iJunoon Archives
Jokes / Miscellaneous
Usama Arshad
Papu & Bablu
There is a classroom of some small children (5-7yrs), with a genius boy (Bablu) and a smart one (Pappu).The dialogue between the wo and the teacher goes something like this:
Bablu: ""Teacher, teacher! Is Bus male or female?
Teacher: Thinking.......
Pappu: ""Teacher, teacher! It is female""
Bablu: ""Kyon?""
Pappu: ""Kyon ki sab log uspe chadte hain.""
Teacher is pareshan. While Bablu gets in doubt.
Bablu: ""Agar bus female hai aur sab uspe chadte hain to uske bacche
kyon nahin hote?""
Teacher is more pareshan.
Pappu: ""Kyon ki sab us par peeche se chadte hain.""
Teacher is now hiding her face. Bablu gets into another doubt.
Bablu: ""Maana sabhi peeche se chadte hain, but driver aur conductor
to aagay se chadte hain. Phir bachche kyon nahin hote?""
Teacher is sweating as it is getting too much to handle.
Pappu replies: ""Kyon ki woh dono topi pehanke chadte hain.""
Teacher faints !!!!!!!

·
1 Like ·
Nov 03, 2018 at 11:11
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Mohammad Asif
Itanii Mudat Baad Miley Ho
itanii mudat baad miley ho
kin sochon mein gum rahate ho
tez hava ne mujh se pucha
ret peh kya likhate rahate ho
kaun sii baat hai tum mein aisii
itane achche kyon lagte ho
ham se na pucho hijr ke qisse
apanii kaho ab tum kaise ho
kin sochon mein gum rahate ho
tez hava ne mujh se pucha
ret peh kya likhate rahate ho
kaun sii baat hai tum mein aisii
itane achche kyon lagte ho
ham se na pucho hijr ke qisse
apanii kaho ab tum kaise ho
·
1 Like ·
Nov 03, 2018 at 11:11
Category: love
Social Wall / Text
Mohammad Iqbal
Azm O Himmat
Agar azm-o-himmat se kaam lia jaye to musalat hoti hui shikast fatah mai tabdeel ho jati hai.
·
1 Like ·
Nov 03, 2018 at 09:11
Category: text
Quotes / Urdu Quotes
Madiha Sultan
Sab Se Bada Aib
·
3 Like ·
Nov 03, 2018 at 09:11
Category: urdu-quotes
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Mahajir Chiyontiyan Dunya Bhar Mai Phail Rahi Hain
ہسپانوی سائنس دانوں کی ایک ٹیم نے معلوم کیا ہے کہ انسان چیونٹیوں کی بہت بڑی تعداد کو نادانستہ طور پر دنیا بھر پھیلا رہا ہے۔
سائنس دانوں نے خبردار کیا ہے کہ ان میں سے بہت سی انواع نئے خطوں میں آباد ہو...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Nov 03, 2018 at 05:11
Category: featured
Jokes / Miscellaneous
Pinky Queen
1 Mrasi Hota Hay
1 mrasi hota hay us ko sardi bohat lagtee hay wo sardi say mar jata hay or janat main chala jata hay wahaan us ko hoorain hwa detee hain wo phir mar jatahay
·
2 Like ·
Nov 03, 2018 at 04:11
Category: miscellaneous
Quotes / Urdu Quotes
Haseeb Naqbi
Aadmi Ki Taqat
·
3 Like ·
Nov 03, 2018 at 04:11
Category: urdu-quotes
Poetry / Love
Tum Bin
Tere Jesa Mera Bhi Haal Tha
tere jesa mera bhi haal tha na sukoon tha na qarar tha
ye ho umr thee mere humnashen ke kisi ko mujh se bhi pyar tha
mein samajh raha hon teri kasak tera mera dard hai mushtarak
isi gam ka to bhi aseer hai isi gam ka mein bhi shikar tha
faqat ek dhun thee ke raat din isi khawab zaar mein gum rahen
wo surror aisa surror tha wo khumar aisa khumar tha
kabhi lamha bhar ki guftugo meri os ke sath na ho saki
mujhe fursaten na mil saken wo hawa ke rath pe sawar tha
hum ajeeb tarz ke log thay hamare aur hi rog thay
mein khizan mein tha os ka muntazir ose intezar bahar tha
ose parh ke tum na samajh sake ke meri kitab ke roop mein
koi qarz tha kaii roz ka kaii ratjagon ka odhaar tha

Sponored Video