Search
Poetry / Love
Abdul Rehman Rehman
Milkar Juda Huey Tou Na Soya Karenge Hum
milkar juda huey tou na soya karenge hum
ek doosre ki yaad meiN roya karenge hum
aaNsoo chalak chalak ke satayenge raath bhar
moti palak palak meiN piroyaa karenge hum
jab dooriyoN ki yaad diloN ko jalaayegi
jismoN ko chaandni meiN bhigoya karenge hum
gar de gaya daga hameN toofan bhi 'qateel'
sahil peh kashtiyoN ko dooboya karenge hum

·
1 Like ·
Dec 03, 2018 at 02:12
Category: love
Poetry / General
Haseeb Raza
Dil Munaafiq Tha, Shab E Hijr Mein Soya Kese
Dil munaafiq tha, shab-e-hijr mein soya kese
Aur jab tujh se mila, toot ke roya kese
Aur jab tujh se mila, toot ke roya kese
·
1 Like ·
Oct 31, 2018 at 18:10
Category: general
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Aleezay Abbasi
Ek Dafa Ek Bura Admi Soya Hua Tha K Us Ki Khawab
ek dafa ek bura admi soya hua tha k us ki khawab mein shetaan ayaa aur us ko kaha k yeh lo ek lakh rupee subha kiss bhi burey admi ko de dena aur kehna k shetan k naam ka ley lo woh admi subha uthh ker ilaqey k badmash k pass jata ha aur kehta ha k yeh ek lakh rupee shetan k naam key ley lo mager woh inkar ker deta ha aur kehta ha k jaoo mein nahin ley sakta kiyon k mein pehley hi bohat bura admi hoon wahan se mayoos ho ker woh ek naikaa k pass jata ha aur us ko kehta ha k yeh lo ek lakh rupee shetan k naam ka ley lo woh bhi inkar ker dete ha k mein nahin ley saktee mein pehley hi gunagaar hoon woh wahan se mauus ho ker ilaqey k inspector k pass jata ha aur kehta ha inspector sahab yeh lo ek lakh rupee shetan k naam ka inspector pehley to us ko ghoorta ha phir achanak apney admion ko awaz de ker kehta ha oyee bachoo is ko ulta latka ker chatrool ker is ki -
woh admmi bara pereshan hota ha k mein to is ko paisee de raha hoon aur yeh merey sath aisa kiyon ker raha ha woh inspector ki minat samajat kerta hua kehta ha k mera qasoor to batao inspector kehta ha k raat ko shetan merey khawab mein bhi ayya tha woh to keh raha tha k 2 lakh hain tum ek hi layee ho nikaloo doosra lakh warna chaloo drawing room .................!!!!!!!!!!!!!!!!

3 Like ·
Sep 23, 2018 at 06:09
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mein Raat Toot Kar Roya To Chain Se Soya
ajab junoon-e-musafat main ghar se nikla tha
khabar nahi ke sooraj kidhar se nikla tha
ye kon phir se mujhy raston main choar gaya
abhi abhi to azaab-e-safar se nikla tha
ye teer dil main magar be sabab nahi utra
koi to hurf lub-e-charagar se nikla tha
mein raat toot kar roya to chain se soya
ke dil ka zahar meri chasm-e-tar se nikla tha
wo qais ab jisay majnoo pukarty hen log
meri terha koi deewana ghar se nikla tha

May 28, 2017 at 10:05
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Munafiq Tha Shab E Hijar Main Soya Kaisa
Dil Munafiq tha shab-e-hijar main soya kaisa
Aur jab tujh se mila toot k roya kaisa?
Zindagi mein bhi ghazal hi ka kareena rakha!!!
Khawaab dar khawab tere gham ko piroya kaisa?
Ab to chehron pay bhi kutbon ka gumaan hota hai...........
Aankhain patthar'ae hui hain lab-e-goya kaisa???
Dekh ab qarb ka mausam bhi na sar sabz lage!!!
Hijar he hijr maraasim main samoya kaisa???
Aik aansoo tha k dariya-e-nidaamat tha FARAZ!!!
Dil se bebaak shanawar ko daboya kaisa???

2 Like ·
Aug 10, 2016 at 07:08
Category: sad
Sms / Good Morning
Kashif Yaqoob
Raat Ki Chaadar Kafan Samajh K Soya Kar
:Raat Ki Chaadar Kafan Samajh K Soya Kar
Ay__Gafil_INSAN
Na Janay Subha Ka Aaghaz Kis Andaaz Se Ho.
"SUBHA BAKHAIR
Ay__Gafil_INSAN
Na Janay Subha Ka Aaghaz Kis Andaaz Se Ho.
"SUBHA BAKHAIR
·
1 Like ·
May 27, 2013 at 16:05
Category: good-morning
Tags: Sms Insaan
Food Recipes / Chicken
Ijunoon
Soya Sauce And Chicken
·
1 Like ·
Apr 21, 2010 at 13:04
Category: chicken
Sms / Golden Words
Shahbaz Ishaq
Soya Huwa Insaan Paani
Soya Huwa Insaan Paani Ki Bondon Se Jagta Hai Lekin Jab Koi Qoam So Jaye To Usy Jagane K Liye Shaheedon K Lahu Ki Bondon Ki Zarurat parti Hai.
·
1 Like ·
Oct 19, 2011 at 11:10
Category: golden-words
Sms / Golden Words
Waseem Mughal
Soya Huwa Insaan
Soya Huwa Insaan Paani Ki Bondon Se Jagta Hai Lekin Jab Koi Qoam So Jaye To Usy Jagane K Liye Shaheedon K Lahu Ki Bondon Ki Zarurat parti Hai.
·
1 Like ·
Feb 21, 2011 at 13:02
Category: golden-words
Sms / Funny
Mohammad Asif
Nah Roya Jaye Aur Nah Soya Jaye...
Nah wakt hai itna ke sylabus pura kiya jae
Nah tarkib koi ke exam paas kiya jae.
Nah jane kaun sa dard diya hai is padhai ne
Nah roya jaye aur nah soya jaye.
Nah tarkib koi ke exam paas kiya jae.
Nah jane kaun sa dard diya hai is padhai ne
Nah roya jaye aur nah soya jaye.
·
1 Like ·
Jan 21, 2009 at 06:01
Category: funny
Sms / Santa Banta
Ijunoon
Mein Soya Tha…
Jeeto: Kal raat tumne mujhe neend mein gaaliyan di
Santa: Tumhari galat fahami hai.
Jeeto: Kaisi galatfahami?
Santa: Yehi keh mein soya tha...
Santa: Tumhari galat fahami hai.
Jeeto: Kaisi galatfahami?
Santa: Yehi keh mein soya tha...
·
1 Like ·
Nov 17, 2007 at 05:11
Category: santa-banta
Sms / Marital Woes
Unknown
Soya To Dhang Se Karoo
aik aadmi kay ghar main shadi thi os kay ghar bister kam per gay woh aapnay paroose se bister mangnay aay paroosi ki bivi nay darwaza khola aur kaha kay bhai sahab hamaray ghar main to 2 hi bister hain aik per mera shohar aur mera soosar sootay hain doosri per main aur meri saas paroosi nay kaha bister nahi dainay to na do magar sooya to dhang se karoo
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: marital-woes
Sponored Video