Search
Social Wall / Text
Sehar Saeed
Har Cheez Apnay Waqt Pe Achi Lagti Hai
har cheez apnay waqt pe achi lagti hai
neki kamany ka sahi waqt jawani hai, hum nekian us waqt karte hai jab hum buraiya karne ke qabil nahee rehte.

·
0 Like ·
May 26, 2016 at 18:05
Category: text
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Muhabbat Lafz Hai Lekin
MuhAbbAt lAfz hAi lekin
koi mAtlAb nA jAne
jo kArte hAin muhAbbAt
wo hud is ko nA jAne
muhAbbAt pAAk hAi jAzbA
jo ho jAye AgAr sAchi
muhAbbAt ko AgAr mAno
ibAdAt hAi KHUDA ki yeh.,
koi mAtlAb nA jAne
jo kArte hAin muhAbbAt
wo hud is ko nA jAne
muhAbbAt pAAk hAi jAzbA
jo ho jAye AgAr sAchi
muhAbbAt ko AgAr mAno
ibAdAt hAi KHUDA ki yeh.,
·
1 Like ·
May 24, 2016 at 21:05
Category: love
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ye Weham Nahi To Kya Hai
Ye weham nahi to kya hai, ye gumaaN nahi to kya hai
ye jo dil se utth raha hai, ye dhuwaaN nahi to kya hai
tujhey kis dard ka rishta merey dar pe kheyNch laaya
tujhey kis ney keh diya tha merey paas har dawaa hai
terey kisi dukh ka chaaraa merey haath meiN nahi hai
meiN to khud bekaraaN hooN merey paas kya dharaa hai
abhi bastiyaaN yaheeN heiN, tu loat jaa yaheeN se
merey saath saath na chal tu, ye bohat barra juwa hai
tujhey kya khabar aey hamdam ke teri aarzu ke badly
merey dil pe jo laga tha, ab tak wo zakhm haraa hai
par gila nahi hai tujh se, merey khaloos meiN hi kami hai
mein ne jisey bhi dil se chaaha, usey laga ke wo khuda hai
meiN koi waaqeya nahi hooN, mujhey is tarha na socho
meri daastaaN ko chorro, bhala is meiN kya maza hai
tu laot ke aa gayaa hai, par mera dil to bujh chuka hai
ab tu kisi aur se pyaar kar ley, bas yehi teri sazaa hai,

2 Like ·
May 24, 2016 at 14:05
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Koi Faryad Karne Aa Raha Hai Raasta Dena
Mera Khamosh Reh Kar Bhi Unhain Sabb Kutch Suna Dena
Zuba'n Se Kuch'h Na Kehna Dekh Kar Aansoo Baha Dena
Nasheman Ho Na Ho Ye To Falak Ka Mashghala Thhehra
K Do Tinkey Jaha'n Par Dekhna Bijlee Gira Dena
Ijazat Ho To Kehdoo'n Qissa E Ulfat Sar E Mehfil
Mujhey Kutch To Fasana Yaad Hai Kutch Tum Suna Dena
Mai Mujrim Hoo'n Mujhey Iqrar Hai Jurm E Mohabbat Ka
Magar Pehley Khata Par Ghaur Kar Lo Phir Saza Dena
Mai Jiss Haalat Mai Pohncha Hashr Waley Khudd Pukar Utthey
Koi Faryad Karne Aa Raha Hai Raasta Dena
,

May 23, 2016 at 19:05
Category: sad
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Bijli Vahaan Giri Hai Jahaan Aashiyaan Nahin
Is Mein Koi Fareb To Ai Aasmaan Nahin
Bijli Vahaan Giri Hai Jahaan Aashiyaan Nahin
Sayyaad Main Asir Kahun Kis Se Haal-E-Dil
Sirf Ek Tu Hai Vo Bhi Meraa Ham-Zubaan Nahin
Tum Ne Diyaa Hamaari Vafaaon Kaa Kyaa Javaab
Ye Ham Vahaan Bataayenge Tum Ko Yahaan Nahin
Sajde Jo But-Kade Mein Kiye Meri Kyaa Khataa
Tum Ne Kabhi Kahaa Ye Meraa Aastaan Nahin
Gum-Kardaa Raah Ki Mitti Na Ho Kharaab
Gard Us Taraf Uri Hai Jidhar Kaarvaan Nahin
Kyun Shama-E-Intazaar Bujhaate Ho Ai "Qamar"
Naale Hain Ye Kisi Ke Sahar Ki Azaan Nahin

