Search
Articles / Health
Muzammil Shahzad
Tb Insanon Se Hewanon Mai Muntaqil Hui Tehqeeq
سائنسدانوں کی ایک عالمی ٹیم نے تپِ دق یعنی ٹی بی سے متعلق پتہ چلایا ہے کہ یہ بیماری 70,000 ہزار پہلے افریقہ میں بسنے والے انسانوں میں پائی گئی تھی اور پھر یہ بیماری انسانوں سے حیوانوں میں منتقل ہوئی ہ...
مزید پڑھیں
·
5 Like ·
Nov 18, 2018 at 12:11
Category: health
Quotes / Urdu Quotes
Safia Saeed
Dastarkhuwan Par Giri Hui Cheez
·
12 Like ·
Oct 09, 2018 at 13:10
Category: urdu-quotes
Advertisement
Poetry / Humorous
Alisha Khan
Zindagi Taaq Sez Jufft, Phir Taaq Hui....dil Bechaara To Reyaazi Mien Uljha He...
Zindagi Taaq Se Jufft, Phir Taaq Hui....
Dil Bechaara To Reyaazi Mien Uljha He Raha....
Dil Bechaara To Reyaazi Mien Uljha He Raha....
·
4 Like ·
Sep 13, 2018 at 03:09
Category: humorous
Jokes / Ustaad Aur Shagird
Asfand Yar
Sir Aap Ki Pent Phat Hui Hai
do bachay imtehan de rahay thay
examiner bohat sakhta tha, bilkul bhi naqal nahee karne de raha tha
aik bachay paper par kuch likh kar examier ko de diya to examiner khamoshi se ja kar kursi par beth gaya
dosra bacha: yaar tu ne kya likha
pehla bacha: mene likh ke sir aap ki pent phati hui hai

7 Like ·
Sep 02, 2018 at 21:09
Category: ustaad-aur-shagird
Poetry / Sad
Zahid Mahmood
Kah Rahi Hai Hashr Mein Wo Aankh Sharmai Hui.
Kah rahi hai hashr mein wo aankh sharmai hui
haye kaise is bhari mahafil mein ruswai hui
aaine mein har ada ko dekh kar kahate hain wo
aj dekha chahiye kis kis ke hai aayi hui
kah to ae gulchin asiran-e-qafas ke vaste
tod lun do char kaliyan main bhi murjhai hui
main to raz-e-dil chupaun par chipa rahane bhi de
jan ke dushman ye zalim aankh lalchai hui
gamza-o-naz-o-ada sab mein hai haya ka lagao
haye re bachpan ke shokhi bhi hai sharmai hui
vasl mein khali hui raqibon se mahafil to kya
sharm bhi jaye to janun ke tanhai hui
gard udi aashiq ke turbat se to jhunjhala ke kaha
vah sar chadhane lagi paoun ke thukarai hui.

0 Like ·
Jul 18, 2018 at 01:07
Category: sad
Articles / Featured
Ijunoon
Cyber Hamlon Mai Kami Hui Hai
انٹرنیٹ سے متعلق ایک ایسی تنظیم جو ’سپیم‘ یا ’فالتو‘ پیغامات کے خاتمے کے لیے کام کرتی ہے کا کہنا ہے کہ گذشتہ کچھ دنوں میں ایک بہت بڑے سائبر حملے کی وجہ سے انٹرنیٹ کی رفتار سست ہو گئی تھی۔ لیکن اب ان س...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 17, 2018 at 07:07
Category: featured
Social Wall / Text
Saiqa Bukhari
Jiska Apnay Allah Ke Samnay Sajday Ki Taufeeq Nahee Hui
Jiska apnay Allah ke samnay sajday ki taufeeq nahee hui uss se bada koi badnaseeb nahe.
·
2 Like ·
Jul 14, 2018 at 23:07
Category: text
Poetry / Sad
Phati phati hui aankhon sy yon na dekh mujhay...
Tujhay talaash hy jis shakhs ki, wo mr bhi gya...
Hira Chaudhry
Phati Phati Hui Aankhon Sy Yon Na Dekh Mujhay.
Phati phati hui aankhon sy yon na dekh mujhay...
Tujhay talaash hy jis shakhs ki, wo mr bhi gya...
·
1 Like ·
Jun 28, 2018 at 10:06
Category: sad
Poetry / Sad
Imran Khan
Bhuli Hui Sada Hun Mujhe Yad Kijiye.
bhuli hui sada hun mujhe yad kijiye
tum se kahin mila hun mujhe yad kijiye
manzil nahin hun khizr nahin rahzan nahin
manzil ka ranta hun mujhe yad kijiye
meri nigah-e-shauq se har gul hai dewta
main ishq ka khuda hun mujhe yad kijiye
nagmon ki ibtida thi kabhi mere nam se
ashkon ki intaha hun mujhe yad kijiye
gum-sum khari hain donon jahan ki haqiqaten
main un se kah raha hun mujhe yad kijiye
"Sagar" kisi ke husn-e-tagaful shar ki
bahki hui ada hun mujhe yad kijiye.

Jun 01, 2018 at 06:06
Category: sad
Poetry / Poetry Sms
Nimrah Butt
Jahan Bhooli Hui Yaaden Daman Thaam Lein Dil.
Jahan Bhooli Hui Yaaden Daman Thaam Lein Dil Ka
Wahan Se Ajnabi Ban K Guzar Jana Hi Acha Hai.
Wahan Se Ajnabi Ban K Guzar Jana Hi Acha Hai.
·
1 Like ·
May 26, 2018 at 00:05
Category: poetry-sms
Sponored Video