Search
Sms / Ghazal
Ijunoon
Fizaoo Main Rang Bharta Hai Tumhara Chaand Sa Chehra
Fizaoo main rang bharta hai tumhara chaand sa chehra
Mujhe bechain karta hai tumhara chaand sa chehra
Usi ehsaas ka nasha liye phirta hoon duniya main akela
Meri khatir sanwerta hai tumhara chaand sa chehra
Mujhe ye chandni raatein buhut bekaaif lagti hain
Jab meri aankhoun main ubharta hai tumhara chaand sa chehra
Koi chehra meri aankhoun ko khera nahin ker sakta
Mujhe madhosh karta hai tumhara chaand sa chehra
Meri basti se shayad iss liyay tum dour rehte ho
Gehan lagne se darta hai tumhara chaand sa chehra
Tawaja kis qadar dene laga hun aaj kal khud per
Mere charoun taraf jab siyah raat aati hai
Tou phir mujh mein uterta hai tumhara chaand sa chehra
Mere se yun hi TUM apni dosti rakhna
Andhere main nikharta hai tumhara chaand sa chehra

·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Nasha Chaand
Sms / Ghazal
Ijunoon
In Jheel Si Gehri Aankhoon Main Ik Sham Kahin Aabad Tou Ho
In jheel si gehri aankhoon main ik sham kahin aabad tou ho
iss jheel kinaray pal do pal
ik khawab ka neela phool khilay
wo phol baha dain lehroon main
ik rooz kabhi hum sham dhalay
iss phol k behtay rangoon main
jis waqt larazta chaand chalay
us waqt kahin un aankhoon main iss basray pal ki yaad tou ho

phir chahay omer samander ki
her maoj parayshan ho jaye
phir chahay aankh darechay say
her khawab gurayzaan ho jaye
phir chahay phool k chehray ka
her dard nomayan ho jaye
iss jheel kinaray pal do pal wo roop nagar eejad tou ho
din raat k iss aaeynay say wo aks kabhi aazad tou ho

Advertisement
Sms / Ghazal
Ijunoon
Tu Iss Tarha Se Meri Zindagi Main Shamil Hai
Tu iss tarha se meri zindagi main shamil hai
jahan bhi jaoon yeh lagta hai, teri mehfil hai
yeh aasmaan, yeh badaal, yeh raste, yeh hawaa
har aik cheez hai apni jagah thikane pe
kaii dino se shikayat nahi zamane se
Yeh zindagi hai safar, tu safar ki manzil hai

tere bagair jahaan main koi kami si thi
bhatak rahi thi jawani andheri raahoon main
sukoon dil ko mila aa k teri baahoon main
main aik koi hui mouj hoon, tu sahil hai

tere jamaal se roshan hai kainaat meri
meri talash teri dilkashi rahe baki
khuda kare k yeh deewangi rahe baki
teri wafaa hi meri har khushi ka hasil hai