May 22, 2016 at 22:05
Category: general
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Nigahon K Tasadum Se Ajab Takraar Karti Hai
Nigahon K Tasadum Se Ajab Takraar Karti Hai,
Yaqin Kaamil Nahi Lekin Guman Hai Piyar Karti Hai"
"Laraz Jata Hon Main Ye Soch K Kafir Na Ho Jaon,
Tabiyat Us Ki Pooja Pe Bara Israar Karti Hai"
"Use Maloom Hai Shayad Mera DIL Hai Nishane Per,
Labon Se Kuch Nahi Kehti Nazar Se Waar Karti Hai"
"Main Us Se Pochta Hon Khwab Mein, 'Mujh Se Mohabat Hai?'
Phir Aankhen Khol Deta Hon Woh Jab Izhaar Karti Hai,

May 20, 2016 at 05:05
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Tumhari Yaad Ki Shama Hamarey Dil Main Roshan Hai
Tumhari Yaad Ki Shama Hamarey Dil Main Roshan Hai...
Issey Khud Hi Bhuja Jana Kabhi Aana Hawa Ban Kar...
Tumhari Aarzo Ki Hai, Kabhi Manga Hai Jo Rab Se ...
Merey Hontoon Pe Rahti Ho Meri Jaan Tum Dua Ban Kar...
Tumharey Khuwab Main Dhaikhoon, Tumhein Main Raat Din Soochoon...
Ager Yeh Juram Hai Jana! To Aa Jana Saza Ban Kar...
Faseel-e-jaan Ager Sir Ho To Pohnchein Terey Koochey Main...
Teri Chokhtat Pe Ja Bhaithoon Muhbbat Ka Gada Ban Kar...
Yeh Chara Ger Bhala Kaisey Merey Is Marz Ko Samjhein ...
Main Bemar-e-muhabbat Hoon, Tum Aa Jao Shafa Ban Kar...
Mujhe Kamil Yaqeen Hai Tum Meri Ho Jao Gi Aik Din ...
Tumharey Dil Main Utroon Ga, Muhabbat Ki Sada Ban Kar...
Merey Josh-e-janoon Per Sari Khalqat Muj Ko Takti Hai...
Zara Tum Bhi Nazer Dalo, Na Bhaitho Yun Khuda Ban Kar...
Tumhein Yeh Raaz Batla Doon, Ke Akser Chaand Ratoon Main ...
Terey Aangan Main Aata Hoon Sitaroon Ki Zaya Ban Kar...,

May 19, 2016 at 14:05
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tooti Hai Meri Neend Magar
ٹوٹی ہے میری نیند مگر تم
کو اس سے کیا !
بجتے رہیں ہواؤں سے در ، تم
کو اس سے کیا !
تم موج موج مثل صبا
گُھومتے رہو
کٹ جائیں میری سوچ کے پر ،
تُم کو اس سے کیا
اوروں کا ہاتھ تھامو ،
انھیں راستہ دکھاؤ
میں بُھول جاؤں اپنا ہی
گھر ، تم کو اس سے کیا
ابرِ گریز پا کو برسنے سے
کیا غرض
سیپی میں بن نہ پائے گُہر ،
تم کو اس سے کیا !
لے جائیں مجھ کو مالِ
غنیمت کے ساتھ عدو
تم نے توڈال دی ہے سپر ، تم
کو اس سے کیا !
تم نے تو تھک کے دشت میں
خیمے لگالیے
تنہا کٹے کسی کا سفر ، تم
کو اس سے کیا,
کو اس سے کیا !
بجتے رہیں ہواؤں سے در ، تم
کو اس سے کیا !
تم موج موج مثل صبا
گُھومتے رہو
کٹ جائیں میری سوچ کے پر ،
تُم کو اس سے کیا
اوروں کا ہاتھ تھامو ،
انھیں راستہ دکھاؤ
میں بُھول جاؤں اپنا ہی
گھر ، تم کو اس سے کیا
ابرِ گریز پا کو برسنے سے
کیا غرض
سیپی میں بن نہ پائے گُہر ،
تم کو اس سے کیا !
لے جائیں مجھ کو مالِ
غنیمت کے ساتھ عدو
تم نے توڈال دی ہے سپر ، تم
کو اس سے کیا !
تم نے تو تھک کے دشت میں
خیمے لگالیے
تنہا کٹے کسی کا سفر ، تم
کو اس سے کیا,
·
1 Like ·
May 19, 2016 at 07:05
Category: sad
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Hai Apna Dil Toh Awara Release Date
·
0 Like ·
May 18, 2016 at 01:05
Category: when
Sponored Video