Search
Sehar Saeed
Khwab Ke Tarah Se Hai Yaad Ke Tum Aaye The.
jis tarah daman-e-mashriq mein sahar hoti hai
zarre zarre ko tajalli ke khabar hoti hai
aur jab nur ka sailab guzar jata hai
raat bhar ek andhere mein basar hoti hai
kuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the
jaise gulashan mein dabe paon bahar aati hai
patti patti ke liye leke nikhar aati hai
aur phir waqt wo aata hai ke har mauj-e-saba
apne daman mein liye gard-o-gubar aati hai
kuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the
jis tarah mahv-e-safar ho koi virane mein
aur raste mein kaheen koi khiyaban aa jaye
chand lamhon mein khiyaban ke guzar jane par
samane phir vohi duniya-e-biyaban aa jaye
kuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the.
Muzammil Shahzad
Khoon Daine Se Heart Attack K Khatraat Kam
خون عطیہ کرنے سے دوسرے کا بھلا تو ہوتا ہی لیکن اسکے ساتھ ساتھ خون دینے والا بھی بہت فائدے میں رہتا ہے۔ ایک امریکی تحقیق کے مطابق خون دینے کے عمل سے دل کے دورے اور کینسر جیسے مہلک امراض کے خطرات کم ہوج...
مزید پڑھیں
Wajeeha Ali
Zindagi Mein Tum Se Ek Lambi Mulaqat Ho,
Mil Kar Baithe Hum "jana" Aur Lambi Baat Ho,
Baat Karne Ko Sirf Teri - Meri Zaat Ho,
Ruk Jaaye #Waqt Phir Din Ho Na Raat Ho...!!!!
Muzammil Shahzad
Gurdon Ki Pathri Se Baasani Bachao Mumkin
روزانہ کم از کم 3 لیٹر پانی کا استعمال گردوں میں پتھری سے بچاؤ کے لیے ضروری ہے۔
یہ بات برطانیہ میں ہونے والی ایک طبی تحقیق میں سامنے آئی ہے۔
ساؤتھمپٹن جنرل ہاسپٹل کے ڈاکٹر بشکر سومانی کی تحقیق ک...
مزید پڑھیں
Fatima Zehra
Rone Walon Se Bhalai
Dawood Ali
Nahi Ishq Ka Dard Lazat Se Khali.
Muzammil Shahzad
Lipstick K Istemal Se Phephron K Sartaan Ka Khatra
ان خواتین کیلئے ایک بری خبر ہے جو لپ اسٹک کا زیادہ استعمال کرتی ہیں یا رات کو لپ اسٹک کو اتارے بغیر سو جاتی ہیں۔ طبی ماہرین کا کہنا ہے کہ زیادہ دیر تک لپ اسٹک اور لپ گلوس لگانے سے مختلف بیماریوں میں ...
مزید پڑھیں
Nasir Alam
Ik Aadmi Doosrey Se....................
(DOOSREY AADMI SE) YAAR AAJ MERI SALGIRAH (BIRTHDAY)HE AAJ ME NAHANA CHAHTA HOON .
DOOSRA AADMI:
YAAR TUM KIA APNI SALGIRAH (BIRTHDAY) PER HI NAHATEY HO? ABHI PICHLEY (PREVIOUS) SAAL HI TO NAHAEY THE?
PEHLA AADMI:
BHAI KIA KAROON SAAF SUTHRA REHNEY KI AADET REH GAI HE.
Muzammil Shahzad
Lipstick K Istemal Se Phephron K Sartaan Ka Khatra
ان خواتین کیلئے ایک بری خبر ہے جو لپ اسٹک کا زیادہ استعمال کرتی ہیں یا رات کو لپ اسٹک کو اتارے بغیر سو جاتی ہیں۔ طبی ماہرین کا کہنا ہے کہ زیادہ دیر تک لپ اسٹک اور لپ گلوس لگانے سے مختلف بیماریوں میں ...
مزید پڑھیں
Sponored Video