Search
Quotes / Urdu Quotes
Zahid Mahmood
Kisi Bhi Halat Mai Apna Hosla Mat Choro.
Kisi Bhi Halat Mein Apna Hosla Mat Choro, Kyoun K Log Ghiray Howay Makaan Ki Intain Bhi Utha Ker Lay Jatey Hain.
·
1 Like ·
Oct 06, 2018 at 18:10
Category: urdu-quotes
Poetry / Love
Muhammad Aftab
Suno Itnay Bhi Piyaaray Nahi Ho Tum Bass.
Suno... !
Itnay Bhi Piyaaray Nahi Ho Tum Bass....
Meri Chaahat Nay,
Tumhien Sar Pay Charrha Rakha Hai....
Itnay Bhi Piyaaray Nahi Ho Tum Bass....
Meri Chaahat Nay,
Tumhien Sar Pay Charrha Rakha Hai....
·
0 Like ·
Oct 02, 2018 at 14:10
Category: love
Advertisement
Poetry / Sad
Aleezay Abbasi
Umar Bhar Likhtay Rahay Phir Bhi Warq Sadaa Raha.
Umar Bhar Likhtay Rahay Phir Bhi Warq Sadaa Raha....
Janay Kya Lafz Thay Jo Hum Sey Tehreer Na Hovaye...
Janay Kya Lafz Thay Jo Hum Sey Tehreer Na Hovaye...
·
1 Like ·
Sep 25, 2018 at 19:09
Category: sad
Poetry / Sad
Javed Ashraf
Di Tishnigi Khuda Ney To Chashmey Bhi Dey Diey.
Di tishnigi Khuda ney to chashmey bhi dey diey
seeney mey dasht ,aankh mein darya kia mjhey
mein yun sambhal gai k teri beywafai ney
beyaitebariyon se shanasa kia mjhey!

Sep 22, 2018 at 09:09
Category: sad
Poetry / Sad
Neelum Chaudhry
Usne Jab Jab Bhi Mujhe Dil Se Pukara Mohsin.
Usne jab jab bhi mujhe dil se pukara mohsin.
Me ne tab tab yeh bataya ke tumhara mohsin.
Log sadyon ki khataon pe bhi khush baste hain.
Humko lamhon ki wafaon ne ujara mohsin.
Jab agiya ho ye yaqin ab woh nahin aega.
Gham aur anso ne diya dil ko sahara mohsin.
Woh tha jab pas to jeene ko bhi dil karta tha.
Ab to pal bhar bhi nahin hota guzara mohsin.
Usko pana to muqadar ki lakeron men nahin.
Uska khona bhi karen kaisa gavara mohsin.

Sep 17, 2018 at 19:09

Sep 17, 2018 at 12:09
Category: sad
Poetry / General
Mahu Arish
Yahan Mazdoor Ko Marnay Ki Jaldi Yun Bhi Hai Mohsin.
Yahan Mazdoor Ko Marnay Ki Jaldi Yun Bhi Hai Mohsin....
K Zindagi Ki Kash-ma-Kash Mien Kafan Mehnga Na Ho Jaye...!

3 Like ·
Sep 12, 2018 at 19:09
Category: general
Sponored Video