Search
Quotes / Urdu Quotes

Mahu Arish
Kisi Ki Narazgi Ko Itna Mat Tol Do

kisi ki narazgi ko itna mat tol do ke usay tumharay bagher jeenay ki aadat ho jaye
·
4 Like ·
Sep 04, 2018 at 15:09
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Amir Rasheed
Bachon Ko Neki Ki Raah Dikhao

·
3 Like ·
Sep 04, 2018 at 09:09
Category: urdu-quotes
Advertisement
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Mars Par Pani Ki Mojodgi Ka Hatmi Saboot Mil Gaya
سائنس دانوں کے پاس اب حتمی ثبوت آ گیا ہے کہ مریخ کے بہت سے ارضی مناظر بہتے ہوئے پانی نے تشکیل دیے ہیں۔
مریخ کے مدار سے نظر آنے والی وادیوں، گزرگاہوں اور ڈیلٹا کے بارے میں بہت عرصے سے خیال کیا جا رہا ...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Sep 04, 2018 at 09:09
Category: featured
Jokes / Miscellaneous
Mian Chandio
Muslims Aur Sikhoun Ki Jang Hoti Hai
musliam aur sikhoun ki jang hoti hai, muslim souchtey hian k sikhoun main Raam Singh buhat hotey hain , kioon na inn ka naam oonchi aawaz main pukarein aur wo kharey ho k jawab dein gey..aik muslaman aawaz lagata hai.. Raam singh ( aik sikh khara ho k bolta hai ( AAHO),, muslim ussey goli maar detey hain THAAAAAAA) doosri baar bhee issi tarha aawaz lagatey hain Raam Singh aagey se jawab aata hai (AAHO) usse bhee goli maar detey hain THAAAAAAA.. aur yeah silsila jari rehta hai. buhat se sikh marr jatey hain. aakhir kaar sikh souchtey hain k muslims main ALLAH RAKHEY buhat hotey hain .. hum yahi formula unn par apply kartey hain. sikh aawaz lagata hai bola (ALLAH RAKHA) aagey se aawaz aai ( CHUTTI PAR HAI ...TU KOUN RAAM SIGH) wo khara ho k bola (AAHO) goli maar di THAAAAAA
·
1 Like ·
Sep 04, 2018 at 03:09
Category: miscellaneous
Jokes / Ustaad Aur Shagird
Asfand Yar
Sir Aap Ki Pent Phat Hui Hai
do bachay imtehan de rahay thay
examiner bohat sakhta tha, bilkul bhi naqal nahee karne de raha tha
aik bachay paper par kuch likh kar examier ko de diya to examiner khamoshi se ja kar kursi par beth gaya
dosra bacha: yaar tu ne kya likha
pehla bacha: mene likh ke sir aap ki pent phati hui hai

8 Like ·
Sep 02, 2018 at 21:09
Category: ustaad-aur-shagird
Poetry / Sad

Abid Aqeel
Sabar Ki Aayat

Koi Hy Jo Sabr Ki aayet Mujh Pr Dam Kray...
Main Wo Sookha Pairh Hoon Jis Main Mqayyad ISHQ Hy...!!!
Main Wo Sookha Pairh Hoon Jis Main Mqayyad ISHQ Hy...!!!
·
0 Like ·
Aug 31, 2018 at 04:08
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Kinza Hussain
Ganjay Ki Pitayeeeeeee.....
Aik daffa isstarha hota hai k 2 dost hotay hain. Aik bohat chalaak hota hai. Wahaan say aik Ganjaa guzrata hai. Pehla doosray ko kahta hai k main tumhain 10 ropay doon ga aggar tum iss ganjay k sarr parr thappar maro.
Doosra jaata hai aur uss k sarr parr thappar maar karr kahta yaar Maqsood Kya Haal Hai? Ganjaa kahtaa hai yaar main Maqsood nahin hoon. Woh sorry kah karr chala jaata hai.
10 ropay dainay k baad uss ka dost kahta hai k aggar abhi tum uss k sarr parr thappar maro to 100 ropay doon ga. Woh jaata hai aur sarr parr thapparmaar kar kahta hai k yaar mazaaq kyun kartay ho main nay tumhain pechaan liyahai k tum he Maqsood ho. Sorry k baad jabb woh waapis jaata hai to Ganjaa apni jagga baddal leta hai. 100 ropay denay k baad woh kahta hai k abb aggar tum uss k sarr parr thappar maro to pooray 1000 ropay millain gay.
Woh jaata hai aur sarrparr thappar maar karr kahta hai yaar Maqsood tum yahan kharray ho aur main wahan pata nahin kiss k sir parr thappar maar raha tha.

Aug 30, 2018 at 22:08
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Samreen Anjum
Kya Ghazab Hai K Uss Ki Khamoshi...
Kya Ghazab Hai K Uss Ki Khamoshi.....
Hum Sey Baatian Hazaar Karti Hai... !!!!
Hum Sey Baatian Hazaar Karti Hai... !!!!
·
0 Like ·
Aug 30, 2018 at 21:08
Category: sad

Sponored Video