Search
Poetry / General
Sobia Malik
Allah Ka Banda Na Mila
·
5 Like ·
Aug 05, 2018 at 20:08
Category: general
Social Wall / Text
Afza Altaf
herat angaiz aur ajeeb 7 ka hindsa
1. azaye sajdah 7 hain
2. tawaf ke chakkar 7 hain
3. safa marwa ke darmiyan 7 chakkar lagana hotay hain
4. mina ke medan mein shetanon ko 7 kankar marna wajib hai
5. jahannum ke darwazay 7 hain
6. Rasool e Akram PBUH ne farmaya jab bachay 7 sal ke hojayen to un ko namaz ka hukum do
7. Sorah fateha ki 7 ayaat hain
9. qos o qazah me 7 rang hain
10 takhleeq e insani 7 marhalon me hoti hai
11. bachon ka satwen din aqeeqa karna mustahib hai

2 Like ·
Aug 04, 2018 at 22:08
Category: text
Advertisement
Articles / Featured
Ijunoon
Anokhay Afraad Jo Cancer Or Sugar Ka Shikar Nahi Ho Sakte
ایکواڈور میں ایسے انوکھے افراد موجود ہیں جو زندگی بھر کینسر اور ذیابیطس جیسے امراض کا شکار نہیں ہوسکتے۔ جنوبی امریکی ملک ایکواڈور کی لارن نامی یہ کمیونٹی ایسے افراد پر مشتمل ہے جن کے جسم میں قدرتی طور...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 03, 2018 at 18:08
Category: featured
Poetry / Sad
Shahida Malik
Shabab Aaya Kisi But Par Fida Hone Ka Waqt Aaya
Shabab aaya kisi but par fida hone ka waqt aaya
meri duniya mein bande ke khuda hone ka waqt aaya
unhen dekha to zahid ne kaha iman ke ye hai
ki ab insan ko sajada-rava hone ka waqt aaya
takallum ke khamoshi kah rahi hai harf-e-matalab se
ki ashk-amez nazron se ada hone ka waqt aaya
khuda jane ye hai auj-e-yaqin ya pasti-e-himmat
khuda se kah raha hun nakhuda hone ka waqt aaya
hamen bhi aa pada hai doston se kam kuch yani
hamare doston ke bevafa hone ka waqt aaya.

0 Like ·
Jul 31, 2018 at 10:07
Category: sad
Poetry / Sad
Asiah Rahi
Sochate Aur Jagate Sanson Ka Ik Dariya Hun Mai
Sochate aur jagate sanson ka ik dariya hun main
apne gumgashta kinaron ke liye behta hun main
jal gaya sara badan in mausamon ke aag mein
ek mausam ruh ka hai jis mein ab zinda hun main
mere honton ka tabassum de gaya dhokha tujhe
tune mujhko bag jana dekh le sehra hun main
dekhiye meri pazirai ko ab aata hai kon
lamha bhar ko waqt ke dahaliz par aaya hun main.

3 Like ·
Jul 31, 2018 at 03:07
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Sehar Saeed
Khuda Ka Shukar Ha
ak dafa ka zekar ha ak addmy k matthy pa golly lag gy wo mokky per hee halak ho gya essy doran ak orat ayy us na kaha k klya howa ha jab ussy patta chala k golly matty per lagny sa admmy mer gya ha uss na kaha k khuda ka ya shuker ha k aknh bach gy ha
·
2 Like ·
Jul 30, 2018 at 22:07
Category: miscellaneous
Social Wall / Text
Sana Ali
Apnay Walidein Ka Ahtraam Aur Un Ki Khidmat Karo!
·
2 Like ·
Jul 29, 2018 at 13:07
Category: text
Articles / Health
Ijunoon
High Blood Pressure Khamosh Qatil Ka Aalmi Din
سات اپریل کو صحت کا عالمی دن منایا جا رہا ہے اور اس سال کا موضوع ہے ، ہائی بلڈ پریشر یا بلند فشارِ خون۔ افریقہ اور ایشیا کے بعض علاقوں میں خون کا دباو بڑھنے کا مسئلہ بڑا سنگین ہے اور پہلا چیلنج اس مر...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 28, 2018 at 07:07
Category: health
Jokes / Miscellaneous
Kainaat Siddique
Ulloh Ka Pattah
aik dafa aik admi safar main tha safar main achanak raat aagiey us ny soocha kisi k ghar raat basar ki jaye woh jis k ghar raat guzarney gia woh young couple tha mezbaan ny kaha k dekho bhai yeh aik room hai yahan main aur merey biwi sotey hain aur is key ilawah aik aur room hai jahan par BABY sotey hai aur drawing room bhi hai app chaho to baby k saath so jao chaho to drawing room main so jao woh admi dil main soochta hai yaar raat ko BABY roye gi tang karey gi main drawing room main hi so jata hoin subha jab woh uttah to kia dekha k aik bahoot hi haseen larki kitchen main sy bahir aarahey hai woh poochta hai app kon woh larki jawab dety hai ji main BABY phir larki poochti hai app kon woh admi ghusey main kehta hai main ULLOH KA PATTAH
·
2 Like ·
Jul 28, 2018 at 04:07
Category: miscellaneous
Sponored Video