iJunoon Archives
Social Wall / Photos
Fayyaz Karimi
Jadid Shadi
jadid shadi
larka larki ke baap se main aap ki beti ka hath mangne aaya hon
baap: kiyon?
larka: ab mere hath thak gai hain ise message kar kar ke!!!

·
1 Like ·
Dec 19, 2018 at 05:12
Category: photos
Quotes / Urdu Quotes
Ebrahim Ali Ali
Aulaad K Saath Salook
·
3 Like ·
Dec 18, 2018 at 22:12
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Moona Malik
Q. What Is The Difference Between Man Cricket And Women Cricket?
ANS: IN THE MAN CRICKET THERE IS SHORT LEG B/W 2 LONG LEGS.
AND IN WOMEN CRICKET THERE IS A GALLI B/W 2 LONG LEGS.AH AH AH AH AH
AND IN WOMEN CRICKET THERE IS A GALLI B/W 2 LONG LEGS.AH AH AH AH AH
·
1 Like ·
Dec 18, 2018 at 19:12
Category: miscellaneous
Quotes / Urdu Quotes
Uzma Shaheen
Ilm Aur Saleeqa
·
16 Like ·
Dec 18, 2018 at 19:12
Category: urdu-quotes
Poetry / 0
Ijunoon
Younhi Bay'sabab Na Phira Karoo
younhee bay'sabab na phira karo, koi shaam ghar bhi raha karo
woh ghazal ke sachi kitaab hai ussay chupkay chupkay parha karo
koi haath bhi na milaye gay jo galay miloo gyi tapaak say
yeah naye mizaaj ka shehar hai zara faslay say milla karo
abhi rah mein kai morr hain koi aye ga koi jaye ga
tumhain jis nay dil say bhula diya, ussay bholnay ke dua karo
mujhay ishtehaar see lagtee hain, yeah mohabtoon ke kahaniyaan
jo kaha hai wo suna karo, jo suna nahi wo kaha karo
kabhi husan parda nasheen bhi ho zara ashiqana libaas mein
jo mein ban sanwar kay kaheen chaloon mairay sath tum bhi chala karo
nahi bay'hijaab woh chand sa kay nazar ka koye asar na ho
ussay itni garmi e shouq say bari dair tuk na takka karo
yeah khizaan ke zarad see shaam mein jo udaas pair kay pass hai
yeah tumharay ghar ke bahaar hai issay ansoon say hura karo

Dec 18, 2018 at 17:12
Category: 0
Quotes / Urdu Quotes
Simran Chaudhry
Zahir Mat Daikh
·
15 Like ·
Dec 18, 2018 at 14:12
Category: urdu-quotes
Social Wall / Text
Mooria Ul Ain
Jawan Zehn
Koi bhi shakhs, chahe wo 20 saal ka ho ya 90 saal ka, seekhna chhor de wo boorha ho jata hai, jo koi seekhta rehta hai wo jawan rehta hai, is liye zindagi mai sab se barri baat ye hai k apne zehn ko jawan rakha jaye.
·
1 Like ·
Dec 18, 2018 at 11:12
Category: text
Jokes / Miscellaneous
Mahrukh Nida
Ghair Admi
ek bete ko apne baap ki jawani ki tasveer milti hai wo apni maa se jakar poochta hai k ami ami yeh tasweer kiski hai maa kehti hai k beta yeh tumhare baap ki tasveer hai to beta bolta hai k phir yeh bhuda khoosat kon hai jo apne app ko mera baap kehta hai
·
4 Like ·
Dec 18, 2018 at 11:12
Category: miscellaneous
Poetry / Relegious
Ijunoon
Allah He Allah
mein nay tairi ankhoon mein parha Allah he Allah
sab bhool gaya yaad raha, Allah he Allah
phooloon mein basi chandini ratoon ke namazain
khushboo se sitaroon ke dua, Allah he Allah
pairoon ke safain pak farishtoon ke qitarrain
khamoosh pharoon ke nida, Allah he Allah
baadal ke ibadat hai barasta howa paani
ansoo ke ghazal hamd o sana, Allah he Allah
ik phool nay konain ke doulat mujhay day'di
ansoo say hatayli pay likha Allah he Allah
hum dono ussi paak samandar ke hain lehrain
La haath mairay hath mein la, Allah he Allah
Ik naam ke takhti ka mujhay shouq howa tha
pani pay hawaoon nay likha Allah he Allah
woh sourat e yaseen ke kafoor ke khushboo
mehkay howay pholoon ke rida, Allah he Allah

-8 Like ·
Dec 18, 2018 at 09:12
Category: relegious
Sponored Video