Search
Poetry / Love
Insaan Hum Ko Kab Hay Mila (pak Old)
Chahi thi dil ne tuj se
Wafa kam bohot hi kam
Shayad isi liye hay
Gila kam bohot hi kam
Jalte suna charag se
Daman hazaar bar
Daman se kab charag
Jala kam bohot hi kam
Sadiyon se yun to hay
Yahan insaan ka wajood
Insaan hum ko kab hay
Mila kam bohot hi kam
A jaye k aap se pahle
Na aye mout
Ab waqt rah gaya hay
Bohot kam bohot hi kam
Wafa kam bohot hi kam
Shayad isi liye hay
Gila kam bohot hi kam
Jalte suna charag se
Daman hazaar bar
Daman se kab charag
Jala kam bohot hi kam
Sadiyon se yun to hay
Yahan insaan ka wajood
Insaan hum ko kab hay
Mila kam bohot hi kam
A jaye k aap se pahle
Na aye mout
Ab waqt rah gaya hay
Bohot kam bohot hi kam
·
1 Like ·
Apr 24, 2015 at 22:04
Category: love
Articles / Health
Ijunoon
Doodh Ka Istemaal Diabeties K Khatray Ko Kam Kar Daita Hai
دودھ اور دودھ سے بنی اشیا استعمال کریں اور دوطرح کی ذیابیطس سے مقابلے میں کامیاب ہوجائیں۔ واشنگٹن کے ہاورڈاسکول آف پبلک ہیلتھ کے سائنسدانوں نے ڈیری پروڈکٹس میں ایساقدرتی مادہ دریافت کیا ہے جوانسانی جس...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 23, 2015 at 17:04
Category: health
Advertisement
Poetry / 0
Aaj Humne Bhi Ghamon Ko...
Aaj humne bhi ghamon ko chhupana seekh liya..
Bhari mehfil mein muskurana seekh liya..
Hum to darte the ghamon ka zeher peene se..
Par ab to ghamon ko jaam samajhkar peena seekh liya..
Pehle to akele se hote the hum bheed mein..
Par ab to tanhayee mein bhi rehna seekh liya..
Log muskura kar de jate the hame dhoka..
Par ab to humne aankhon ko padhna seekh liya..
Koi sunta hi na tha hamare dil ki aawaz ko..
To humne us aawaz ko shayari mein badalna seekh liya.

Apr 18, 2015 at 03:04
Category: 0
Articles / Health
Ijunoon
Raat Ko Shehed K Istemaal Se Dimagh Tar O Taaza Rehta Hai
شہدایک ایسی قدر تی غذا ہے جس کے بے شما ر طبی فو ائد ہیں۔ ایک حالیہ تحقیق کے مطابق روزانہ رات کو سونے سے پہلے ایک چمچہ شہد کھانے سے دماغ کی کارکردگی میں اضافہ ہوتا ہے۔ تحقیق کے مطابق شہد میں موجود چینی...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 13, 2015 at 05:04
Category: health
Sms / Friendship
Afza Altaf
Kisii Ko Na Batana Plzzzzzzzzzzzz!!!
doo oortoon ki bari dosti hoti ha woo kisi se koe bat nahi chupatiin theen aak din woo aak dosre ko apna hall bata raheen theen aak khatoon ne apni parosan se kha k ya galii kitni gandii ha maree bachay jab bhi yahan se gozar kar ateen han to kichar main lit pit hojateen han
parosan jis ke shohar ka kad bohat chota hota barii sharmindagee se boli
han bahan aak martaba mara shohar k sath bata ha kiya howa khatoon boli kiya
parosan boli k aak din mara shohar kichar main gir gaya tha main ne 20 bachoon ka muoon dholwaya tab ja kar mare shohar ka pata chala k ya mara shohar ha kisi ko na bata na plzzzzzz

2 Like ·
Apr 12, 2015 at 11:04
Category: friendship
Poetry / 0
Ya Rab Na Takht O Taj De Mujh Ko Na Maal De
YA RAB NA TAKHT O TAJ DE MUJH KO NA MAAL DE
INSANIYAT KA DARD MERE DIL ME DAAL DE
YE ALAG BAAT HAI K TAMEER NAHI HO SAKTE
WARNA HAR ZEHAN ME KUCH TAAJ MAHAL HOTE HAIn
YUN TO HAR DuR PE LAHKTE NAZAR AAYE DAMAN
KHENCHTE NAAZ SE JIS KO WAHI DAMAN nA MILA
YUN LAG RAHA HAI TERE RUKHSAAR KE QAREEB
JAISE CHIRAG KOI SURAJ KE SAAMNE
YE KAH KAH KE HUM DIL KO BAHLA RAHE HAIn
WO AB CHAL CHUKE HAIn WO AB AARAHE HAIn
YUN TU DUNIYA ME MIL JAATE HAI AHBAAB BoHaT
PAR KISI SE BHI WAFA KA NA TAQAZA KARNA

Apr 12, 2015 at 05:04
Category: 0
Poetry / 0
saaqiiyaa chhor na khaalii mere paimaane ko
saaqiiyaa chhor na khaalii mere paimaane ko
itanii hii de de ke ho jaye qasam khaane ko
saaqii ye ahad-e-shikan is me.n bigarnaa kaisaa
koii paimaan ko torey koii paimaane ko
kuchh to ho jaatii hai kam sifat-e-taubaa_shikanii
pii ke ham to.D diyaa karate hai.n paimaane ko
jitne muu.Nh utanii hii baaten hain barhay kyuN na junooN
sab ne diivaanaa banaa rakhaa hai diivaane ko

Apr 08, 2015 at 02:04
Category: 0
Articles / Health
Ijunoon
Matar Colestrol Ko Qaboo Mai Rakhne K Liye Mufeed
ویسے تواللہ تعالیٰ نے دنیا میں کوئی بھی ایسی چیزپیدا نہیں کی جس کا کوئی مقصد نہ ہو۔ اسی طرح سبزیا ں اورپھل بھی انسان کے جسم کی ضروریات کوپورا کرنے کیلئے پیداکی گئیں اور ہرسبزی یا پھل میں کوئی نہ کوئی ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Apr 06, 2015 at 22:04
Category: health
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Kaise Bhulaon Tujh Ko
kis trha yaad karun kese bhulaun tjhko,
tu koi rasm nahi hai k nibhaoon tjhko..
roz aankhon se bikharta hai naya khwab koi,
DIL ye kehta hai aankhon mein sajaon tjhko..
khoob hote hain ye chahat k meethe rishte,
bhool kr bhi kabhi dushman na banaoon tjhko..
tere jane pe machalta hai boht DIL lekn,
zabt itna hai k phir bhi na bhulaoon tjhko..
zindagi kon se taaron ka falak hai MOHSIN,
kis trha apna sitaara mein banaoon tjhko..!!

Apr 06, 2015 at 11:04
Category: general
Sponored Video