Saath Chalne Main Jo Maza Hota
Saath chalne main jo maza hota
Woh humain bhi kabhi mila hota
Yeh hi hasrat rahi hamari faqat
Saath apne koi chala hota
Hum bhatakte rahe thay raahon mein
koi rasta pata chala hota
Thaam leta humain bhi barrh ke koi
Haath hum ko koi mila hota
Hum ulajhtay nahi zamane se
Ek jo Humsafar mera hota
Hum na thaktay safar mein gar
Saath apne koi chala hota.
Woh humain bhi kabhi mila hota
Yeh hi hasrat rahi hamari faqat
Saath apne koi chala hota
Hum bhatakte rahe thay raahon mein
koi rasta pata chala hota
Thaam leta humain bhi barrh ke koi
Haath hum ko koi mila hota
Hum ulajhtay nahi zamane se
Ek jo Humsafar mera hota
Hum na thaktay safar mein gar
Saath apne koi chala hota.
·
2 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Ijunoon
Chahat Ki Mehfil Main Bulaya Hai Kisi Ne
Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne,
Khud bula ker phir sataya hai kisi ne,
Jab tak jali hai shama jalta raha parwana,
Kiya iss tarhan saath nibhaya hai kisi ne
Armaan mere raiza raiza hogaye hain,
Yun khel k aangan say giraya hai kisi ne,
Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye ga,
Dil iss tarah say aaj jalaya hai kisi ne,
Dil rota hai raat bhar yaad kar k kisi ko,
Iss tarhan ulfat main zakham khaya hai kisi ne,
Sangdil jo tha aaj woh bhi ro para
Us ko bhi tarpaya hai kisi ne,
Khud bula ker phir sataya hai kisi ne,
Jab tak jali hai shama jalta raha parwana,
Kiya iss tarhan saath nibhaya hai kisi ne
Armaan mere raiza raiza hogaye hain,
Yun khel k aangan say giraya hai kisi ne,
Aag lagi hai dasht main koi kiya bhujaye ga,
Dil iss tarah say aaj jalaya hai kisi ne,
Dil rota hai raat bhar yaad kar k kisi ko,
Iss tarhan ulfat main zakham khaya hai kisi ne,
Sangdil jo tha aaj woh bhi ro para
Us ko bhi tarpaya hai kisi ne,
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Ijunoon
Aik Dia Dil Main Jalana Bhi
Aik dia dil main jalana bhi, bujha bhi daina,
Yaad karna bhi usey roz, bhula bhi daina,
Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat iss ki,
Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina,
Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin,
Murr k daikhon tou palatnay ki dua bhi karna,
Khat bhi likhna usay, mayoos bhi rahna us say,
Jurm karna bhi magar khud ko saza bhi daina,
Mujh ko rasmon ka takalluf bhi gawara laikin,
Jee main ayai tou yeh diwar gira bhi daina,
Soorat-e-naqsh-e-qadam, dasht main rehna,
Apnay honay say na honay ka pata bhi daina
Yaad karna bhi usey roz, bhula bhi daina,
Kia kahon yeh meri chahat hai k nafrat iss ki,
Naam likhna bhi maira, likh k mita bhi daina,
Phir na milnay ko bicharta hon tuj say laikin,
Murr k daikhon tou palatnay ki dua bhi karna,
Khat bhi likhna usay, mayoos bhi rahna us say,
Jurm karna bhi magar khud ko saza bhi daina,
Mujh ko rasmon ka takalluf bhi gawara laikin,
Jee main ayai tou yeh diwar gira bhi daina,
Soorat-e-naqsh-e-qadam, dasht main rehna,
Apnay honay say na honay ka pata bhi daina
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Ijunoon
Tere Qareb Aa Kay Bari Uljhano Main Hon,
Tere qareb aa kay bari uljhano main hon,
Main dushmanon main hon k tere doston main hon,
Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago,
Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon,
Mujh se bichar k tu bhi tou roeyga umer bhar,
Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon,
Tu hans raha hai mujh pey mera haal daikh ker,
Or phir bhi main shareek tere qehqahon main hoon.
Main dushmanon main hon k tere doston main hon,
Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago,
Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon,
Mujh se bichar k tu bhi tou roeyga umer bhar,
Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon,
Tu hans raha hai mujh pey mera haal daikh ker,
Or phir bhi main shareek tere qehqahon main hoon.
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Shairi
Main Tumhe Dhondne Yaadon Ki Khuli Sadko Per
Main tumhe dhondne yaadon ki khuli sadko per,
khushk patton ki tarhan roz bikhar jata hoon.
khushk patton ki tarhan roz bikhar jata hoon.
·
1 Like ·
Nov 07, 2007 at 10:11
Category: shairi
Sms / Eid Mubarak
Ijunoon
Milay Tujhe Nah Dukh Zindagi Main
MILAY TUJHE NAh DUKH ZINDAGI MAIN
PHOOL KI TARHAN TOu MEHKAY KHUDA KARAY
ZINDA RAHAY NAAM ABuD TAK TERA
EID KI KHUSHIYAN TUJHE MUBARAK KHUDA KARAY
PHOOL KI TARHAN TOu MEHKAY KHUDA KARAY
ZINDA RAHAY NAAM ABuD TAK TERA
EID KI KHUSHIYAN TUJHE MUBARAK KHUDA KARAY
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: eid-mubarak
Tags: Khuda Mubarak Dukh
Sponored Video