Search
Poetry / Sad
Hafeez Ur Rehman
Mousam Ki Khusboo Mein
mousam ki khushbo mein aksar gham ki khushbo mill jati hai
aamoon kay baagh mein kaisay sawan sawan barsa aanso
apnay bachpan ka qissa hai aik tasveer banayi uss nay
mehandi wallay haath rachay thay, beech hathailee tapka ansoo
aik gaoon mein do barattain shaid dulha badal gaya
mairi ankh mein taira ansoo tairi ankh mein maira aanso
pas say daikho jugnoo ansoo, door say daikho taara ansoo
mein pholon ke saij pay baitha adhi raat ka tunha ansoo
mairi in ankhoon mein aksar gham kay dono pehlo daikhay
thehar gaya tu pathar ansoo, beh nikla tu darya ansoo
payaar ajeeb talvar hai jis pay hum dono kay naam likhay hain
tehni tehni kaliyaan ansoo, pathar jharna ansoo

·
4 Like ·
Jun 03, 2021 at 17:06
Category: sad

3 Like ·
Jun 02, 2021 at 23:06
Category: sad
Advertisement
Poetry / Love
Mohammad Asif
Khiza Kay Mousam Say
Khizan kay mousam sey gulaab maang raha hai
phir apney liye koi azab maang raha hai
Jaan mangta to mein zara taghaful na karta
magar woh mujh se mere khawab maang raha hai
Ataa kar k mere zeest ko hijr ki aziyatien
aur mujh se visaal-e-rut k hisaab maang raha hai
Khataien karna hi raha mashghala uss ka
mein kiya doon sila ussey woh sawab maang raha hai
Apni samjh mein uss ki guftagu bhi nahi aati
aur woh ankahey sawaloon kay jawab maang raha hai
Mujh ko apney wajood pe bhi dastaras nahi hasil
aur dil-e-nadan hai mehtaab maang raha hai
Koi zindagi se ghabra gaya iss qadar
kashti ka musafir hai aur gardaab maang raha hai

2 Like ·
Nov 04, 2018 at 11:11
Category: love
Poetry / Sad
Amna Obaid
Jis Nay Dekha Hi Na Ho Ashkon Ki Barsaat Ka Mousam.
Jis Nay Dekha Hi Na Ho Ashkon ki Barsaat ka Mousam.............!!
Woh Shakhs kiya Janay Dard ki Lazzat kiya Hai. .............!!
Woh Shakhs kiya Janay Dard ki Lazzat kiya Hai. .............!!
·
3 Like ·
Aug 19, 2018 at 05:08
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Waseem Awan Malik
Mousam
ek dafa ka zikar hay ke ek admee ki radio kharab hoi jathi hay.tho oh us radia ko misthree ke pass le jatha hae or kahtha hay ke is ko teek kardo.tho mistthree us ko do din bad aker lene ko kahtha hay do din bad jab oh jatha hay tho radia ba gaie hothe hay .likin agle din oh phir ajatha hay or misthree se kahtha hay ke ye radio rath konahi chalthi or din ko ko chalthi hay .tho misthree boltha hay ke aj kal rath ko mousam kharab hotha hay .tho ye adme kahtha hay ke mousam bhi dalwa do maen us ke pease bi dedonga. . . . . .. .
·
1 Like ·
Jul 21, 2018 at 19:07
Category: miscellaneous
Poetry / General
Samreen Anjum
Har Shakhs Ki Qismat Mien Nahi Piyaar Ka Mousam.
Har Shakhs Ki Qismat Mien Nahi Piyaar Ka Mousam.....
Har Shakhs Ko Duniya Mien Muhabbat Nahi Milti,,,,,,,
Har Shakhs Muqaddar Ka Sikandar Nahi Hota......
Har Shakhs K Lafzoo''n Ko Aqeedat Nahi Milti,,,,,,,
Wo Khawab Kabhi Khawab Ka Darja Nahi Paata.....
Jiss Khawab Ko Taabeer Ki Naimat Nahi Milti,,,,,,
Tu Meray Muqaddar Ka Tamashaa Na Bana....
Har Shakhs Ko Maangnay Sey To Qurbat Nahi Milti,,,,,
Uss Shakhs Ki Ulfat Mien Giraftaar Hai Ye Dil.....
Jiss Shakhs Ko Meray Liye Fursat Nahi Milti,,,,,,

0 Like ·
Jul 07, 2018 at 14:07
Category: general

Jul 07, 2018 at 08:07
Category: general
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mousam E Ishq
Har pal dhiyaan main basne wale log afsaane ho jaate hain
aankhain boorhi ho jaati hain, khuwab purane ho jaate hain
saari baat taaluq wali jazbon ki sachaayi tak hai
mayl diloun main aa jaaye to ghar weerane ho jaate hain
manzar manzar khil uth'ti hai perahan ki qous-e-qazah si
mausam tere hans parne se aur suhaane ho jaate hain
jhon'pariyon main har ik talkhi, paida hote mil jaati hai
isi liye to waqt se pehle, tifl siyaane ho jaate hain
mausam-e-ishq ki aahat se hi har ik cheez badal jati hai
raatain pagal kar deti hain, din deewane ho jaate hain

Mar 08, 2018 at 01:03
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Wohi Barishon Ka Mousam
Wohi Barishon Ka Mousam,
Wohi Sardiyoon Ki Shamain
Wohi Dilruba Ghataein,
Wohi Saans Leti Khushboo
Wohi Morr Murti Sarakein,
Wohi Pursukoon Jagah ,
Hai Farq Bas Zara Sa
Jo Gazeshta Mousamoon Main
mera HumNawa Bana Thaa
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
Wohi Sardiyoon Ki Shamain
Wohi Dilruba Ghataein,
Wohi Saans Leti Khushboo
Wohi Morr Murti Sarakein,
Wohi Pursukoon Jagah ,
Hai Farq Bas Zara Sa
Jo Gazeshta Mousamoon Main
mera HumNawa Bana Thaa
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
Jane Wo Aub Kahan Hai......!
·
1 Like ·
Jan 19, 2018 at 02:01
Category: sad
Sponored Video