Search
Poetry / General
Bas Ghar Se Maa Ki Dua Lekar Jana
Andhere haiN raaste diya lekar jaana,
Apne aansuyo ka ziya lekar jaana,
Tumhe har musHqil se bacha legi
hamesha,
Bas ghar se Maa ki dua lekar jana....!
Apne aansuyo ka ziya lekar jaana,
Tumhe har musHqil se bacha legi
hamesha,
Bas ghar se Maa ki dua lekar jana....!
·
1 Like ·
Dec 14, 2017 at 12:12
Category: general
Jokes / Miscellaneous
Ijunoon
Teri 1 Behan Mere Ghar Main Hai
Aik aadmi jungle se guzar raha tha
A Churail stops him & says:
Hoo Hoo Haa Ha Ha, mai Churail hoon,
Aadmi:janta hoon, teri aik behan mere ghar main hai.
A Churail stops him & says:
Hoo Hoo Haa Ha Ha, mai Churail hoon,
Aadmi:janta hoon, teri aik behan mere ghar main hai.
·
2 Like ·
Dec 05, 2017 at 12:12
Category: miscellaneous
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Kamran Kaliya
Aik Aadmi Kae Ghar Chori Hoo Gai
aik aadmi kae ghar chori ho gai us nai apne noker ko report likhwane keliye bheja our us sae kahaa kae report meen likhwana kae rat ka time tha kute bhonk rahee they sitarey chamak rahe they chour ayaa our dewar ko phlang kar bhaence khol kar lae giya who aadmi thaney giya our report likhwai kae raat kaa time thaa kutey chamak rahey they sitarey bhonk rahey they chour aaya bhaence ko phlang kar dewar ko khol kar lae giya.
·
1 Like ·
Oct 27, 2017 at 01:10
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Aaya Naa Tujhe Raas Koi Ghar Bhi Qafas Bhi
Aaya Naa Tujhe Raas, Koi Ghar Bhi Qafas Bhi
Ab Aae Dil-e-Kam Zarf, Kisi Shehar Mein Bass Bhi
Thukra Ke Jo Aaya Hai, Samandar Ki Sakhawat
Ab Dasht-e-Musaafat Mein, Ghataon Ko Taras Bhi
Mohsin Mujhe satayen Gay Bohat Chand, Nadi, Phool
Aaya Naa Meraa Yaar, Aggar Ab K Baras Bhi...!
Ab Aae Dil-e-Kam Zarf, Kisi Shehar Mein Bass Bhi
Thukra Ke Jo Aaya Hai, Samandar Ki Sakhawat
Ab Dasht-e-Musaafat Mein, Ghataon Ko Taras Bhi
Mohsin Mujhe satayen Gay Bohat Chand, Nadi, Phool
Aaya Naa Meraa Yaar, Aggar Ab K Baras Bhi...!
·
1 Like ·
Sep 15, 2017 at 06:09
Category: sad
Articles / Health
Ijunoon
Mobile Phone Internet Strus Ghar Tak Lanay Ke Asbab
جدید دور کے پیشہ ور افراد کام کا اسٹرس چھٹی کے بعد گھر بھی لے آتے ہیں۔ اس کا سبب ماڈرن آلات جیسے کے موبائل فون اور انٹرنیٹ بن رہا ہے۔ ماہرین نے اس کے صحت پر منفی اثرات سے خبر دار کیا ہے۔
جرمن حکومت...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 31, 2017 at 08:08
Category: health
Articles / Featured
Ijunoon
Aitme Dhamakay Se Mehfooz Rhne Wala Ghar Farokht
امریکی ریاست کنساس میں تعمیر کیا گیا ایٹمی دھماکے سے محفوظ رہنے والا گھر بیس لاکھ ڈالر میں فروخت ہوگیا ہے۔ زیر زمین دو سو فٹ کی گہرائی میں موجود یہ گھر در حقیقت اس کنٹینر میں قائم کیا گیا ہے جہاں بیلس...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 12, 2017 at 06:07
Category: featured
Poetry / Sad
Tanhaai Ko Ghar Se Rukhsat Kar To Don
mere baad kidhar jay gii tanhaai
main jo maraa to mar jay gii tanhaai
main jab ro ro ke dariya ban jaon gaa
us din paar utar jaay gi tanhaai
tanhaai ko ghar se rukhsat kar to don
socho kis ke ghar jaay gi tanhaai
virana hon abadi se aya hun
daikhe gi to Darr jaay gi tanhaai
yun aao ke paaon ki bhi aavaaz na ho
shor hoa to mar jaay gi tanhaai
main jo maraa to mar jay gii tanhaai
main jab ro ro ke dariya ban jaon gaa
us din paar utar jaay gi tanhaai
tanhaai ko ghar se rukhsat kar to don
socho kis ke ghar jaay gi tanhaai
virana hon abadi se aya hun
daikhe gi to Darr jaay gi tanhaai
yun aao ke paaon ki bhi aavaaz na ho
shor hoa to mar jaay gi tanhaai
·
1 Like ·
Jul 03, 2017 at 18:07
Category: sad
Sponored Video