Search
Poetry / General
Ali Awan Malik
Tanzia Lehja Munafiqat Dil Aur Lafzon Ke Jaal
tanzia lehja munafiqat dil aur lafzon ke jaal
ae ibn e aadam, kya tu waqai ashraf ul makhlooqat hai
ae ibn e aadam, kya tu waqai ashraf ul makhlooqat hai
·
2 Like ·
Oct 27, 2018 at 02:10
Category: general
Social Wall / Text
Samreen Qaisar
Saans Aur Saath
"SANS" or "SATH" Tootne ke Liye hi Bante hain
Fark sirf itna hai k,
"SANS" Tootne se INSAN 1 Bar MARTA hai,
OR
"SATH" Tootne se
Bar Bar MARTA he..
Fark sirf itna hai k,
"SANS" Tootne se INSAN 1 Bar MARTA hai,
OR
"SATH" Tootne se
Bar Bar MARTA he..
·
0 Like ·
Oct 25, 2018 at 13:10
Category: text
Advertisement
Poetry / Sad
Safia Saeed
Abhi Kuch Aur Karishmay Ghazal Ke Dekhte Hain.
Abhi kuch aur karishmay ghazal ke dekhte hain,
Faraz ab zara lehja badal ke dekhte hain,
Judaeyaan tau muqaddar hain phir bhi ay jaan-e-safar,
Kuch aur door zara saath chal ke dekhte hain,
Rah-e-wafa mein hareef-e-kharaam koi to ho,
Sau apne aap se aagay nikal ke dekhte hain,
Tu samnay hai tau phir kyon yaqeen nahi aata,
Yeh baar baar jo aankhon ko mall ke dekhte hain,
Yeh kaun log hain moujood teri mehfil mein,
Jo lalichoon se tujhe, mujh ko jall ke dekhte hain,
Yeh qurb kya hai ke yakjaan huye na door huye,
Hazaar aik hi qaalib mein dhall ke dekhte hain,
Na tujh ko maat huyi hai na mujh ko maat huyi,
Sau ab ke dono hi chaalen badal ke dekhte hain,
Yeh kaun hai sar-e-saahil ke doobnay walay,
Samundaroon ki taho’n se ucchal ke dekhte hain,
Abhi talak tau na kundan huye na raakh huye,
Hum apni aag mein har roz jal ke dekhte hain,
Bohat dinon se nahi hai kuch us ki kher khabar,
Chalo Faraz kuu-e-yaar chal ke dekhte hain…

Oct 23, 2018 at 16:10
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Moiz Arshad
Slam Aur Jawab
aik duost nae likha _Salam le yaa na le jawab tu de.Doosre ne khaa Jwab le yaa naa le.Bevaqoof aqal se kaam tu le.
·
1 Like ·
Oct 21, 2018 at 11:10
Category: miscellaneous
Articles / Health
Muzammil Shahzad
Kharbooza Gurday Aur Pait K Amraaz K Liye Mufeed
آج کل خربوزے کا موسم ہے جو گردے اور پیٹ کے امراض کے لیے بہت مفید ہے۔ حالیہ تحقیق میں یہ بات سامنے آئی ہے کہ خربوزے میں فاسفورس، کیلشئیم، وٹامن اے اور پوٹاشیم وافر مقدار میں موجود ہوتا ہے اس لیے خربوزے...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Oct 17, 2018 at 15:10
Category: health
Jokes / Miscellaneous
Samra Mushtaq
Ustaad Aur Shagird
aik martaba ustaad shgird say poochta hay kay mango tornay kaa acha moosam kaab hoota hay to shagird kehta hay jaab baagh may maali naa hoo too achaa moosam hoota hay .
·
2 Like ·
Oct 17, 2018 at 12:10
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Haya Jalal
Samajh Gaya Teray Eraaday Bass Ab Aur Nahi Aye Ishq.
Samajh Gaya Teray Eraaday Bass Ab Aur Nahi Aye Ishq. . .
Chal Lay Lo Jaan Meri Aur Jaan Chor Day Meri. .
Chal Lay Lo Jaan Meri Aur Jaan Chor Day Meri. .
·
2 Like ·
Oct 16, 2018 at 10:10
Category: sad
Quotes / Urdu Quotes
Zafar Ali Khan
Naseehat Karna Asaan Aur Hall Batan Mushkil
naseehat karna asaan aur hall batan mushkil
·
1 Like ·
Oct 15, 2018 at 11:10
Category: urdu-quotes
Sponored Video