Search
Poetry / 0
Umar Bhar Uss De Bina Kalla Guzaara Kis Tarhan,
Yaar de tur jaan da sadma sahaara kis taran,
Umar bhar uss de bina kalla guzaara kis taran,
Patjhadan ne khaa laye hun phull tamaam iss baag de,
Aaoongiyaan iss baag te mud ke bahaaraan kis taran,
Na osdee tasveer hai na yaad daa deevaa jage,
Aarti os dee utaaraan ,tan utaaraan kis taran,
Mar gaye pehlan hee jehde ishq de vich mar gaye,
Tohmtaan la la ke main mariyaan nu maaraan kis taran,
Tera naam leetey be gair main tur sakan na ikk kadam,
Mehraman main naam tera dil chon visaaraan kis taran,
Raat bhar neendar naa aave,naa hee aave dil nu chain,
Mere sajjna pall vichhode de guzaaraan kis taran,
Mainu tere shehar vich jaan-da koi na see,
Lok mere maran te jud gaye hazaaraan kis taran,

·
1 Like ·
Apr 04, 2015 at 20:04
Category: 0
Poetry / Love
Abdul Rehman Rehman
Aai Jo Teri Yaad To Aankh Bhar Aai Hai
aai jo teri yaad to aankh bhar aai hai,
tu palkon se ban ke ashq chalak aai hai.
jee chahta hai tere un khaton ko choom loon,
jis mein tere hanthon ki khushbu e hina samai hai.
khudaya ye kaisa qahar hai mujh par aaya,
mahboob ke aangan baji gair ki shahnaai hai.
aaj jo teri tasveer maine rubaroo rakh lee,
bosaa lene ko chandni mere ghar utar aai hai.
aankhon ke saagar ko ek parde se dhak liya,
tu kahin doob na jaae mere pyar ki gahraai hai.
dekh tere labon ke surkh gulaabon ki kasam,
khoon e yaar se tune ghazab qayamat dhaai hai.
kismat ne muh mora to tune bhi hath chod diya,
raah e wafa me dost tune khoob dosti nibhai hai...

Oct 08, 2014 at 06:10
Category: love
Advertisement
Articles / Featured
Ijunoon
Dunia Bhar Mian 20 Mai Se 1 Shaks Hapititis Mai Mubtala
ہپاٹائٹس بی دنیا بھر میں انسانی صحت کے لیے ایک نمایاں خطرہ بنا ہوا ہے۔اس بیماری کی وجہ سے جگر کے کینسر کی شرح میں بھی اضافہ ہورہاہے۔۔ تاہم ماہرین کا کہنا ہے کہ اس مرض کی روک تھام اور بچاؤ کے لیے احتی...
مزید پڑھیں
·
3 Like ·
Sep 30, 2014 at 21:09
Category: featured
News / Featured
Muzammil Shahzad
Pakistan Mai Tayar Karda Mobile Games Dunya Bhar Mai Mashhoor
اندازوں کے مطابق پاکستان کی ابھرتی ہوئی گیمنگ انڈسٹری کی مالیت تقریباﹰ 2.8 ارب ڈالر ہے۔ اس وقت پاکستان میں درجنوں ایسی کمپنیاں کام کر رہی ہیں، جو اسمارٹ موبائل فونز کے لیے گیمز تیار کرتی ہیں۔ ایسی ہی ...
مزید پڑھیں
·
4 Like ·
Mar 08, 2014 at 12:03
Category: featured
Poetry / Uncategorized
Muzammil Shahzad
Umar Bhar Ki Is Naao Ka
Umar ki is nao ka chalna bhi kya, rukna bhi kya
kirmik shab hon mra jalna bhi kya, bujhna bhi kya
ik nazar uss chashm-e tar ka meri janib dekhna
aabshar-e noor ka phir khaak par girna bhi kya
zakham ka lagna hamein darkaar tha, so uss ke baad
zakham ka risna bhi kya aur zakham ka bherna bhi kya
tairay ghar taq aa chuki hai door ke jungle ki aag
ab tra is aag se darna bhi kya, larna bhi kya
Dur dareechay wa magar bazaar galian mohar band
aisay zalim shehar mein jeena bhi kya, marna bhi kya
tujh se ae sang e sada, is rezah rezah daur mein
ik zara se dil ki khatir dosti karna bhi kya

Feb 21, 2014 at 13:02
Category: uncategorized
News / Featured
Muzammil Shahzad
Dunya Bhar Mai Internet Aur Mobile Phone Ka Barhta Istemal
امریکہ کے تحقیقاتی ادارے پیو ریسرچ سنٹر نے اسی موضوع پر دنیا کی 24 مختلف قوموں میں انٹرنیٹ اور موبائل فون کے حوالے سے تحقیقاتی جائزہ کیا۔ جن قوموں کو اس حوالے سے سروے میں شامل کیا گیا اس میں پاکستان ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Feb 15, 2014 at 12:02
Category: featured
Tags: Report Internet Mobile
Sms / Shairi
Kashif Yaqoob
Wo Umar Bhar To Mera Saath Na Nibha Saka,
Wo Umar Bhar To Mera Saath Na Nibha Saka, !'Haan Magar'! Yaad Ban K Kabhi Us Nay Mujhay Tanha Nahi Chorra...
·
1 Like ·
Jan 09, 2014 at 14:01
Category: shairi
Tags: Yaad Dard Shairi Love Sms
Sms / Fathers Day
Kashif Yaqoob
Yateemi Saath Laati Hai Zamaney Bhar K Dukh .
Yateemi Saath Laati Hai Zamaney Bhar K Dukh . . . !!! . . Sunaa Hai , Baap Zindah H0 T0U Kaante Bhi Nhi Chubhtey..!! ya ALLAH mere abbu ko sehat or tandrusti ata farma inka saya humare sar pr salamat rkh..AAMEEN...
·
3 Like ·
Nov 08, 2013 at 15:11
Category: fathers-day
Tags: Dua Sms
Sms / Barish Rainy Day
Kashif Yaqoob
Hans Hans Ke Sunati Hain Jahan Bhar Ke Fasany
Hans Hans Ke Sunati Hain Jahan
Bhar Ke Fasany….
Pochon Tery Bary Main To Ro Deti
Hai Barish….
Happy Rainy Day!
Bhar Ke Fasany….
Pochon Tery Bary Main To Ro Deti
Hai Barish….
Happy Rainy Day!
·
4 Like ·
Jun 13, 2013 at 15:06
Category: barish-rainy-day
Tags: Barish Sms
Sponored Video