Search
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Sagar Se Lab Laga K Bohat Khush Hai Zindagi
Sagar Se Lab Laga k Bohat Khush Hai Zindagi
Sehn-e-Chamn mai Aa k bohat khush hai zindagi
Aa Jao or B Zara Nazdeek Jane Man
Tum Ko Qareeb Pa k Boht Khush Hai Zindagi
Hota Hai Mahal Bhi To Kya Puchhte Ho Phir
Be-wjah Muskura k Boht Khush Hai zindagi
Saahil pe Bhi To Itni Shagufta Rwish na Thi
Tufan K beech Aa k Boht Khush Hai Zindagi
Veeran Dil Hai Aur “Adam Zindagi ka Raqs
Jangal Main Ghar Bana k Boht Khush Hai Zindagi,

·
1 Like ·
Apr 28, 2016 at 16:04
Category: general
Social Wall / Photos
Abdul Jabbar
Teri Rehmaton Pe Hai Munahasir
·
0 Like ·
Apr 28, 2016 at 13:04
Category: photos
Advertisement
Poetry / Occassional Events
Muzammil Shahzad
Usay Jab Yaad Ayega K Saawan Laut Aya Hai
usay jab yaad aaye ga k saawan lot aaya hai
bula le ga woh mujhko ya khud hi lot aayega
usay jab yaad ayega main kaise muskuRata tha
to aankhein muskuRayengi, ya daaman bheeg jayega
usay jab yaad ayega main kaise naam leta tha
to meRa naam likhega, ya apna bhi mitaayega
usay jab yaad aayega mera khaamosh sa rehna
to sab ko bol dega wo ya khud se bhi chupaayega
usay jab yaad aayega meRa nange sar phirna
to bijli ban ke karke gaa, ya baadal baN ke chhaye ga
usay jab yaad aayega mera chalna, mera phirna
to raah meiN khaaR boye ga, ya phir palkein bichayega

Apr 27, 2016 at 14:04
Category: occassional-events
Poetry / General
Ijunoon
Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab B Baki Hai
Ana Ki Baat Hai Warna Mohabbat Ab Bhi Baki Hai
Usay Meri Mjhe Uski Zarorat Ab Bhi Baki Hai
Koi Mushkil Agar Darpaish Aye Laut Aana Tum
Tumhare Waastay Dil Mein Aqeedat Ab Bhi Baki Hai
Bala Ki Sard Mehri Hai Meri Har Baat Mein Lekin
Mere Seenay Mien Chaht Ki Hararat Ab Bhi Baki Hai,

2 Like ·
Apr 26, 2016 at 14:04
Category: general
Articles / Featured
Ijunoon
Rozana Chocolate Khana Dil Ki Bemarion Kam Karta Hai
برطانوی ماہرین نے کہا ہے کہ روزانہ چاکلیٹ کھانا دل کی بیماریوں کے امکانات کو ایک تہائی تک کم کر دیتا ہے۔ ماہرین کے مطابق روزانہ ڈارک چاکلیٹ کھانا صحت کیلئے انتہائی مفید ہے، یہ دل کی بیماریوں کے خطرے ک...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Apr 25, 2016 at 22:04
Category: featured
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Usay Kya Farq Parta Hai
Hawa Ban Kar Bikherne Se Usay Kya Farq Parta Hai?
Mere Jeene Ya Mernay Say Usay Kya Farq Parta Hai?
Usay To Apni Khushion Se Zara Fursat Nahi Milti,
Mere Gham K Ubharne Say Usay Kya Farq Parta Hai?
"Wasi'' Us Shakhs Ki Yadon Main Tum Rotey Raho Lakin..!
Tumhare Aisa Karne Say, Usay Kya Farq Parta Hai.?

Apr 25, 2016 at 19:04
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Hairaan Hoon Ke Ye Konsa Dastoor E Wafa Hai
Hairaan Hoon Ke Ye Konsa Dastoor-E-Wafa Hai
Tu Misl-E-Rag-E-Jaan Hai , To Kiyon Mujh Se Khafa Hai..?
Tu Ahl-E-Nazer Hai To Nahi Tuj Ko Khaber Kiyoon
Pehlu Mein Tere Koi Zamanay Se Khara Hai
Likha Hai Mera Naam Samander Pe Hawa Ne
Or Dono Ki Fitrat Mein Sukoon Hai Na Wafa Hai
Shikwa Nahi Mujh Ko Ke Hoon Mehroom-E-Tamanna
Gham Hai To Faqt Itna Ke Tu Dekh Raha Hai
Hum Rakhte Hain Dawa Ke Hai Qaboo Hamain Dil Per
Tu Saamnay Aa Jaye To Ye Baat Juda Hai ...!,

Apr 25, 2016 at 12:04
Category: sad
Social Wall / Text
Fayyaz Karimi
Saans Andar Se Ukharti Hai
·
0 Like ·
Apr 25, 2016 at 06:04
Category: text
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tumhen Yaad Hai Jaana???
Tumhen Yaad Hai Jaanaa
Guzishta Saal July Mein...
Issi Tarah Ka Mosam Tha...
Jab Tum Ne Kaha Tha Mujh Se...
Chalo Hum Naam Badaltay Hein...
Koi Achay Se Farzi Naam Rakho
Tum Apne Aur Mere...
Han Uss Waqt Tumhari Baat...
Meine Unn-sunni Kar Dee Thi...
Magar Jab Se Laggi Hai Thokar...
To Hein Kuch Naam Zehn Mein Aaye...
Aaj Issi July Mein....
Woh Farzi Naam Rkhay Hein...
Mer Naam Aaj Se " Tanha"...
aur...
Aur Tumhara Naam "Mosam" Hai...
Kay...
"Tanha" Anna Parast Thehra...
aur "Mosam" Be-wafa Janaa...
Guzishta Saal July Mein...
Issi Tarah Ka Mosam Tha...
Jab Tum Ne Kaha Tha Mujh Se...
Chalo Hum Naam Badaltay Hein...
Koi Achay Se Farzi Naam Rakho
Tum Apne Aur Mere...
Han Uss Waqt Tumhari Baat...
Meine Unn-sunni Kar Dee Thi...
Magar Jab Se Laggi Hai Thokar...
To Hein Kuch Naam Zehn Mein Aaye...
Aaj Issi July Mein....
Woh Farzi Naam Rkhay Hein...
Mer Naam Aaj Se " Tanha"...
aur...
Aur Tumhara Naam "Mosam" Hai...
Kay...
"Tanha" Anna Parast Thehra...
aur "Mosam" Be-wafa Janaa...
·
1 Like ·
Apr 22, 2016 at 04:04
Category: sad
Sponored Video