اداکار کمال احمد رضوی بھارتی صوبہ بہار میں 1930 میں پیدا ہوئے اور قیام پاکستان کے بعد 19 سال کی عمر میں ہجرت کی جب کہ انہوں نے فنی کیرئیر میں ریڈیو اور اسٹیج پر بھی کردار نگاری کی اس کے عل...
مزید پڑھیں
·
0 Like ·
Dec 17, 2015 at 17:12
Category: featured
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Tu Mera Naam Na Poocha Kar
Main Teri Zaat Ka Hissa Hoon
Main Teri Soch Main Shamil Hoon
Main Teri Neend Ka Qissa Hoon
Main Tery Khawab Ka Haasil Hoon
Main Teri Yaad Ka Mehver Hoon
Main Teri Saans Ka Jhonka Hoon
Tu Manzar,Main Pas-Manzar Hoon
Main Lamha Hoon,Main Jazba Hoon
Jazby Ka Koi Naam Nahi..
Tu Mera Naam Na Poocha Ker!!!!
Main Teri Soch Main Shamil Hoon
Main Teri Neend Ka Qissa Hoon
Main Tery Khawab Ka Haasil Hoon
Main Teri Yaad Ka Mehver Hoon
Main Teri Saans Ka Jhonka Hoon
Tu Manzar,Main Pas-Manzar Hoon
Main Lamha Hoon,Main Jazba Hoon
Jazby Ka Koi Naam Nahi..
Tu Mera Naam Na Poocha Ker!!!!
·
1 Like ·
Dec 07, 2015 at 02:12
Category: love
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Inn Khawabon Ko Roshan Kar Dou
inn khawabon ko roshan kar dou
chheen lo mujh say meri sochen
mairay zehan ko banjar kar dou
meri ankhien pathar kar dou
gir chaho tou
mujh ko tum deewana kardo
mairay jisam kay sahraoon mein
phool khilao moti bhar dou
mairay andhay jevan ko tum
apnay pyar say roshan kar dou
ik lamhay ko tum bhi socho
mairay khowaab hain jo
inn khawabon ko roshan kar dou
chheen lo mujh say meri sochen
mairay zehan ko banjar kar dou
meri ankhien pathar kar dou
gir chaho tou
mujh ko tum deewana kardo
mairay jisam kay sahraoon mein
phool khilao moti bhar dou
mairay andhay jevan ko tum
apnay pyar say roshan kar dou
ik lamhay ko tum bhi socho
mairay khowaab hain jo
inn khawabon ko roshan kar dou
·
1 Like ·
Nov 30, 2015 at 14:11
Category: love
Social Wall / Photos
Abdul Sattar
Aao Mil Kar Ek Kaam Karain.
·
2 Like ·
Nov 30, 2015 at 01:11
Category: photos
Articles / Featured
Ijunoon
Maroof Novel Nigaar Ishtiaq Ahmed Intiqal Kar Gaye
معروف ناول نگار اشتیاق احمد منگل کو دل کا دورہ پڑنے کے باعث 72 سال کی عمر میں انتقال کر گئے۔
تفصیلات کے مطابق اشتیاق احمد کراچی میں ایکسپو سینٹر میں ہونے والی بک فئیر میں شرکت کرنے کے بعد ائیرپورٹ ...
مزید پڑھیں
·
0 Like ·
Nov 18, 2015 at 11:11
Category: featured
Social Wall / Photos
Mehreen Ali
Qayamat Ki Nishaniyan Daikh Kar Eman Lana
·
1 Like ·
Nov 05, 2015 at 02:11
Category: photos
Sponored Video