Please Login to Send Message.
Quotes / Urdu Quotes
Afza Altaf
Shiekh Saadi
·
11 Like ·
Nov 11, 2018 at 13:11
Category: urdu-quotes
Advertisement
Poetry / Sad
Afza Altaf
Main Yun Hi Shoq Mein Kab Tak Usey Pukara Krun?
*Main Yun hi Shoq Mein Kab Tak Usey Pukara Krun?
* Woh Mera Hai, Ya Nai Hai, Ab Kia Istekhara Krun?
* Kaha Hai Us Ne K Main Har Roz Aaun Ga.....
* Kia Main Us k Lie Rozana Ghar Sanwara Krun?
* Tamam Log Dekhte Hain Nazar Bhar K Usey.....
* To Kyun Na Roz Main Uski Nazar Utara Krun...
* Jo Ban Gaya Hai Mere Lie Wisaal-e-Jan.....
* Main Sochta Hun K Un Sab Se Ab Kinara Krun...
* Woh Meri ZINDAGI Hai Aur Dusron K Sath Rahe...
* Yeh Be-rukhi Main Bhala Kis Tarha Gawara Krun???

1 Like ·
Oct 19, 2018 at 06:10
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Afza Altaf
Bavaqoof Nahin
Ik dafa admi ki car k weel k nut mentel hospital k samney gir jatay hain.Woh bara confuse hota hay to ik pagal us ko kahta hay k tum doosray weels main say nut nikal kar is ko laga lo to wo kahta hay k tum nay pagal ho kar akal ki baat ki hay.To pagal kahta hay k main pagal hon BAVAQOOF nahin.
·
2 Like ·
Oct 13, 2018 at 17:10
Category: miscellaneous
Social Wall / Text
Afza Altaf
Pyaz Aur Pyar
Pyaz aur pyar mai konsi baat mushtarik hai?
·
3 Like ·
Aug 26, 2018 at 04:08
Category: text
Social Wall / Text
Afza Altaf
herat angaiz aur ajeeb 7 ka hindsa
1. azaye sajdah 7 hain
2. tawaf ke chakkar 7 hain
3. safa marwa ke darmiyan 7 chakkar lagana hotay hain
4. mina ke medan mein shetanon ko 7 kankar marna wajib hai
5. jahannum ke darwazay 7 hain
6. Rasool e Akram PBUH ne farmaya jab bachay 7 sal ke hojayen to un ko namaz ka hukum do
7. Sorah fateha ki 7 ayaat hain
9. qos o qazah me 7 rang hain
10 takhleeq e insani 7 marhalon me hoti hai
11. bachon ka satwen din aqeeqa karna mustahib hai

Aug 04, 2018 at 22:08
Category: text
Afza Altaf
Gender :Country : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 44
Member Since : Sep 15, 2004
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
Sponored Video