Search
Poetry / Love
Tum Meri Zindagi Ho
Suniye kareeb aa k
Yeh dil ka fasila
Mere dil ka fasila
Tum meri zindagi ho
Tum meri bandagi ho
Do jisam aik jaan hain
Hoon ge na hum juda
Dil yeh akela tha
Sapnon ka mela tha
Pyaar tumara jo mila
A k in bahoon main
Pyaar ki panahoon main
Jal gaya bujha huwa deya
Tum ne mujhey dekhaya
Manzil ka raasta
Pyaar ka nazara hay
Samaa pyara pyara hay
jhuum rahi hay yeh fizaa
Sath tumara hay
Bahoon ka sahara hay
Kyun na phir gaaye mera jiya
Do dil hain aik dharkan
Do saaz ek sadaaa
Tum meri zindagi ho
Yeh dil ka fasila
Mere dil ka fasila
Tum meri zindagi ho
Tum meri bandagi ho
Do jisam aik jaan hain
Hoon ge na hum juda
Dil yeh akela tha
Sapnon ka mela tha
Pyaar tumara jo mila
A k in bahoon main
Pyaar ki panahoon main
Jal gaya bujha huwa deya
Tum ne mujhey dekhaya
Manzil ka raasta
Pyaar ka nazara hay
Samaa pyara pyara hay
jhuum rahi hay yeh fizaa
Sath tumara hay
Bahoon ka sahara hay
Kyun na phir gaaye mera jiya
Do dil hain aik dharkan
Do saaz ek sadaaa
Tum meri zindagi ho
·
1 Like ·
Mar 07, 2015 at 17:03
Category: love
Poetry / Love
Tum
Tum zindagi ko gham ka
Fasana bana gaye
Aankhon main intezar ki
Duniya basaa gaye
Tum se thi mere pyaar ki
Duniya basi hui
Tum se thi zindagi ki
Andehre main roshani
Tum kiya gaye
chirag_e_mohabbat
bujhaa gaye
Duniya ujhar gayi
Mere sabr o karaar ki
Ro ro k raat kaatti hoon
Intezaar ki
Jab chaand par nazar pari
Tum yaad a gaye
Fasana bana gaye
Aankhon main intezar ki
Duniya basaa gaye
Tum se thi mere pyaar ki
Duniya basi hui
Tum se thi zindagi ki
Andehre main roshani
Tum kiya gaye
chirag_e_mohabbat
bujhaa gaye
Duniya ujhar gayi
Mere sabr o karaar ki
Ro ro k raat kaatti hoon
Intezaar ki
Jab chaand par nazar pari
Tum yaad a gaye
·
1 Like ·
Mar 05, 2015 at 08:03
Category: love
Advertisement
Poetry / Occassional Events
Muzammil Shahzad
Mera Tehvaar Tu Tum Ho
Na Main Ne Chaand Ko Dekha
Aur Na Koi Tahinat Ka Phool Khirki Se Uthaya
Mera Malboos Ab Bhi Malgaja Hai
Hina Se Hath Khali Aur Chori Se Kalai
Na Merey Paas Thay Tum Aur
Na Merey Shehar Sey Guzrey
Main Kia Afshaan Lagati
Maang Main Sindoor Bharti
Rung Aur Khushboo Pehanti
Chaand Ki Janib Nazar Kerti
K Meri Lazzat-E-Deedar To Tum Ho
Mera Tehwar To Tum Ho !
(Perveen Shakir)

Feb 08, 2015 at 03:02
Category: occassional-events
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Hum Tum Dushman Dushman Release Date
·
0 Like ·
Jan 30, 2015 at 21:01
Category: when
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tum...jaisa...na...ho
kabhi jo ahsas ho tum ko
k
tum acha nahi kartay..
jo mujh ko youn rulaty ho..
lahoo maira jalatay ho..
agar iss aag mai jall karr..
mai ik din raakh ho jaoun..
mujhey dill se bhula dena..
samandar mai baha dena..
magar ye yadd rakhna tum..
khuda se ye dua karna..
k jo acha lagey tum ko..
wo tum jaisa na ho hargiz......
k
tum acha nahi kartay..
jo mujh ko youn rulaty ho..
lahoo maira jalatay ho..
agar iss aag mai jall karr..
mai ik din raakh ho jaoun..
mujhey dill se bhula dena..
samandar mai baha dena..
magar ye yadd rakhna tum..
khuda se ye dua karna..
k jo acha lagey tum ko..
wo tum jaisa na ho hargiz......
·
2 Like ·
Jan 09, 2015 at 09:01
Category: sad
Poetry / Songs Lyrics
Muzammil Shahzad
Na Tum Bewafa Ho
Singer: Lata Mangeshkar
Naa tum bewafaa ho, naa hum bewafaa hain
Magar kyaa karain, apani raahain judaa hain
Jahaa thhandee thhandee hawaa chal rahee hai
Kisee kee mohabbat wahaa jal rahee hai
Zamee aasamaan hum se dono khafa hai
Abhee kal talak tou mohabbat jawaan thee
Milan hee milan thaa, judaayee kahaa thee
Magar aaj dono hee beaasaraa hain
Zamaanaa kahe meree raahon mein aa jaa
Mohabbat kahe meree baahon mein aa jaa
Wo samjhe naa majabooreeyaan apanee kyaa hain

Jan 06, 2015 at 02:01
Category: songs-lyrics
Poetry / Poetry Sms
Muzammil Shahzad
Mujhe Tum Se Mohabbat Hai
Jo Baatein Keh Nahee Sakta
Unhein Mein Farz Kerta Houn
Chalo Main Farz Kerta Houn..
Mujhe tum se mohabbat hai
Unhein Mein Farz Kerta Houn
Chalo Main Farz Kerta Houn..
Mujhe tum se mohabbat hai
·
1 Like ·
Jan 05, 2015 at 01:01
Category: poetry-sms
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Tum Meri Mohabbat Ho
Mohabbat zindagi hai aur tum meri mohabbat ho
Tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
Tumhare pyar ne dil main umango ko jagaya hai
Tumhari muskurahat ne mujhe jeena sikhaya hai
Tumhi ho jeene ki wajah tumhi meri zaroorat ho
Tumhi ho bandagi meri tumhi meri ibadat ho
Nahin ab koi bhi armaan mere dil main tumhe paa kar
Main yeh ikraar karta hoon mohabbat ki kasam khakar
Mujhe jo waqt ne baksha woh lamha e khubsurat ho

Jan 04, 2015 at 13:01
Category: love
Sms / Dard
Syed Ali
Tum Se Khafa Hokar Hum Jayenge Kahan
Tum se khafa hokar hum jayenge kahan
Tum sa saathi hum payenge kahan
Dil ko tou kaisey bhi samjha lenge lekin
ANKHON se aap ki tasvir chupayege kahan
Tum sa saathi hum payenge kahan
Dil ko tou kaisey bhi samjha lenge lekin
ANKHON se aap ki tasvir chupayege kahan
·
4 Like ·
Jan 02, 2015 at 21:01
Category: dard
Sponored Video