Jokes / Miscellaneous

Memoona Aqeel

Pagal

aek din pagal khane se sare paglon ko jahaz men liya jata he to jahaz men sare pagal shor aur masti karte hen to jahaz la balens out hone lagta he to aek poilet dosre poilet se kehta he ke yaar tum zara adar jake sare paglon ko chup karauo kiyon dar lag raha he khain girr na jain poilet jub ander jata he he to wobhi bohat chilaya magar usko koi jawab nahin deta sirff aek pagal akhbar padh raha hota he jiska naam asad hota he use kehta he ke yaar tum mujhe sayane lag rahe ho tum in sabhko chup karwao kahen hum girr na jain to wo pagal kehne laga ke sir aap befiqer ho ke beth jauo men in sab ko chup karawon ga ...... khuchi-e-minut jahaz phirr sahi tareeke se ud ne lagata he poilet sochne lagta he ke kiya baat he yaar itna sanata kiyon ho gaya he wo phirr se andar jata he to dekhta he ke jahaz men koi nazar nahin ata he sirf wo akhbar wala pagal hota poilet us se kehta he ke yaar dossre log kahan hen (pagal):..sirr mene unse bohat kaha ke chup hojauo hum gir jain ge lekin koi baat he nahn maan raha tha is liye mene sab ko kaha he tum log bahar jake khelo mujhe tang mat karo ......hehehehehehehe

· 1 Like · Jul 31, 2018 at 06:07
Category: miscellaneous
 
Social Wall / Text

Ijunoon

SIR SYED AHMED KHAN ( 1817- 27th March 1898)

· 5 Like · Jul 31, 2018 at 06:07
Category: text
 
Poetry / Sad

Asiah Rahi

Sochate Aur Jagate Sanson Ka Ik Dariya Hun Mai

Sochate aur jagate sanson ka ik dariya hun main
apne gumgashta kinaron ke liye behta hun main
jal gaya sara badan in mausamon ke aag mein
ek mausam ruh ka hai jis mein ab zinda hun main
mere honton ka tabassum de gaya dhokha tujhe
tune mujhko bag jana dekh le sehra hun main
dekhiye meri pazirai ko ab aata hai kon
lamha bhar ko waqt ke dahaliz par aaya hun main.

· 3 Like · Jul 31, 2018 at 03:07
Category: sad
 
Jokes / Miscellaneous

Sehar Saeed

Khuda Ka Shukar Ha

ak dafa ka zekar ha ak addmy k matthy pa golly lag gy wo mokky per hee halak ho gya essy doran ak orat ayy us na kaha k klya howa ha jab ussy patta chala k golly matty per lagny sa admmy mer gya ha uss na kaha k khuda ka ya shuker ha k aknh bach gy ha

· 2 Like · Jul 30, 2018 at 22:07
Category: miscellaneous
 
Social Wall / Text

Moiz Arshad

Ham Saray Mosamon Se Iss Liye Pyar Karna Shuru Karden Ke Garmi Mein Gandum Pakti Hai

‫ہم سارے موسموں سے اس لیے پیار کرنا شروع کر دیں کہ گرمی سے گندم پکتی ہے ۔

چونسا اور لنگڑا پک کر آتا ہے ۔

یہ کس قدر مہربان موسم ہے ۔

سردی میں مونگ پھلی کے نظارے ہیں ۔

بادام، چلغوزہ تیار ہوگا ۔

بارش برسے گی تو دریاؤں ، نہروں میں پانی آئے گا ۔

کھیت سر سبز ہوں گے خوشحالی آئے گی ۔

کہیں کہ خزاں کتنی اچھی ہے بہار کی نوید لاتی ہے ۔

ہم بجائے کسی بات کو نیگیٹو لینے کے پازیٹو لینا شروع کر دیں ۔

اور آدھے خالی دریا کو آدھا بھرا دریا کہنا شروع کر دیں تو جو بہتری ممکن ہے وہ ہمارے کئی منصوبوں اور اسکیموں سے بھی نا ممکن ہے ۔

اشفاق احمد زاویہ 3 ناشکری کا عارضہ صفحہ 15‬

· 2 Like · Jul 30, 2018 at 20:07
Category: text
 
Poetry / Sad

Sana Dimple

Silsilay Torr Diye Tum Ne To Ye Wafaa''en Kaisi..?

