Archives

Jokes / Miscellaneous

Ali Awan Malik

KAUN SAHAB

EK AADMI KO PARRIS KE DO RETURN TICKETS MILTAY HEIN.WIH APNE GHAR APNI BIVI KO PHONE KARTA HAY AUR KAHTA HAY KE DARLING TUM MERE SAATH PARIS JANA PASAND KARO GI.DONO HONEYMOON MANAIN GAY
US KI BIVI BOLI THEEK HAY MEIN ZAROOR JAOON GI MAGAR AAP KAUN SAHAB BOL RAHAY HEIN.

· 1 Like · Dec 04, 2018 at 01:12
Category: miscellaneous
 
Quotes / Urdu Quotes

Anam Lateef

Aurat.

· 4 Like · Dec 03, 2018 at 23:12
Category: urdu-quotes
 
Social Wall / Text

Mehwish Jatt

Qabr Ko Yaad Rakh

Chahay hamara ghar kitna bhi barra ho, hamare kapray kitne hi mehnge hon, hum kitne hi ameer hon lekin hum sab ki qabrain aik si hon gi.


· 0 Like · Dec 03, 2018 at 20:12
Category: text
 
Poetry / Love

Abdul Rehman Rehman

Kiyaa Hai Pyaar Jise Hamane Zindagii Kii Tarah

kiyaa hai pyaar jise hamane zindagii kii tarah
vo aashna bhii milaa hamase ajanabii kii tarah


barhaa ke pyaas merii us ne haath chhoD diya
vo kar rahaa thaa muravvat bhii dillagii kii tarah


kisay Khabar thii barhegii kuchh aur taariikii
chhupegaa vo kisii badalii mein chaaNdanii kii tarah


kabhii na sochaa thaa hamane Qateel us ke liye
karegaa ham peh sitam vo bhii har kisii kii tarah

· 1 Like · Dec 03, 2018 at 20:12
Category: love
 
Quotes / Urdu Quotes

Anam Lateef

Aurat.

· 3 Like · Dec 03, 2018 at 19:12
Category: urdu-quotes
 
Jokes / Miscellaneous

Maryam Rauf

Baap Beta

Aek dafa aek baap or beta bahir jatay hean baap ka beta neechay girey hoi cheeze dakhata hai or utha lata hai us ka baap kahta hai kea neechay gerey hoi cheeze ko nai uthatay phir thori durr he jatay hean tu us larkay ka baap gir jata hai naalay mea woh kahta hai beta mujeh bahir nikalo tu us ka beta kahta hai baap aap nea he tu kaha tha kea betay girey hoi cheeze ko nai uthatay

· 3 Like · Dec 03, 2018 at 18:12
Category: miscellaneous
 
Quotes / Urdu Quotes

Hammad Yousuf

Jaahil Insaan

Jaahil insan se behs mai mat uljho us se jitna door raho utna hi behtar hai.

· 4 Like · Dec 03, 2018 at 15:12
Category: urdu-quotes
 
Poetry / Love

Abdul Rehman Rehman

Bhool Sakta Hai Bhala Koun Yeh Pyari Aankhain

Bhool Sakta Hai Bhala Koun Yeh Pyari Aankhain
Rang Mein Doobi Hui Neend Say Bhari Aankhain

Meri Her Saans Ne Her Sooch Ne Chaha hai Tumhain
Jab Se Dekha Hai Tumhain, Tab Se Saraha Hai Tumhain
Bas Gai Hain meri Aankhon Mein Tumhari Aankhain

Tum Jo Nazron Ko Uthao To Sitare Jhuk Jayen
Tum Jo Palkon Ko Jhukao To Zamane Ruk Jayen
Kyun Na Ban Jaye In Aankhon Ke Pujari Aankhain

Jaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil Jaye
Tum Jo Mil Jao Jeene Ka Bahana Mil jaye
Apni Qismat Peh Kerain Naaz Hamari Aankhain

· 2 Like · Dec 03, 2018 at 14:12
Category: love
 
Articles / Featured

Muzammil Shahzad

Maholiyati Hiddat Mai Thehrao

ماحولیاتی ماہرین کی طرف سے تیار کی گئی رپورٹ کے مطابق گزشتہ 15 برس کے دوران زمین کی سطح کا اوسط درجہ حرارت بہت سے اندازوں کے مقابلے میں بہت ہی کم شرح سے بڑھا ہے۔ تخمینوں کے مطابق کاربن گیسوں کے اخراج ...
مزید پڑھیں

· 1 Like · Dec 03, 2018 at 13:12
Category: featured
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS