Search
Poetry / Relegious
Muzammil Shahzad
Allah Ke Ghar Deir Hai Andher Nahi Hai
Mayoos Kabhi Hota Nahi Jisko Yakheen Hai...
Allah Ke Ghar Deir Hai Andher Nahi Hai...
Machli Ka Pet Ban Gaya Insan Ka Saya...
Us Benayaz Zaat Ne Yunus ko Bachaya...
Jab Aag Se Namrud Ka Bazar Garam Tha...
Uske Karm Ne Aag Ko Murdaar Banaya...
Wo Dour Hai Kab Dil Mein Posha nasheen Hai...
Allah Ke Ghar Deir Hai Andher Nahi Hai...
Mushkil Mein Jab Na Aya Nazar Koi Sahara...
Musa Ne Ankhein Band Ki Maula Ko Pukara...
Agay Tha Nil, Peeche Thi Firon Ki Faujein...
Kisne Banaya Nil Ki Maujon Ko Kinara...
Itna Kareem Rehnumaan Socho To Kaheen Hai...
Allah Ke Ghar Deir Hai Andher Nahi Hai...
Halat Se Imaan Ko Tola Nahi Karte...
Allah Ke Bande Kabhi Shikwa Nahi Karte...
Ye Rasm Sikhayi Hai Hussain Ibn-e- Ali Ne...
Jidhar Sajde Mein Ho Teeron Ko Dekha Nahi Karte...
Sajdon se Jo Roshan Hai Wo Momin Ki Jabeen Hai...
Allah Ke Ghar Deir Hain Andher Nahi Hai...
Umeed Ka Daman Na Kisi Haal Mein Choro...
Ghabrao Nahi, Sabr Ki Deewar Na Tordo...
Taqwa Ho Agar Dil Mein To Milti Hai Khudai...
Us Zaat Bina Koun Sune Teri Duhai...
Wo Zaat Jo Har Shakhs Ki Shehrat Mein Makeen Hai...
Allah Ke Ghar Deir Hai Andher Nahi Hai...
Mayoos Hota Nahi Jis Ko Yakheen Hai...
Allah Ke Ghar Deir Hai Andher Nahi Hai.........!!!!!

·
2 Like ·
Jan 29, 2015 at 09:01
Category: relegious
Sms / Marital Woes
Fatima Zehra
Meray Ghar Walay
Boy:Tum mujh se shadi kro gi?
Girl:Nahi
Boy:Laikin Q?
Girl:Meray ghar walay nhi manain gay
Boy:Ghar main kon kon hay?
Girl:1 Husband aor 3 bachay
Aftab khan
Girl:Nahi
Boy:Laikin Q?
Girl:Meray ghar walay nhi manain gay
Boy:Ghar main kon kon hay?
Girl:1 Husband aor 3 bachay
Aftab khan
·
1 Like ·
Nov 22, 2014 at 11:11
Category: marital-woes
Advertisement
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Khalwatoon Ka Ameen Ghar Kahan Reh Gaya
·
2 Like ·
Nov 10, 2014 at 20:11
Category: love
Sms / Marital Woes
Fayyaz Karimi
Ghar Waly Mana Kartay Hain
Sardar to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai. Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. Sardar= 1 biwi aur 3 bacche
·
1 Like ·
Nov 03, 2014 at 21:11
Category: marital-woes
Articles / Interesting
Ijunoon
Zabardast Nuskha Jis Se Chhota Ghar Bhi Bada Nazar Aye
اندرون خانہ ڈیکوریشن کے ماہرین کا کہنا ہے کہ اگر آپ یہ چاہتے ہیں کہ آپ کا گھر بہت کھلا کھلا نظر آئے تو ایسا فرنیچر استعمال کریں جس کی اونچائی بہت کم ہو۔
آج کل جدید شہروں میں جگہ کی کمی ایک بہت بڑ...
مزید پڑھیں
·
0 Like ·
Aug 18, 2014 at 20:08
Category: interesting
Hoax / Mawdu Hadiths
Ijunoon
Dil Rab Ka Ghar
·
-2 Like ·
Jun 16, 2014 at 12:06
Category: mawdu-hadiths
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein
Shayan Shahid
Iss Ghar Me Meri Chalti Kaha Hai
meri iss ghar mein chalti kaha hai, sunta kaun hai meri.
·
0 Like ·
Jun 09, 2014 at 09:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Bawazu Ghar Se Nikalna
·
0 Like ·
May 28, 2014 at 20:05
Category: ahadith
Sponored Video