iJunoon Archives
Social Wall / Text
Farhan Bilal
Zindagi Ka Falsafa
Jab zindagi hansaye to samajh lo k achay aamaal ka phal mil raha hai, aur jab zindagi rulaye to samajh lo k achay kaam karne ka waqt hai.
·
0 Like ·
Nov 04, 2018 at 07:11
Category: text
Quotes / Urdu Quotes
Muzammil Shahzad
Takaluf Ki Ziadti
·
3 Like ·
Nov 04, 2018 at 05:11
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Owais Kareem
Theek Faisla!
Mian bivi main laray hoo gai aur baat talaaq tak puhnch gai. doono nain court main janay ka faisla kar lia.Juje nain doono kay beyaan sunenay kay baad faisla sunaya , keh doono main talaq hoo jani chaheay aur inn kay teeno bachoon ko inn main baraber taqseem kar dia jay. yeah sun kar sab parishan hoo gay keh teen bachoon ko kaisay baraber taqseem kia jay. Aakhar thoori dair kay baad bivi aagay barhi aur uss nain apnay miaan ka bazoo pakra aur juje say kaha keh hamm talaq kay liay aik saal baad phir aain gay.
·
2 Like ·
Nov 04, 2018 at 03:11
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Mohammad Asif
Tumhain Dil Day
Tumhain Dil Say Bhulatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain,
Dard Dil Main Jagatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Tumharay baad Chahat K Sabhi Punchi Uray Janaa,
Kahin Bhi Dil Lagatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain..
Teri Tasweer, Adhooray Khat Tu Jala Diyey Hum Nay,
Ab Paani Pay Naqsh Banatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Ghata Aawargi Main Jab Siyah Choola Pehanti Hai,
Parinday Jab Satatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti Hain..
K Jab Bhi Shaam Dhalti Hai Meri Qismat K Sab Taray,
Falaq Par Jagmagatay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Sard Tareek Raaton Main Siyah Sawan Ki Barish Main,
Dard Jab Muskuratay Hain Tu Aankhain Khoob Rooti Hain..
Sahil Ki Woh Mitti K Jis Pay Khud Hathoon Say,
Wafa Likh Kar Mitatay Hain Tou Aankhain Khoob Rooti hian..

1 Like ·
Nov 04, 2018 at 03:11
Category: love
Quotes / Urdu Quotes
Muzammil Shahzad
Aurat Mai Aik Kamzori Hai
·
2 Like ·
Nov 04, 2018 at 01:11
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Fayyaz Karimi
Javab
ik school ka techer ik larke ko report card dethe vakth os ke bap ke nam lik detha hai ke ap apne bache ke safai ka khial raka kare os ke jisam se bahooth badboo athi hai.larke ka bap ye per ker techer ko javab me liktha hai ke me apne bache ko ap ke school parne kelie bejtha hoo na ke soongne kelie
·
2 Like ·
Nov 03, 2018 at 20:11
Category: miscellaneous
Social Wall / Text
Safia Saeed
Jahalat Ka Matlab
Jahalat ka matlab tabahi hai.
·
1 Like ·
Nov 03, 2018 at 20:11
Category: text
Poetry / Love
Mohammad Asif
Raaz Ki Baaten
raaz kii baaten likhin aur Khat khulaa rahne diyaa
jaane kyon rusavaiion kaa silasilaa rahne diyaa
umr bhar mere saath rah kar vo na samajhaa dil kii baat
do dilon ke daramiyan ik fasala rahne diyaa
apanii fitarat vo badal paayaa na isake bavajuud
Khatm kii ranjish magar gilaa rahne diyaa
main samajhta tha Khushii degii mujhe "Sabir" fareb
is liye main ne Gamon se raabataa rahne diyaa

Sponored Video