Search
Usaman Khan
Miss Hamre Ghar Munna Aane Wala Hai
miss: tumhein kaise pata?
bacha: jab pichli baar ammi haspatal dakhil hui thin to munni aai thi
ab abbu dakhil hain!!!
Ijunoon
Hai Koi Allah Ke Siwa Aisi Takhleeq Karnay Wala
Uzair Ahmed
Aankhon Mein Pehnay Jane Wala Computer
کافی عرصے سے گوگل کی جانب سے اسمارٹ گلاسز کو تیار کرنے کی کوششیں ناکامی کا شکار ہورہی ہیں، یہاں تک کہ اسنیپ چیٹ کی ایسی ڈیوائس بھی متاثر کرنے میں ناکام رہی، مگر اب دنیا کی بڑی چپ بنانے والی کمپنی انٹی...
مزید پڑھیں
Uzair Ahmed
Dobara Peda Honay Ki Salahiyat Wala Jandaar
میکسیکن ایکسولاٹل نامی ایک جاندار ایک عرصے سے سائنسدانوں کی توجہ کا مرکز ہے کیونکہ اس کے بارے میں یہ کہا جا رہا ہے کہ یہ مر کر دوبارہ پیدا ہو سکتا ہے۔
میکسیکن ایکسولاٹل بطور خاص میکسیکو کی جھیل میں...
مزید پڑھیں
Shahbaz Ishaq
Ap K Pas Wo Wala Msg Hai
jis me 1 Bewaqoof sirf
"Nahi" likh k reply karta he?
Jaldi Batao, plz...
Ijunoon
Dilkash Muskurahat Parakhne Wala Jadeed Japani Fridge
جاپان کی ایک مقامی یونیورسٹی کے ماہرین نے فرج کیلئے ایسی ڈیوائس متعارف کروائی ہے جس کی بدولت اس کا لاک صرف ایک دلکش مسکراہٹ دینے کے بعد ہی کھلتا ہے۔ مسکراہٹیں بکھیرنے والا یہ فرج اداس چہروں کو بالکل ب...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Dimagh Ko Nuqsan Pohanchane Wala Amoeba
پاکستانی شہر کراچی میں Brain-eating amoeba یا دماغ کو نقصان پہنچانے والے امیبا کی وجہ سے دس افراد ہلاک ہو چکے ہیں۔ عالمی ادارہ صحت کے مطابق رواں سال مئی سے اس جان لیوا انفیکشن کے واقعات منظر عام پر آن...
مزید پڑھیں
Muzammil Shahzad
Tamam Sheher Ko Heraan Karne Wala Hoon
Main apne hone ka aelaan karne wala hoon,
Kahin gira ke teri yaad ka yeh kuh-e-giraan,
Safar ko aur bhi asaan karne wala hoon,
Yeh silsila meri ankhon pe hi nahin moqoof,
Mein tera sheher bhi viraan karne wala hoon,
Abhi woh morr nahin aya is kahani mein,
Jab mein sab ko pareshaan karne wala hoon,
Yeh kis ne raat mujhe neend se jaga ke kaha,
Chiraag-e-khawab tujhe daan karne wala hoon,
Tamaam umar kahan hai woh meri kismat mein,
Bass aik raat ka mehmaan karne wala hoon..
Dost Ban Kar Bhi Nahi Sath Nibhanay Wala
Wohi andaz hay zalim ka zamanay wala
Ab usay logg samjhtay hay giraftar mera
Sakhat nadim hay mujhay damm may lanay wala
Subha e dam chore gaya nighat e gull ki sorat
Raat ko guncha-e-dill mey simat anay wala
Kia kahain kitnay marasam thay hamaray us say
Wo jo ik shaks hay moh phair kay janay wala
Teray hotay huway a jati thi sari dunia
Ajj tanha hoon to koi nahi anay wala
Muntazir kiss ki hoon tooti hoi dehliz par mein
Kon aye ga yahan , kon hay anay wala
Kia khabar thi jo meri jaan me ghulla hay itna
Hay wohi mujh ko sar-e-dar bhi lanay wala
Maine dekha hay baharoon mein chaman ko jaltay
Hay koi khuwab ki tabeer batanay wala
Tum takluf ko bhi ikhlas samjhte ho Faraz
Dost hota nahi har hath milanay wala...!
Sponored Video