Silsilay Torr Diye Tum Ne To Ye Wafaa''en Kaisi..?
Ab Jo Milna Hi Nahi, Phir Ye Sadaa''en Kaisi..?
Me Ne Chaaha Tha Sab Shikway Gilay Door Karna,,
Tum Ne Zehmat Hi Na Ki Sun''Ne Ki, To Ye Aahen Kaisi..?
Le Lo Wapis Ye Aansu, Ye Tarrap Aur Ye Yaadein Saari,,
Jab Koi Jurm Hi Nai Hai Mera, To Phir Ye Sazaa''en Kaisi
Thak Chuka Hoon Me Mohabbat Ka Bojh Liye Chal Chal Kar.
Koi Manzil Hi Nai Jab Pyar Me, To Phir Ye Rahein Kaisi.......!!

· 0 Like · Jul 30, 2018 at 18:07
Category: sad
 
Jokes / Miscellaneous

Gulzar Ahmed

Killa Jadoon Veethokida Ae...

Aik Baar Aik Sikh Aik Punjabi Musalman Se Poochta Hai keh..
Sikh: Yaar Gal Sun Tussi Musle Khatna(Circumsissor) Kioon Karonde O?
Punjabi Muslim: Pra Gal Ae Hegi Ke ""KILLA JADOON VEE THOKIDA AE TE KARH KE THOKEEDA AE""

· 4 Like · Jul 30, 2018 at 15:07
Category: miscellaneous
 
Articles / Featured

Ijunoon

Shor Se Bachye Warna Dil K Mareez Ban Sakte Hain

امریکی محقیقین کی ایک حالیہ تحقیق کے مطابق وہ افراد جو بلا ناغہ شور والے ماحول میں کئی گھنٹے کام کرتے ہیں ان میں دل کے امراض میں مبتلا ہونے کے امکانات کئی گنا بڑھ جاتے ہیں۔ ماہرین کے مطابق شور نا صرف ...
مزید پڑھیں

· 1 Like · Jul 30, 2018 at 12:07
Category: featured
 
Poetry / Sad

Zafar Ali Khan

Woh Nazar Se Tu Door Hain,

Woh nazar se tu door hain, magar yeh ajeeb soorat-e-haal hai
Har waqt pesh-e-nazar bhi hain, na firaak hai na visaal hai
Na woh hum se kum na hum unse kum, woh udhar khafa hum idher khafa
Na inhein humara khayal hai, na humein deemagh-e-sawal hai
Yehi Qurbatein yehi fasley tu khaloos-e-ishq ki jaan hain
Kabhi gird-e-ranj o malal hai, kabhi fikar yeh pesh-e-haal hai
Yeh tumhari kaj adhaiyan koi aur seh kar dikhaye tu
Yeh jo hum mein tum mein nibah hai , yeh mere hosle ka kamaal hai
Mujhe iss ka koi bhi gham nahi kay kissi ne mujhse wafa nahi ki
Main kissi kay kaam na asaka , mujhe sirf iska malal hai
Jo guzar rahi hai guzaar do, Na bura kaho na gila karo
Jo tumhara haal hai dostoo, wohi sarey shehar ka haal hai
Woh kahan se laon roshni? Jo kissi kay shehar main lut gayi
Woh ainoo ka shehar bhi lut gaya, mujhey iska aur malal hai...!!!

· 0 Like · Jul 30, 2018 at 12:07
Category: sad
 
Cute Bride
Posted by Wajeeha Ali
Posted on : May 25, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS