Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Jab Tera Dard Mere Sath Wafa Karta Hai
Aik Samandar Meri Ankhon Se Baha Karta Hai
Us Ki Baten Mujhe Khushbo Ki Tarha Lagti Hain
Phool Jese Koi Sehra Mein Khila Karta Hai
Mere Dost Ki Pehchan Yehi Kafi Hai
Wo Har Shakhs Ko Danasta Khafa Karta Hai
Aur To Sabab Us Ki Mohabbat Ka Nahen
Baat Itni Hai Wo Mujh Se Jafa Karta Hai
Jab Khizan Ayee To Laut Aye Ga Wo Bhi Faraz
Wo Baharon Mein Zara Kam Hi Mila Karta Hai

·
1 Like ·
Oct 14, 2016 at 19:10
Category: sad
Poetry / Sad
Jab Tera Dard Merey Saath Wafa Karta Hai
Jab Tera Dard Merey Saath Wafa Karta Hai..!!!
Ek Samunder Sa Meri AankhoOn Say Baha Karta Hai..!!
Uski Baatain Mujhey KhushboO ki Tarah Lagti Hain....
PhoOl Jaisey Koi Sehra Main Khila Karta Hai...!!
Mere Dost Ki Pehchan Yehi Kaafi Hai...............
Woh Har Ek Shakhs KoO Danista Khafa Rakhta Hai...!!
Aur koi Sabab us ki Muhabbat ka Nahi………..
Baat itni si Hai k woh Mujh Sey Jafa karta Hai......!!!
Jab khizaan aye Toa Lout Aaye Ga Wo Bhi "Wasiq".......
WoH BaharoOn Main Zara kam Hi Mila Karta Hai...!!

2 Like ·
Oct 09, 2016 at 07:10
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Khamosh Rahoon Mien Tera Saath Chahiye
Khamosh Rahoon Mien Tera Saath Chahiye
Tanha Hai Mera Haath,Tera Haath Chahiye
Mujhko Mere Muqadar Per Itna Yakeen To Hai
Tujhko Bhi Mere Lafz,Meri Baat Chahiye
Main Khud Apni Shairi Ko Kiya Acha Kahoun
Mujhko Teri Tareef,Teri Daad Chahiye
Ehsaas-E-Mohabbat Tere Waaste Hai Lakin
Junoon-E-Ishk Ko Teri Soghat Chahiye
Tu Mujhko Paane Ki Khuhaish Rakhti Hai Lakin
Mujh Ko Jeene Ke Liye Teri Mulaakat Chahiye...

Sep 12, 2016 at 05:09
Category: sad
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie 1:13:7 - Ek Tera Saath Release Date
·
0 Like ·
Sep 06, 2016 at 11:09
Category: when
Know / When
Bollywood Movies Release Dates
Bollywood Movie Tera Intezaar Release Date
·
0 Like ·
Jul 11, 2016 at 15:07
Category: when
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tera Khayal Kahin Aas Paas Rehta Hai
وہ مجھ سے دور سہی دل کے پاس رہتا ہے
وہ میری ذات میں مثلِ حواس رہتا ہے
یہیں کہیں میری تقدیر کی گواہی ہے
یہیں کہیں وہ ستارہ شناس رہتا ہے
ہوائے شہرِ تمنا، تجھے خبر بھی ہے
تیری مہک میں کوئی گُل شناس رہتا ہے
میں بیوفائی پہ مائل ہوں ان دنوں لیکن
تیرا خیال کہیں آس پاس رہتا ہے,
وہ میری ذات میں مثلِ حواس رہتا ہے
یہیں کہیں میری تقدیر کی گواہی ہے
یہیں کہیں وہ ستارہ شناس رہتا ہے
ہوائے شہرِ تمنا، تجھے خبر بھی ہے
تیری مہک میں کوئی گُل شناس رہتا ہے
میں بیوفائی پہ مائل ہوں ان دنوں لیکن
تیرا خیال کہیں آس پاس رہتا ہے,
·
1 Like ·
Jun 13, 2016 at 06:06
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tera Hijr Tera Visaal Bhi
تیرا ہجر تیرا وصال بھی
تیرے خواب تیرے خیال
میری تشنگی نہ بجھا سکے
تیری یاد کو نہ مٹا سکے
میں یہ سوچتا ہوں کبھی کبھی
تیرے ہجر میں میری زندگی
نہ ہی رنگ ہے ،نہ ہی روپ ہے
نہ یہ چھاوں ہے، نہ ہی دھوپ ہے
نہ خوشی ہے نہ ہی ملال ہے
یہ بس اک تشنہ سوال ہے
وہ رفاقتوں کے سفر سبھی
میری گفتگو کے ہنر سبھی
تیرے ہجر کے جو نذر ہوئے
سبھی خواب گردِسفر ہوئے
وہ جو خواب تھے وہ گزر گئے
جو ملا ہے یہی نصیب ہے
تیرا ساتھ تو کہیں کھو گیا
تیرا ہجر میرے قریب ہے
تیرے ہجر کا یہ ہر اک پل
میری عمر بھر کا حصول ہے
میری بے بسی کا تو غم نہ کر
تیرا ہجر مجھ کو قبول ہے,
تیرے خواب تیرے خیال
میری تشنگی نہ بجھا سکے
تیری یاد کو نہ مٹا سکے
میں یہ سوچتا ہوں کبھی کبھی
تیرے ہجر میں میری زندگی
نہ ہی رنگ ہے ،نہ ہی روپ ہے
نہ یہ چھاوں ہے، نہ ہی دھوپ ہے
نہ خوشی ہے نہ ہی ملال ہے
یہ بس اک تشنہ سوال ہے
وہ رفاقتوں کے سفر سبھی
میری گفتگو کے ہنر سبھی
تیرے ہجر کے جو نذر ہوئے
سبھی خواب گردِسفر ہوئے
وہ جو خواب تھے وہ گزر گئے
جو ملا ہے یہی نصیب ہے
تیرا ساتھ تو کہیں کھو گیا
تیرا ہجر میرے قریب ہے
تیرے ہجر کا یہ ہر اک پل
میری عمر بھر کا حصول ہے
میری بے بسی کا تو غم نہ کر
تیرا ہجر مجھ کو قبول ہے,
·
1 Like ·
May 18, 2016 at 04:05
Category: sad
Social Wall / Photos
Seddiq Al Khan
Tera Hum Safar Kahan Hai
·
1 Like ·
May 14, 2016 at 13:05
Category: photos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ae Kaash Ke Toote Tera Pindaar Kisi Din
Ae kaash ke toote tera pindaar kisi din
ker le tu mere pyar ka iqrar kisi din
yeh jhankna chup chup kee hamesha na rahe ga
gir jaye gi yeh beech ki dewaar kisi din
sarshaar kabhi main bhi bohat tha use mil ker
pachtaye ga tu bhi ae mere yaar kisi din
sunte hain us paar bari sabz rutein hain
kyun hum bhi na ayaz chalein paar kisi din

Apr 27, 2016 at 08:04
Category: sad
Sponored Video